Deleted Topic Topic No:13929 By mwaqass786
Aslam-O-Alikum Dr sahib
Dr sahib mera naam Waqas hai aur ma age 26 years hai ma app se chund sawal poochna chahta ho.
1.Dr sahib mubashrat ke waqt ma jaldi discharge ho jata ho is ki kiya wajah hai main to etmanan ke saath karta ho lekin forplay k bad jald discharge ho jata ho.jis wajah se mutmaen nae ho pata na he apni wife ko kar pata ho kiya koi medicine use kr sakta ho aghr koi hai to please bataey kon c hai jis se main apna time bara sako.
2. Dr Shaib mera dosra sawal yeh hai k kiya mard apni wife k back use kr sakta hai k nahi.
3.Dr sahib mera tesra sawal yeh hai k kiya mard apni wife ko nechay se zaban ke saath masl kar sakta hai aur kiya mard apna penis wife k moo (mouth) ma daal sakta hai k nahi.
Dr sahib kiya app ki books market ma avaiable ha agr hai to kaha se mil sakti hai.
dr sahib ma app se yeh teen sawal pochna chahta tha i hope app mujhay reply zaroor karay gay ta k mere galt fahmi door ho.
|