Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Sex Date ka tasawwur bohut acha hai yani donon mian biwi tae'y karein kay ek maah mein kitni baar mubashrat karni hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Sex Timing - Sex Date - Sex Mein Waqt Ki Ahmiyat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
36658
 
Sex Timing - Sex Date
  1. Sex Date ka tasawwur bohut acha hai yani donon mian biwi tae'y karein kay ek maah mein kitni baar mubashrat karni hai, konsey din karni hai, iss surat mein donon zyada waqt nikal saktey hain phir poori tayyari  kar saktey hain aur zabardast sex planning kar saktey hain. Magar kabhi kabhi surprise bhi dein kisi aisey waqt mian ko sex ki da'awat dein jis ki woh tawaqqa na kar raha ho maslam so raha ho, kaam kar raha ho, phone kar raha ho, dafter janey ki tayyari kar raha ho ya kisi ghaer mutawaqqa jagah da'awat dein maslan bathroom mein, shower kay neechey, maez kay ooper waghaera jinsi zindagi mein josh barqaraar rakhney kay liye surprise bohut mu'asser hai.
  2. Mahiney mein ek aadh raat honeymoon ki tarah enjoy karein phone per mian ko aaj ki special raat ka ishara dein, jinsi le'haz sey purkashish libaas pehnein, khoobsurat lagein, kaprey reshmi, silky aur narm hun, makeup taez na ho kaprey aisey hun jinko aasani sey utara ja sakey. Uski pasand ka khana pakaein khaney ki maez ko romantic banaein mom battiyon ki roshni mein khana khaein kamrey ko khoob sajaein thandi aur dheemi roshni kay liye mom battiyan ya kam roshni ka rangeen bulb roshan karein kamrey ko donon kay pasandeeda perfume sey mu'atter karein. Naha dho kar dulhan banein, mian ka muskuratey chehrey sey istaqbaal karein, bister per silky aur purkashish rungon ki chadar bichaein chadar kay ooper phoolon ki surkh pattiyan bichaein apney jism per bhi perfume chirkein, kamrey ki kundi laga lein, mian ko phoolon ki chadar per litaein phone bund kardein apney kaprey pehley utar dein. Uss kay qareeb beth jaein uss kay jism per hath phaerein uss kay jism kay sath jism milaein ek ek kar key uss kay kaprey utaarein.

 

 
 
<< Next       Prev >>
116117118119120121122123124125126
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012