Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:10th Sep 2008, 5:41pm |
|
|
Hadith of The day.. Hazrat 'Abdullah bin 'Amr fermatay han ke:
Nabi(sallallaahu alaihi wasallam) ne fermay,"muslim wo hai jin ki zuban aur haath se dosera muslim mahfoos rahay aur Muhajir (emigrant) wo hai jis baat se Allah ne manna fermaya wo wo qaam nahi kerta".
Insha-Allah I'll try to post hadith everyday..
MAY ALLAH BLESS ALL OF US.. AMIN..
|
nikama |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2007 Topic: 47 Post: 1808 Age:
33
|
|
Posted on:10th Sep 2008, 6:32pm |
|
|
soooth... very good.. ya pls keep doing... we all need these... god bless u... |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:10th Sep 2008, 7:39pm |
|
|
Hadith Of The Day " ALLAH ki 2 naimatain aisi hain jin ki aksar log qadar nahi karte
aur in ko barbaad karte hain, aik tandrusti aur doosri faraghat"
(Bukhari) |
Bhimji |
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1837 Age:
29
|
|
Posted on:11th Sep 2008, 2:11am |
|
|
Hadith Of The Day "Jis ne apne kisi Musliman bhai ko gaali di tou goya usne BAIT-ULLAH giraane se bura kaam kiya." |
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 6922 Age:
31
|
|
Posted on:11th Sep 2008, 2:16am |
|
|
ok jab loogoo kay samnay NABI SAW Ka name liya jain too APP SAW Per DARROD BAJA KEROO......... |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
28
|
|
Posted on:11th Sep 2008, 6:23am |
|
|
HADES
HAZRAT ABU HORARA RZ sa rewayat hai ka HOZOOR (SLHL) na irshad farmaya ka ya 5 cheza insan ke fetrat ka taqaza aur DEEN-E-FETRAT yane Islam ka khas ahkam hai. 1- KHATNA KARWANA 2- ZARA NAF BALOO KE SAFAE KARNA 3- MONCHA TARASHNA 4- NAKHON KATNA 5- BAGAL KA BAAL SAF KARNA. BUKHARE WO MUSLIM |
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:11th Sep 2008, 8:51am |
|
|
Hadith of the day.. Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermay:
"tum me se best wo hai jo apni wife ke saath best hai". |
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:12th Sep 2008, 4:35pm |
|
|
Hadith of the day.. Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermay:
"wo jo silver ki vessels me drinking kerta hai,asal me wo pait me dozukh ki aag bharta hai". |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5355 Age:
|
|
Posted on:12th Sep 2008, 5:12pm |
|
|
Sooth aunty very nice. keep it up..........
Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermay:
Allah ko manne ke bad behtaren danai insanu se muhabbat krna hai.
|
sweetie |
Group: Members Joined: 13th Jun, 2008 Topic: 11 Post: 509 Age:
31
|
|
Posted on:12th Sep 2008, 5:25pm |
|
|
Hadith Khairukum man ta'allamal Qur'ana wa allamahoo.
Tum main se behtareen shakhs wo hai jo khud Qur'an seekhta aor doosron ko sikhata hai. |
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:13th Sep 2008, 4:41pm |
|
|
Hadith of the day.. Hadith - Sahih Bukhari Book 25, Number 5399, Jabir ibn Abdullah(Ra) fermatay han:
Allah ke Messenger(sww) ne fermaya: koi person married aurat ke saath raat na guzaray , laikin sirf uss haal me ke wo aurat uss ke nikaah me ho ya wo uss ka mahrum ho." |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
28
|
|
Posted on:14th Sep 2008, 4:37am |
|
|
Hades
Aur ek wkt ae ga jb log neki ko mayub or burae pr fakhr krenge, us wkt hr trah ki asesh muyasir ho ge, hr ghar me nach gana hoga,log mukhtlif bemareo preshaneo me mubtla honge,maa or Nokrani me koi frq na ho ga,log imartein aik dosre se unchi bnay ge, Ap s.a.w ne frmaya k jab aisa zmana ae to kasrat se astaghfar prhna q k ye sb se mufeed Amal ho ga. |
ash28 |
Group: Members Joined: 02nd Aug, 2008 Topic: 7 Post: 347 Age:
27
|
|
Posted on:14th Sep 2008, 5:45am |
|
|
Hades....Touba... Jis Shaks ny pacham ki taraf sy suraj nikalny sy pehly pehly TOUBA kerle ALLAH TALLAH iski TOUBA Qabool fermaye ga...(Muslim) ALLAH TALLAH is waqt tak bandy ki TOUBA Qabool fermata hai jab tak Naza ka Waqt na Ajaye....Subhan-Allah |
nikama |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2007 Topic: 47 Post: 1808 Age:
33
|
|
Posted on:14th Sep 2008, 8:54am |
|
|
wah subahaan alllh... pls keeep on writting ...i just love it... keep on riting every body...
''kufer kay baad , baray gunaahoon main aik kisee ka dil dukhana hai, kisee bhee waja say''
|
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:14th Sep 2008, 10:44am |
|
|
Hadith of the day..
Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya:
"tamaan aamaal ka dar-o-madaar niyaat per hai aur her aamal ka natijaa her insaan ko uss ki niyaat ke motabik hi milay ga pus jis ki hijrat dolaat-e-dunia hasil kernay ke liay ho ya kisi aurat se shaadi ki gharz ho pus es ki hijrat in hi cheezon ke liay ho gi jin ko hasil kernay ki niyat se uss ne hijrat ki ho."
Sahih Bukhari
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 96 Post: 4609 Age:
36
|
|
Posted on:15th Sep 2008, 10:33am |
|
|
Hadees "Laisal Khabru Kalmo a yanate"
Nahi hai suni sunayi bat khud dekhne ki tarah.
"Al kabayeru Ala ishrak bilallahe wa Aqooul waledain wa Qatlunafse
walyameenul ghamoosu"
Bade Gunah : Allah Talah ka Shareek Tehrana, Walidain ki Nafarmani karna, Nahaq Qatal karna.
|
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:15th Sep 2008, 11:19pm |
|
|
Hadith of the day.. Aik shaks ne Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) se poocha key a Ya Rasool Allah (sallallaahu alaihi wasallam) jab aap per wahi kaisay nasal hoti hai?
Tu Aap (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya:
"wahi nazil hotay waqt kabhi mujhe ghaanti ki si aawaaz mahsoos hoti hai aur waahi ki ye kahfiyat mujhe per bari shaak guzerti hai,jab ye kahfiyat khatum hoti hai tu meray dil-o-dimaagh per (es ferishtay) ke zariay nazil shudda wahi mahfooz ho jaati hai aur kisi waqt aisa hotta hai ke ferishta ba shakal insaan meray pass aata hai aur mujhe se qalaam kerta hai pus main uss ka kahaa hua yaad rakh laita hon.Hazrat Aysha(Ra) fermata han ke mainay sakht kadakay ki sardi me Aap (sallallaahu alaihi wasallam) ko dekhaa hai ke aap (sallallaahu alaihi wasallam) per wahi nazil hui aur jab es ka silsala moqouf hua tu Aap (sallallaahu alaihi wasallam) ki payshaani pusinay se sharabur thi".
Sahih Bukhari
|
ash28 |
Group: Members Joined: 02nd Aug, 2008 Topic: 7 Post: 347 Age:
27
|
|
Posted on:15th Sep 2008, 3:53pm |
|
|
Hades....Sabar Momin ko jo b Thakawat, Bemaari, Ranj o Fiker or Gham o Eyzeeyat ponchti hai hat'ta k kanta b chubta hai tu ALLAH TALLAH* isky zariye isky Gunahon ko Mita dyta hai....(Bukhari) |
nikama |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2007 Topic: 47 Post: 1808 Age:
33
|
|
Posted on:15th Sep 2008, 7:27pm |
|
|
hadeeeesss pak Jebraaeeel alah salaaam, Khuada nay mujay itniii taqat dee hai kay..Allah Tallah kay hukum say main, every single drop of rain , all sands pieces in universe..each leaf of all trees of universe...each insect , animal,human all and every thing of this universe... kooo lamhooon main count kur daita hoon, pur main Allah Tallah keee wu rahmataain nahee gin sakta ju wu hur uss muslim pur dalta hai, jub wu aik baar Hazooor paak sw pur daroood shareeef bhaijta hai..... wallhaa |
SOFI |
Group: Members Joined: 09th Jun, 2008 Topic: 10 Post: 441 Age:
28
|
|
Posted on:16th Sep 2008, 4:13am |
|
|
Hades
Logon per ek zamana esa aaega Ka woh in kamoo ma apne zendageyo ka khatam karanga.
1) Unka maqsad unka pait hoga 2) Daulat unki izzat hogi 3) Aurat unka qibla hoga 4) Paisa unka deen hoga ,Or woh Bad-tareen log honge Or Aakhirat me unka hissa na hoga. |
|