sadaf307 |
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:2nd Jul 2012, 3:33pm |
|
|
Bhurqa or BRASSIERE . ? Ajkal market me fitting waly bhurqy ka rwaj ho rha hai. Aur aurteen un ko mazeed fit krti hain khasosn breast fiting k button mushkil sy bund hoty hain aur breast ko suport deny ki fiting hoti hai, jis sy bra b oper sy pata chalta hai.Agr bra aur niple he nazar ay to bhurqy ka kia faida?Aur buhz aurteen chalti b akar kr hain un ka to poora breast figure vibrate krta nazr ata hai. |
shariyar |
Group: Members Joined: 01st Jul, 2012 Topic: 0 Post: 3 Age:
29
|
|
Posted on:2nd Jul 2012, 5:13pm |
|
|
Bhurqa or BRASSIERE to ap k bolnay ka matlab kiya hay yeh to ap ny apney kehyalat k khula izhar kiya hay
|
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 48 Post: 3378 Age:
23
|
|
Posted on:3rd Jul 2012, 7:42am |
|
|
Sadaf Wese app exact kiya kehna chahti hoo?? Iss masle ka hal kiya hai ya iss par discussion karna chahti hoo |
greeny |
Group: Members Joined: 29th Apr, 2012 Topic: 12 Post: 91 Age:
28
|
|
Posted on:3rd Jul 2012, 1:57pm |
|
|
sadaf me app ka point samajh gae hun . ye alag bat hai k mujhe itna khul k ap ka bat krana zra zada daring laga. yes you are right . actually ajkal burqa fashion ka hissa hai iss ka maqsad hijab nae blk achha dikhna hota hai. aur app ko pata hai k aurtun ki zeenat kia hai. ussi ko to chhupane ka hukam hai. lekin kuch log apni "zeenat" dikhana pasnad krti hain. so wo itne tight burqa silwati hain jesi qameez hoti hai.
Aur personally mere husband to itni fitting ki qameez b pehnana mayoob samajhte haim q k ghar me brothers in law wagera hote hain aur unk samne b hme khud ko dhak kr rakhna chaheay.
Aur shayad app ne shayad suna ya parha ho k qyamat k qareeb aurtun ka libas asa ho ga k wo libas k bawaajood nangi hun gi. ye libas jo app ne narrate kia asa hi hai. jo hme dhakta nae nanga krta hai.
Aur unfortunately aik barhana aurat sari aurtun ko nanga kr rae hoti hai. mtlb wo apni respect to lose kr rae hoti hai sath me apni sinf ko b generalize kr dati hai k aj kal aurten ase aur ase kapre ya burqa pehanti hai.
Allah hame hamari behnu aur betiun ko haya ka zevar aur eeman ki dolat ata farmae. Amin
|
SSher Ali |
Group: Members Joined: 22nd Jun, 2012 Topic: 0 Post: 29 Age:
23
|
|
Posted on:10th Jul 2012, 7:41am |
|
|
To All my ISLAMIC Sisters sadaf baji ne bilkul sahi masla uthaya hai is par aj humari behno ko fikr karni chahye burkha isliye bana gaya k aurat apni zeenat chupa sake lekin aj chupi to nahi hai zaahir har jagah burkhe k sath aurat chhap rahi hai.ye baat greeny ne bilkul sahi kaha k aj k daur me burkha ek fashion ka logo ban chuka hai jo aurate khoobsurat dikhne k liye burkha pehen rahi hai jis se unka jism ka pura shape dikh jaye aur mardo ko sehwat taari hojaye.
Ek bar Huzur Tajushariah Allama Mufti Akhtar Raza Khan Sahab Mufti Aazam E Zamana ka gujar hua Mohammad Ali (Road) mumbai se ap bilkul pareshan hue or apne huzre me jaake rone lage aur farmaya "AJ MERE KAUM KI BETIYAN BURKHA PEHEN NE K BAUJOOD BHI PARDE ME NAHI HAI" phr ye fatwa likha " K IS BURKHE KO BHI PARDE KI ZARURAT HAI" - ALLAH O AKBAR
Aj jarurat hai humari behno ko k wo sahi mana me Hizaab ka matlab samjhe aur us par amal kare aur maa baap husband bhai sabko chahye k khud bhi parde me rahe jesa Quran ne mardo k liye farmaya Hai "Musalmano se kaho unki nigah nichi rakhe " aur mard ko bhi aurat ko parde me rakhna chahye lekin pehle khud Amal kare Quran Ki us aayat pe warna wife behan palat kar jawab degi k tum konse sharif ho. |
WEHSHI |
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 44 Post: 2431 Age:
48
|
|
Posted on:11th Jul 2012, 1:51am |
|
|
burqa parda k liyay ya jisam dikhanay k liyay
asal bat yeh hai k fashion designers ne her cheez ko karobar bana diya hai aur humari khawateen bhi is chakar main phans ker shikar ho rahi hain burqa posh khawateen jo sahi main khud ko chupana chahti hain woh to aisay burqay ya aisay under garments use nhn kertin lekin jin ko shoq hai khud numaai ka woh to burqa main bhi nangi nazar aa sakti hain under garments main her shape n style available hai asal bat yeh hai k jis terah ka shape n style us ekiya jai ga wesa hi un ka jisam nazar aai ga ager under garments khud ko compose kernay k liyay use ki jain to wesa hi hota hai aur aisa shape us ekiya jai k her ang alag nazar aai to ais abhi ho sakta hai choice to use kernay walay ki hai professionals to apna maal bechnay k liyay kuch bhi kertay hain lekin dekhna to khawateen ko hai k un ka muashera kya kehta hai |
sadaf307 |
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:13th Jul 2012, 3:16am |
|
|
libas khareeda b masla bu gia aj kal koi shareef aurat apna libas kharedny market jay sy darti hai .q k uder garmets ley jao to dukan dar y aisy ghalat tareeky sy bra aur paties rakhi hoti hain k un ko dekh kar sharm ati hai. aur jo shops females k leay hain udr to aur b behayai hoti hai wahan sales girls apka jism tatolti hain aur tight sy thight bra ley ko kehti hain 1 BRA ki qemat 1000 sy 3000 haraz tak hai udr . agr ap apy leay 1 mouth badh 3, 4 uder garments set lain to apka sara budget out . eve bachon k under garments 400 tak mil jaty hain. ladies garmets ko to un logon ny unoffordable bna dia hai. |
sadaf307 |
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:13th Jul 2012, 3:27am |
|
|
karaamad mashwara me tamam auton sy kahoon gi k jab b app bahir jain to apny gahr k kisi mard k sath jai like husbad ,son .khsosan apni shopig kary k leay . meri baat thori ajeeb hai mgr jb ap k sath apky beta ya husband ho ga to ap mehfooz feel karee ge. na k apni sahailyon k sath ,q k ao apky sath hasi mazak karti hai to dukan daar aur be free ho jaty hain . ap ko yeh baat mahloom honi chaheye k na mehram aurt k sath bahir jana gunah hai.... DUKAN PAR ZIADA DAIR NA RUKEEN me ny aksar dekha hai k kuch aurteen ddukandar ki aakho me aankheen daal kar baat karti hai ..yeh be GUNNAH hai .aur duka py dupat ,bhurka khol deti hain . yeh behayai nai to kia hai???
|
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 7344 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:13th Jul 2012, 3:40am |
|
|
sadaf sadaf totally agree with you..ap nay bohat acha explain kiya ha.. |
|