Labor Stages and Childbirth - lll Labor Stages and Childbirth - lll
Labor Stages: Delivering the Placenta, Final Results
Almost immediately jaisay hi aap apnay new bundle of joy ko birth day lain gi tu aap ki uterus retrack honna start ho gi aur first few contractions placenta ko dislodge ker dain gi.placenta ko expel kernay ke liay uterus ko sirf ik push daini ho gi aur zayada cases me aap ye feel bhi nahi kerain gi aur ye 10 se kam minutes me over ho jaye ga.
Ager aap breastfeed ki planning ker rahi hen tu aap ko abhi start kerna parhay ga.infact jitna early aap start kerain utna better ho ga.ager aap abhi successfully breastfeed ko manage nahi ker pa rahien then don't worry.saray baby birth ke bahd ke first few minutes me nursing ke eager nahi hottay.bahot saray baby birth ke bahd aik hour ke ander ya phir few minutes me nurse kerna start ker daitay hen.aap ke baby ke liay ealy nursing good hai aur aap ke liay deeply satisfying bhi.mazeed ye ke nursing aap ki body me oxytocin ke realease ko trigger keray gi.wo hormone jo contractions cause kerta hai aur aap ki uterus ko well contracted rahnay me help keray ga.
Jaisay hi aap ka focus new born ki teruf shift ho jaye gat u aap un contractions konotice nahi kerain gi jo aap experience ker rhi hoon gi, even ab wo quite mild hoon gi.aap ki health care provider placenta ko exam keray gi ke wo poori tara bahir ah gayi hai.ye aap ko es baat ka yaqeen dilaye gi that sub kuch sahi hai aur ager aap ko stitches ki zuroorat hui tu wo bhi lagaye jayain gay.
Ager aap ka epidural hua tu anesthesiologist ya nurse aye gi aur catheter ko aap ki back se remove ker day gi.jab tak aap ke baby ko special care ki zuroorat nahi hooti tab tak aap kuch quite time uss ke aik saath guzarain aur baby ke saath first moments ko enjoy kerain, aap ne ussay earn ker liya hai.
Ab aap ke baby ki birth ho chooki hai, medical staff ab apgar tests ye ensure kernay ke liay perform keray ga ke sub kuch O.K hai.
Related Links:
|