Duties of Wife: Pleasant Dispositions
Duties of Wife: Pleasant Dispositions
Koi bhi jo achi nature aur good character ka ho wo zindagi ki hardships aur problems ko eshi manner me face kerta hai.ye uss qisum ki personality hai jis ki teruf log attract hotay aur jis ki talash me rahtay han.person ka acha character aur attitude uss ko psychological disorders se immune keray gat u uss person ki outlook life me ye ho gi ke wo life ki sari hardships ko fessible manner me overcome keray ga. Jab ke ill-natured person ko us ski life unpleasant lagay gi aur tu aisay insaan ke relationship sirf anxiety aur tension promote kerain gay.aisa insaan sirf doseroon se complain aur voicing hi kerta rahta hai.es qisum ka attitude zyada log avoid kertay han aur phir aisay insaan ke friends bhi kuch hi rah jatay han.phir anxiety aur emptiness se kitni psychological problems aur doseri illnesses hoti han jin se aik bad attitude person life ko face aur view kerta hai. Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya:'wo person jis ka bad character aur attitude ho ga wo life me permanent struggle aur suffering keray ga". Aik acha aur pleasant attitude sub logon ke dermayan honna bahot zuroori hai aur khaas torr per couples me kuin ke couple ne aik saath joint life spend kerni hai. Dear lady! Ager aap apnaay children aur husband ke saath pleasant life enjoy kerna chahti han,tu apnay attitude aur character ko pleasant aur agreeable bunayain.good-natured bunain aur quarrelsome nah on.aap ke pass wo ability hai jis se aap apnay ghar ko high paradiseya phir burning hell me badal sakti han,aap aik angel of mercy ho sakti han aur aap ke husband aur children aap se peace hasil ker saktay han.aap ko patta hai ke aap apnay good language aur smiling face se un ki soules per kitna beautiful impression chor sakti han.pleasant impression un ke minds per fresh rahta hai jab wo school ya work me hotay han aur ye un ko help kerta hai ke wo din ka acha start kerain. Es liay ager aap ko apni life ki quality aur husband ke saath relationship ki care hai tu phir kabhi bhi negative natured nah on.apnay attitude aur character me positive hon kuin ke marriage ki security ka best supportive pillar ethics ka good set hai jis se pleasant attitude milta hai. Divorce ki kitni examples han jo ke man aur wife ki incompatible nature se hui han.un divorce ka fact finally ye indicate kerta hai ke compatible attitude,moral values aur disposition couples me non-existent thi.family ke rows aur conflicts ka main source couples ke ethical principles aur values ka incompatible character hai.following data es hi se concerning hai: "year 1968 me total marital complaints ke cases 16,039 court me laye gaye un me 12,760 incompatible moral foundations per base kertay thay.1969 me total 16,058 cases me se 11.246 cases thay.es liay ab ye evident hai ke 70% se zyada family rows ka main factor ye hai. "aik woman ne council me complain kiya ke uss ka husband humesha apna lunch aur dinner ghar se bahir kerta hai.uss ke husband ne explain kiya ke bahir khana khanay ki reason ye hai ke uss ki wife ko uss ka kuch khayal nahi,wo world me sub unfriendly women me worst hai.wife forum uthi aur judges ke samnay husband ko marna shoru ker diya". Ye foolish woman soochti thi ke complain aur abuse kernay aur husband ko marnay se wo ussay ghar wapis lay aye gi.laikin uss ne zyada simple aur intelligent method use nahi kiya jo ke zyada considerable aur appropriatwe aur effective tha. "aik aur woman ne court me report kiya ke uss ka husband 15 month se uss se baat hi nahi ker rahav aur living expenses bhi mother ke through pay kerta hai.husband ne reply kiya ke wo wife ke bad-attitute se tang tha jis ne ussay ye decide kernay per majbour ker diya ke wo uss se itnay month baat bhi na keray". Zyada family conflicts kindness,compassion aur pleasant attitude se solve ho saktay han.ager aap ke husband unkind han,ager wo khud hi bahir dinner per akelay chalay jatay ha,ager wo abusive han,sari apni wealth waste kertay han,divorce aur separation ki baatain kertay han ya phir zyada family conflicts hotay han aap me tu in sub ko resolve kernay ka aik hi way hai.wo way hai ke aap kind aur good-natured bunain.aisay behaviour ko exercise kernay ka result amazing hai. "aik tradition report hai ke Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ko bataya gaya ke aik aurat jo rozay rakhti,farz namaz parhti aur her raat Allah ki ibadat kerti hai,laikin uss ka ikhlaq acha nahi hai aur apni sharp tongue se neighbours ko hurt kerti hai.tu Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya uss me kuch acha nahi hai,wo dozukh me jaye gi." Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya,"jo shaks fahush bakta yahni qabil-e-sharum baatain moun se nilkalta aur es buray ammal per shurminda bhi nahi hotta,tu uss shaks per jannat heraam hai,dozukh me kuch dozukhi aisay hon gay jin ke moun se nijasut bahay gi aur e ski boo ki wajja se dozukhi log nijaat ke liay feriyaad kerain gay aut poochain gay ya Malik!ye kon log han jin se hum sakht parayshan han?tu irshad-e-bari tallah ho ga ke ye wo log han jo dunia me moun se fahush baatain nikaltay aur logon ki dil aazari kertay thay".
|