Duties of Wife: Remain Silent when he is Angry
Duties of Wife: Remain Silent when he is Angry Aap ke husband ki un ki job aur work ke doraan kitnay different people se meeting hotti hai aur un ko kitni pronlems ko face kerna hotta hai.jab wo job se wapis ghar aatay han,wo tired hottay han aur kisi bhi chootay se unpleasant incidence per angry ho jatay han ya phir family ki insult bhi ker saktay han. Aik wise lady apnay husband ki ranting aur insults per silent rahti hai.phir man calm ho jaata hai aur khud hi apni es insult per sorrow feel kerta hai.ager wo dekhain ke un ki insult per koi reaction bhi nahi hai tu wo apologize bhi kerain gay.es approach ke saath family aik ya 2 hours ke bahd normal situation per ah jaati hai. However,ager woman apnay husband ki sensitive position ko nahi sumjhay gi tu wo shouting,swear,curse aur sharply react keray gi. Es approach ke saath,husband aur wife ki fighting divorce per end up ho sakti hai.aisay hi little incidence se families break up ho jaati han.aisay bhi kitnay cases han jab man itna angry ho jaata hai aur volcano ki tara erupt ho jaata hai ke murder tak ho jata hai. "aik husband ne khud ko,apni wife aur step-mother ko shot ker diya.ye jaana jaata hai ke un ki shaadi ke start se hi kitni larayiyan aur arguments ho rahay thay.uss incidence ki night husband wor se wapis aya aur un dono ke phir se arguments stat huay,husband ne wife ko hit kiya, aur uss ne police janay ka decide ker liya,suddenly aadmi ne gun uthayi aur apni wife ko,step-mother ko aur khud ko shot ker liya". Kya ye woman ke liay better nahi hai ke wo husband ke ghussay per silent rahay?ooper ke case me un teeno ki lives na khatum hotien ager woman patient se qaam laiti auer husband ke anger per react na kerti?kis baat ko aap prefer kerain gi?khamosh rahnay ke kuch momnts ya phir husband se fight aur arguments?ye mat imagine kerain ke man es case me defend hi ker raha hai wo guilty nahi hai.od course wo guilty hai.wo family per ghussa nahi kerna chahta.next article me ye point bhi zyada detail se discuss ho ga.but idher itni baat kahni hai ke woman ko wiase hoona chahiay aur husband ke ghussay per react nahi kerna chahiay,es se baat bhi zyada complicated nahi hoti aur ghar ka mahool bhi disturb nahi hota.jab admi ko ghussa aye tu wo uncontrolled hotta hai aur woman ke liay ye hi advice hai ke apni family ko save rakhnay ke liay wo khamosh rahay. Women usually ye soochti han ke jab face to face hon aur husband ko ghussa aye tu woman ki khamoshi us ski value ko kam ker day gi aur husband us ski respect kerna chorr day ga.however,in fact situation reverse hotti hai.aik aadmi jab apni wife ki insult keray aur koi reaction na dekhay tu wo certainly apnay act per shurminda hotta aur sorrow feel kerta hai.wo es se wife ko loving woman jaanta hai.wo apni ability revenge ki jaga apni wife ke liay forgiveness aur zyada love ko prefer kerta hai.uss ka pyar apni wife ke liay kaheen folds increase ho jaata hai.wo apologize keray ga aur husband ki respect bhi increase ho gi. Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya:'koi bhi woman jo ke apnay husband ke bad temper ko tolerate keray gi,tu Allah uss ko aisay hi reward keray ga jaisay ke *Asiyah ko uss ne reward kiya". So Dear madam!husband se fight ki jaga forgiveness,silence aur tolerance se qaam lain aur un ko ye batayain that jab tak aap meray se satisfy nah on tu mujhe neend hi nahi aati,es sub se aap ki honour aur respect InshAllah increase ho gi. *Asiyah(Ra) phiroon ki wife thien
|