Duties of Wife: Be Resourceful when Times are Hard
Duties of Wife: Be Resourceful when Times are Hard Life ups and downs se full hai.qismat ke wheels humesha humari desires ke according rotate nahi kertay.insaan ki life me kitnay difficult times aatay hen.her koi ill hoota hai.kitnay jobs lose kertay hen aur kuch tu apni sari wealth lose ker daitay hen.her kisi ki life me kitnay unpleasant incidents hotay hen. Aik man aur woman jo ke aik doseray ke liay faithfulness declare kertay han aur marriage ka contract sign kertay hen,un ko pori life me hand to hand walk kerna chahiay.contract itna firm hona chahiay ke wo dono aik doseray ko sickness aur health,richer aur poorer aur good aur bad times me hold ker ke rakhain. Dear madam!ager aap ke husband poor ho jayain u aap ko un ki problems me disagree behavior se addition nahi kerna chahiay.ager wo ill ho jayain,aur bed-ridden,ghar me ya hospital me,tu ye aap ke liay fair ho ga ke un ke liay kindness ko increase kerain.aap ko un ki nursing kerni chahiay aur un ki needs ko attend kerna chahiay aur un ke liay money spend kerni chahiay.ager aap ke pass apni money hai tu un ke treatment ke liay pay kerni chahiay.remember jab aap ill thien tu unhoon ne aap ke liay money pay kit hi and ab kya aap money ke badlay husband ki health nahi lay saktien,kya aap es cheez ko prefer nahi kerain gi?ager aap un ko sensitive times me satisfy kernay me fail hoti han tu wo aap se disappoint ho jayain gay aur ho sakta hai divorce ko bhi prefer kerain. Yahan aik case read kernay ke liay hai: "aik person apni wife ko divorce dainay court me aya:'uss ne kahaa ke wo kuch din pelhay bimar hua tha aur meray doctor ne kaha ke operation kerana ho ga.mainay apni wife ko kahaa ke wo money mujhe udhar day jo uss ne save ki hui hai.uss ne disagree kiya aur mera ghar chor ker chali gayi.jis ke result me mainay state hospital me operation keraya aur ab main thiek hon aur main aisi woman ke saath rahnay me ready nahi hon.jo ke husband per money ko prefer keray.koi kaisay aisi woman ko wife kah sakta hai?." Her conscientious person ko e ski knowledge ho gi ke above case me,man ka right tha.aisi woman jo ke money ko husband per prefer keray wifehood ki respected position ko deserve nahi kerti. Dear madam!carefull rahain ke jab aap ke husband per permanent illness ka time aye tu mercilessly act mat kerain.kya ye sahi ho ga ke aap apnay children aur husband ko chor dain?aap aisay insaan ko kaisay chor sakti han jis ke saath aap ne joyful days aur nights spend ki hon?aap kaisay jaanti hank e aap ki qismat me aisa nahi ho gay a aap per aisi bimari nahi ah sakti?aap kaisay sure hon gi ke koi aur aadmi es se better ho ga?selfish mat bunain aur sacrificial hon aur khus ko Allah ke wastay devote kerain aur apni aur honor aur children ke liay bhi.patience se qaam lain aur apnay children ko patience,love aur devotion ka lesson dain.aap ko ye yaqeen hona chahiay ke es ka aap ko es dunia me bhi aur agli me bhi reward milay ga.husband ke liay care show kernay ka best way aap ki devotion hai jis ki jaga jihad ki tara hai. Nabi(sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya,"aurat ka jihad husband ki care kerna hai".
|