Duties of Wife: Be Clean and Beautiful At Home Duties of Wife: Be Clean and Beautiful At Home
Ye bahot sari women ke saath common hai ke jab bhi wo kisi party ya gathering me jaati han,wo best dress wear kerti han aur khud ko best adorn kerti han.however jab wo ghar return hotti han tu phir se wohi old aur shabby dress wear ker laiti han.aisi women ghar me cleanliness ka khayal nahi rakhtien aur khud ko beautify bhi nahi kertien.wo ghar me uncombed hairs,stained cloths aur torn socks ke saath phirti rahti han.in fact,asal situation es se inverse hooni chahiay ke aik woman ko khud ko ghar me adorn ker ke rakhna chahiay aur husband ka heart conquer kernay ke liay ussay charm keray so that es se wo koi doseri woman ke liay husband ki life me gap na choray.aurat ko doseroon ke liay kuin khoobsurat nazer aana chahiay?kya ye aurat ke liay proper hai ke wo apni beauty ko doseray men ke aagay expose keray aur youth ke liay problems create keray?Nabi(sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya:'koi woman jo khud ko perfumed ker ke ghar se bahir niklay,Allah ki blessing se deprived rahti hai jab tak ke wo ghar wapis na aye'."Nabi(sallallaahu alaihi wasallam) ne ye bhi fermaya:'tum me se best woman wo haai jo husband ki obedient ho aur khud ko husband ke liay adorn keray laikin apni adornment strangers ke aagay reveal na keray;aur worst wo woman hai jo ke husband ki absence me khud ko adorn keray".
Dear Madam!husband ka heart khaas torr per long time ke liay win kerna easy nahi hai,ye mat soochain."that wo aap se pyar kertay han.mujhe un ke liay beautiful nahi nazer aana chahiay ya mujhe un ka heart win kernay ke liay koi try nahi kerni chahiay ya mujhe un ke liay charming aur attractive nahi nazer aana chahiay."aap ko apni poori life tak humesha un ke pyar ko khud ke liay maintain rakhna chahiay.ye yaqeen ker lain ke aap ke husband aik tidy beautiful aur clean wife ko hi like aur enjoy kerain gay aur ager aisa na hua tu wo pyar ko kabhi express nahi kerain gay.ager aap apnay husband ki inner desires ko satisfy nahi kerain gi aur ghar me attractively dress up nahi ho ker rahain gi tu wo ghar ke bahir beautiful aur attractive women dekhain gay.wo aap se phir disheart ho jayain gay aur right path se devioate bhi.jab wo kisi attractive woman ko dekhain gay tu aap ko uss woman se compare kerain gay.ager aap untidy,careless, aur disheveled woman rahain gi tu wo soochain gay ke doseri woman aap se better han aur wo angel han jo ke heaven se descend hui han.es liay humesha koshish kerain ke ghar me attractive nazer ayain aur es baat ka yaqeen ker lain ke aap ke husband ka aap me interest lose na ho.
Aik husband ke according:
"oi bhi meri wife ko ghar me ye distinguish nahi ker sakta ke wo meri wife hai ya phir koi servant.main ye wish kerta hoon ke meri wife ghar me wo dresses wear keray jo ke parties me kerti hai.main wish kerta hoon ke wo old aur torn dresses kop hank day.mainay usaay kitni bar kahaa that darling!ke atleast un dresses ko holidays per hi wear ker liya kero.'wo sourly kahti hai ke mujhe ghar me itna particular hoonay ki zuroorat hi kya hai;laikin ager kisi din main apnay collegues ke samnay untidy nazer aati hoon tu ye meray liay embarrassing ho ga".
Readed ye believe kerta ho ga k eke house keeping aur cooking me,aik woman ko dress up ya beautiful nahi nazer aana chahiay.ye baat bhi sahi ho sakti hai but laikin housewife ke pass housework ke liay different cloths hoonay chahiyain;aur uss ko working cloths ko proper me change kerna chahiay jab us ka husband present ho ya phir jab wo ghar wapis aye.aap ko khud ko combed aur clean rakhna chahiay,aap ko husband ki presence me make up kerna chahiay.
"Iman Baqir(AS) state kertay han ke"woman ko khud ko perfume ker ke,best cloths wear ker ke,best way me adorn ker ke rakhna chahiay aur wo husband ko es state me din aur raat milay".
Imam Sadiq(SA) state kertay han ke"woman ko adornment ko give up nahi kerna chahiay,sirf aik necklace hi pahnay rakho.uss ke hand untinged nahi hoonay chahiyain,un per kuch henna ho.even old woman ko bhi adornment nahi chorni chahiay." |