Hareesa ek arabic dish hai is main kai kisam ka gosht hota hai or kai kisam ki daleain pardti hain.us ke elawa is ke ik khass batt yeh hai ke na to yeh spoon se khay jata hai na he fork ke sath. yeh 2 unglian un se khaya jata hai taqreeban 3 / 2 din pakta hai or ik plate khane ka baad admi dosri khane ki himat he nahi kar sakta, yhan saudi arab main bohat mashoor dish hai or khane wala khane ke sath unglian takkha jaye.
dosari taraf yeh shadi shuda mard ke lyea buhat mufeed hai...
Main ne aik hadees pak parhi hai jiska mafhoom hai ke Jab Hazoor Nabi Akram (Peace be upon him) ko jab bhe Quwat e Bah main kami mehsos howi to app ne Hareesa khaya... I think arbi log is baat ko jante hain is lea khat bhe hain... I dont know how it is made...
For More Detail Click On Page No: 1
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.