Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Husband Said Divorce Three Times Without Presence Of Wife

Religion and Culture
 
 
 
sana. Group: Members  Joined: 06th Jan, 2013  Topic: 2  Post: 6  Age:  26  
Posted on:6th Jan 2013, 7:01pm
 

Husband Said Divorce Three Times Without Presence Of Wife

salaam, wanted to ask if husband says to second wife,im giving talaq to first wife 3 times while first wife is not there with him,and there are no witness just second wife,is first wife devorced,first wife does not know about this but second wife has this recorded
sana. Group: Members  Joined: 06th Jan, 2013  Topic: 2  Post: 6  Age:  26  
Posted on:6th Jan 2013, 7:31pm
 

talaq

pls reply.im waiting
Einstein Group: Members  Joined: 24th Jul, 2012  Topic: 13  Post: 476  Age:  24  
Posted on:7th Jan 2013, 7:51am
 

Pehli baat

Aisy teen dafa talaq talaq talaq kehny sai talaq nahn ho jati.yai shaid aap nai films ya dramas main daikha ho ga?
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 111  Post: 6481  Age:  54  
Posted on:9th Jan 2013, 1:48am
 

sana

1. please write down exact words (in same language) that husband used.

2. Normally no witness is required to validate the divorce. Even it is not necessary the presence of that wife, whom husband is giving divorce.

3. words and statement of husband alone is enough for divorce, if he said the 'required words for divorce' in the presence or absence of his wife.

Wallaho aalam bissawab


Einstein Group: Members  Joined: 24th Jul, 2012  Topic: 13  Post: 476  Age:  24  
Posted on:9th Jan 2013, 9:33am
 

Myrizvi

Laikin teen dafa talaq talaq talaq kehny sai to divorce nahn ho jati hai.yai sirf dramas and films ka hissa hi hai.
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 111  Post: 6481  Age:  54  
Posted on:11th Jan 2013, 9:14am
 

ali bro

mujhay maloom hai k shia maslak maiN iss tarah talaaq nahi hoti. lehaza agar sawaal kunnadah ka talluq shia maslak say ho to woh apnay maslak k motaabiq amal karay

mera jawaab aksariati maslak k motaabiq hai aur ummat k olemaa ki bhari aksariyat k motaabiq iss tarah talaaq hojati hai

ab jiska jo maslak ho, woh apnay apnay maslak k motaabiq amal karnay maiN azaad hai
wallaho aalam bissawab
Einstein Group: Members  Joined: 24th Jul, 2012  Topic: 13  Post: 476  Age:  24  
Posted on:11th Jan 2013, 10:35pm
 

Ok

Main nai samjha kai shaid fiqah e hanfia ka bhi yahi rule hai,baqi sab aazad hain apny apny maslak kai liye
sana. Group: Members  Joined: 06th Jan, 2013  Topic: 2  Post: 6  Age:  26  
Posted on:13th Jan 2013, 8:39am
 

talaq

so wat does it mean? im sunni muslim.
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2429  Age:  48  
Posted on:16th Jan 2013, 7:42pm
 

Talaq

myrizvi ne exact alfaz poochay hain ap woh btaain

is k ilawa pehlay bhi kaha ja chuka hai k huamray haan sulah safaai se talaq koi nhi deta
talaq is liye hai k ager un main mss understanding hai ya gher main na chaqi hai to dono husband wife alag ho jain

lekin humaray muasheray main waqti ghussa main talaq di jati hai aur ghussa utertay hi RUJUU ka khayal ajata hai

is liye ek talaq to ho chuki hai ap kisi bhi fiqaah k mananay wali hon
EHAL HADEES fiqah k hisaab se ek nashist main di gai talaq chahay 100 bar boli jai ek hi count ho gi lekin ager ek month main rujju nhi hua to dooseri talaq khud bakhud waqeaa ho jai gi
aur isi terah mazeed ek month Rujuu na hua to teeseri talaq bhi khud bakhud waqeaa ho jai gi

aur teeseri mudat guzernay k baad nikah batil ho jata hai
mazeed tashreeh myrizvi kerain gay

sana. Group: Members  Joined: 06th Jan, 2013  Topic: 2  Post: 6  Age:  26  
Posted on:17th Jan 2013, 2:02pm
 

his exact words are

mai mohammad usman,hosh aur hawaas me sana ke elawa apni koi aur wife ha to us ko talaq deta hu,us ne ye sentance 3 bar bola. us waqat mujhe pata nahi tha ke us ki aur bw ha, us ne mujhe yaqeen dilane ke liye ye kaha ke meri koi aur wife nahi ha. kuch weeks ke baad us ne khud hi bola ke me ne pehle se shadi ki hui ha aur bacha bi ha,
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 111  Post: 6481  Age:  54  
Posted on:18th Jan 2013, 2:04am
 

exact words

1. fiqah hanfi k motabiq oski biwi par 3 talaqaiN hogayeeN haiN. ab nah to woh rajoo karsaktay haiN, nah ossi say re-nikaah karsaktay haiN. ab woh oss par mokammal HARAM hogayee hai

2. deger foqahaa k motaabiq sirf aik talaaq howi hai... lehaza teen menses k ander ander rajoo bhi kar saktay haiN, ilaa nikaah ... aur 3 menses ki iddat guzar chuki hai to new nikaah bhi karsaktay haiN, ossi say...

bus yehi 2 jawaab hai, apkay sawaal ka...jo iss say pahlay bhi kaii baar likha jachuka hai... apnay aik say zayad thread khola tha issi topic par

wallaho aalam bissawab
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2429  Age:  48  
Posted on:18th Jan 2013, 9:15am
 

sana

ap k shoher k alfaz k mutabiq un ki dooseri biwi ko talaq ho gai hai
usi tafseel k sath jis terah myrizvi ne biyan kia hai

jab insan is terah soch samjh ker kuch kehta hai to us main 3 alagalag halat ki zaruret nhi rehty

is liye yeh 3 talaq ho chuki hai aur ruju ki bhi koi gunjaish nhi
ab ager woh us biwi k sath taluqaat rakhay ga to haram kari ho gi

ap ko in alfaz se koi problem nhi hai
1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012