Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

ghusal ka sahi tareeka

Unmarried Girls Problem
Erectile Dysfunction Treatment
Ed Treated by Pomegranate Juice
Old Age
Sex in Old Age
Sperm Count
Increase Sperm Count Naturally
Male Semen Production
Increase Sperm Count, Mobility, and Motility
sana703 Group: Members  Joined: 22nd May, 2012  Topic: 6  Post: 19  Age:  19  
Posted on:28th Dec 2012, 11:53pm
 

ghusal ka sahi tareeka

hi freinds..mein yeh poochna chahti ho ki intercourse hone ke baad ghusal ka tareeka kya hai ?? sahi ghusal ka tareeka aur dua jaanna hai mujhe.. aur periods ke baad ka ghusal ka tareeka aur dua bhi plzz bata de... periods ke baad ghusal ka tareeka aur dua mujhe pata hai pr mein check karna chahti ho ki yeh sahi hai ya nai .. so plzzz sahi islamic tareeka bataiye :)
RJ333 Group: Members  Joined: 19th Jan, 2010  Topic: 13  Post: 74  Age:  27  
Posted on:28th Dec 2012, 2:23pm
 

sana

mujhy zaida to nahin pata per ilm ranfer kerna buhot lazim ai or wo bhe im jis sy insaan k flaah ho

ap zaroor yeh knowledge apny dostoun (female frieands ) say share kejey ga q k hamarey socety may ladkioun koeducate nahin kia jata ya pher sherm aati hai.. khair

ager insaan napak ho mard ho ya aurat

napaki kaisee bhee ho Ehtalam menses and after intercourse Ghusul Wajib ho jata hai

or gusul may 3 farz hain

1) jism k purey hissy ko pani say dhona (koi jaga khushk na rahey)

2) jis jaga gandgi lagi ho us ko saaf kena

3) Halak tak Pani dalna 3dafa, bus kheyal rahey vomating na ho or 3 dafa nose may pani dalna aisey k pani nose say aisaa lagey k ap k sir tak geya ho.

jaisey swiming kerty wakt akser nose may pani jata hai or jhatka lagta hai waisa..

Note: phechley deno yeh issue aya hai k Water may cholorine k kami ki wajha say uch bacteria pani may paida ho jatey hain jo wzo kert wakt ya gushul kerty wakt nose k through sir tak ja sakety hain or wo nuksan day hai insaaanki moot bhe ho saktihai ........

to is ka hl yeh hai ALLAH pak ka na lay her kam kia karain or hot water use kia karain wo un bacteria ko mar deta hai jin say insaan ko nuksaan pahonchey

sana703 Group: Members  Joined: 22nd May, 2012  Topic: 6  Post: 19  Age:  19  
Posted on:29th Dec 2012, 7:51am
 

RJ333

Thank u sooo much ...bt mujhe plz aap ghusal ki dua bhi bata de..
FatalSmile Group: Members  Joined: 11th Aug, 2008  Topic: 0  Post: 8  Age:  32  
Posted on:2nd Jan 2013, 11:03pm
 

Ghusal ka sahi tareeka seekh lain aur dosron ko bhi batain

Main yahan par naapaki ke ghusal ka likh raha hon, theek se note kar lain aur is maamlay main bohot ehtiyat karain. Baghair paaki ke ibadat ka ajar nahi milta.

  1. Ghusal ki koi khas dua nahi. Bathroom ke andar koi dua na parhain.
  2. Peshab waghera se farigh ho lain.
  3. Peshab ke bad taharat karni hay. Khawateen is main aksar ghalti karti hain aur sirf opar se pani baha lena kaafi samajhti hain. Kabh kabhi to is say bhi ghaflat ki jaati hay. Taharat ke liyay aagay wali jagah ki skin ko khol ke pani dalna zaroori hay. Is ki wajah yeh hay keh peshab ke qatre skin ke andar reh jaatay hain aur is halat main wazoo nahi hota. Bohot ziyadah kholne ki zaroorat nahi. Sirf peshab ke maqam tak paani chala jana chahiyay. Yeh hukm vagina ke liyay nahi hay.
  4. Ab ghusal shuru ho ga.
  5. Sab se pehlay nijasat saaf karni hay. Is kay liyay pani say ulta hath istemal kartay huay aagay aur peechay achi tarah dho lain. Agar khas jaghon ke ilawa bhi kissi jagah (maslan pait, seena, tangain) par kuch laga hua ho to woh bhi is step main dho lain.
  6. Ab sedhay hath say pani le kar ultay hath ko bhi dho lain. Phir ultay hath se sedhay hath ko dho lain.
  7. Is ke baad teen dafa kulli karni hay. Achi tarah se pani munh main ghumain aur ghararay ki tarah halaq tak le jain. Yeh Ghusal ka bohot zaroori hissa hay.
  8. Phir naak main wazoo ki tarah teen dafa pani daalain. Naak main opar tak pani jana bhi Ghusal ka zaroori hissa hay.
  9. Ab poray jism par pani daalain ke koi bhi jagah khusk na rahay. Baalon ki jaron tak pani jaana zaroori hay. Is kaam main ghaflat na karain aur koi jagah sookhi na rahay.
  10. Ghusal ke basic kaam poray ho chukay hain. Ab aap shampoo, soap waghera use kar ke apni routine poori kar lain.
  11. Ghusal ke bad nikaltay huay akhir main pair dho lain.

Is sab ke bad aap ka ghusal complete ho gaya hay. Ghusal karnay say wazoo bhi ho jaata hay is liyay is ke foran baad namaz parh saktay hain. Dobara wazoo ki zaroorat nahi.

sana703 Group: Members  Joined: 22nd May, 2012  Topic: 6  Post: 19  Age:  19  
Posted on:3rd Jan 2013, 11:53pm
 

fatalsmile

thank u aapne bahot acchi tarah samjhaya hai :)..Allah iska ajar aapko de
1
Menstrual Products
The Quest for the Best Menstrual Products
Love Menstrual Cups
10 Reasons to Love Menstrual Cups
Abnormal Menstrual Periods
Signs and Symptoms of Abnormal Menstrual Periods
Treat Premenstrual Syndrome
How to Treat Premenstrual Syndrome - Your Search Ends Here
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012