Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 
I Stuck Between Girlfriend, Wife and Kids

Social Problem
 
alk7473 Group: Members  Joined: 31st Oct, 2012  Topic: 0  Post: 4  Age:  18  
Posted on:20th Nov 2012, 6:12am
 
QAYSS Bhai

mana aap ka pura thread parha hay; pele baat ye hay k abi aap apni gf k aik pehloo se waqif ho jo k roshan pehlo hay... abi ap usko k doosre pehloo se waqif nahi ho.

Jab aap ki bv aap k sath sincere hay to aap ko us mai intrest nahi lena chahya ha chahe wo jese marzi ho ha to aap ki bv or is se barh kar ye k wo insaan hay...

Mera mashwra yehi hay k aap is shadi ko avoid kare

greeny Group: Members  Joined: 29th Apr, 2012  Topic: 10  Post: 76  Age:  27  
Posted on:20th Nov 2012, 12:16pm
 
biwi

Bivi to nikah krne se bnti hai. nikah kr lo. iss me puchhne ki kia bat hai. go ahead do what ever you want. yahan koi najoomi nae hai jo ye bttae ga k ffuture me kamyab rahe gi k nae.
Aur jo app ki na pasandeeda wife se ap k 3 bache ap ki napasandeedgi ka saboot hain un ka to bilkul mt sochen. akhir wo bhala kia ahmiat rakhte hain. Aur app se ye fatherly behaviour ki expectation hi nae krni chaeay. k apne bachun ka soch kr hi samjhota krlen aur un ki zindagi sanwarne ka sochen.

matlab ap aik loyal boyfriend to ho.
lekin aik responsible father nae.

wafa1 Group: Members  Joined: 11th Jan, 2011  Topic: 5  Post: 35  Age:  25  
Posted on:21st Nov 2012, 2:49am
 
Qayas

Agar aap ki bivi k paas koi aur income ka zariya hai to uuse chahiye k aap jaise shauhar se foran chutkara hasil kar le, akhir aap log itne andhe kion ho jatey hain apne nafs k haathon? Kya hoti hai yeh mohabbat? Shadi k do saal baad yahi girl friend wahin khari ho gi jahan aap ki mojooda bv hai , jo insan aik wafadar bv ki qadar nahi kar saka woh doosri ki kya karey ga...aur bachey? Apni hi aulad ka dil dukhayeinge aap? Zra dil nahi kanpta kya yeh soch kar k mere bachon k masoom dilon pe Kya guzre gi? Uss gf ka to bohat khyal hai k uss ko maar par rHi hai ...woh ro rahi hai ...bla bla....

Abhi waqt hai sanbhal jao mere bhai , warna aik din zameer aise pakre ga k kahin panah nahi miley gi....
ho0rsm0ker Group: Members  Joined: 19th Nov, 2012  Topic: 2  Post: 17  Age:  23  
Posted on:21st Nov 2012, 3:53am
 
QayssKhan,,,,

aapke paas do hi options hain.

1. yes ! ye feelings natural hain. apni wife ko bta k uski razamandi se shaadi kar lo.

ya

2. chup kar k apni mohabbat se shaadi kar lo, apki gf ko to pta hai na k aap shaadi shuda ho to bas phir kya problem hai, ye uske parents aur uska mamla hai k wo kaise handle kare gi apne parents ko. han wellknown ki baat sahi hai k aisi baatein chupti nahi hain par ye bhi sach hai k jab tak aisi baatein samne aati hain to bht kuch badal chuka hota hai. jab ye baat apki family ko pta chale gi to situations different hon gi, jise shayad aap handle kar lein. aap koshish karein k agar dusri shaadi ho jati hai to aap dono biwiyon se aik jaisa pyaar karein.

aur rahi baat job k janey ki to rizq KHUDA deta hai. iski fikar aap na karein. ye ALLAH pe chor dein. jisne paida kiya hai wo khana bhi de ga aur degar zarooriyat bhi puri kare ga. ho sakta hai k ye nokri chutne k baad apko koi isse bhi behter nokri mill jaye....

Anjuman Group: Members  Joined: 28th Nov, 2012  Topic: 0  Post: 7  Age:  23  
Posted on:9th Dec 2012, 3:44pm
 
Phli biwi ki ejazat zarori hain

Hi islam main dosri shadi mana nahi par hain us k liye aap ko apni phli biwi ko batana ho ga aap apni biwi sy pocho nahi to usy batao Asa hain par m tum ko tumhry haqooq bi pury karon ga phr aap dosri shadi kar sakty ho. Agr ap bina baty dosri shadi kar lyty ho to ak to ap dhokha dy rahy ho or 2nd jab ap k phli biwi ko pata chly ga to tab wo ziyada hrt ho gi behtar hain aap un ko bata do or phr shadi kar lo yahi haal hain bas.... Ak or bat ab pata nahi ap k girlfrnd ap sy piyar krti hy ya pyso sy q k agr wo phly kisi sy piyar krti ti wo larki apna phla piyar kabi ni bhol ti agy ap behtar janty ho par soch samjh k shadi karna y na ho ap k zindagi khrb ho jy
Anjuman Group: Members  Joined: 28th Nov, 2012  Topic: 0  Post: 7  Age:  23  
Posted on:9th Dec 2012, 3:45pm
 
DOST-AP-KA Group: Members  Joined: 12th Jan, 2012  Topic: 1  Post: 2  Age:  39  
Posted on:10th Dec 2012, 4:58pm
 
doh char passaye kya ahgay

yr ap k post study karne k bad .main ap se yah pochna chata hoon k ap ki age aur kon se phtan tribe se belong krte hoo. ap pashtoon kwia se ho yah balochistan se pr ap ki prblam solve ho sakte hian . wese yar doh char passye kya agy tm tu pagal hogay hoo.aur pr contract ki job b koi job hian .

agr gf ready hian ap k sath life guzarne k lay tu KARLLLO shadi.

magr ek bar pr sochoo
rana saddam jeee Group: Members  Joined: 10th Dec, 2012  Topic: 0  Post: 6  Age:  20  
Posted on:10th Dec 2012, 9:03pm
 
anjan sa mashwara

a.o.a bhai mera mashwara ye hai k ap ap apni bivi ko agr ye sari sorety hal btao gy or un ko dhoka na deny k lie ku k us ne ap k sath koi dhoka nhi kia un se mashwra kro ge to umeed ha ap ko koi hal mil jay ga or agr apko yaqeen ha k ap donon biwion mai aik jesa salook kr sakty ho na.insafi ka dar nhi hai to ap second shadi kr lo par kisi ko dhoka na dety huvy islam mai dosri shadi gunah nhi ha or haan ap ab us stage pe ho jo b apko ye kahy ga k ap us larki ko chord ab tm nahi kisi k kahny oe chord hi sako gy sach toye ha tmhary dil ne fesla kar lia hai k ab tm us larki ka dil nhi dukhao ge ab jo tmhen kahy ga b wo apko acha nhi lgy ga na ap uski bat ko chahty huwy b nai tasleem kr sako gy salam khuda hafiz mai aj pehli bar internet use kar rha hun agr koi bat buri lagi ho to sory t.c bye
1>>
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012