sunnybhaii |
Group: Members Joined: 03rd Oct, 2012 Topic: 1 Post: 3 Age:
21
|
|
Posted on:4th Oct 2012, 3:54am |
|
|
leocorrhea Dr. Sahab ye bta dijiye ki agr leocorrhea koi beemari nahi hai to kya aisi condition me namaz or tilawat jayaz hai kya. Qki ye to parmanent rahta hai or shayad isi wajah se periods bhi age piche ho jate hn. To plz hme puri or sahi baat detail me btayen bahot meherbani hogi. Plz help me bahot pareshan rahti hoon jb namaz chhoot jati hai. plzzzzzzzzzzzzzzz jaldi rply karen...... |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6482 Age:
54
|
|
Posted on:4th Oct 2012, 7:20am |
|
|
namaaz rozah namaaz sirf haiz o nafaas yaani har month honay wali menses aur delivery k baad wali bleeding k dauran nahiada kia jata
agar bleeding in 2 k elawah kissi aur marz ki wajah say ho to pad use kartay howay wazoo karkay namaaz paRhni hogi.
wallaho aalam bissawab |
|