aqsa. |
Group: Members Joined: 11th May, 2012 Topic: 5 Post: 15 Age:
20
|
|
Posted on:27th Aug 2012, 11:48pm |
|
|
low flow of bleeding AOA dr khan i m 19 year old unmarried girl..actually maire sath kafi arsa se ek problem hai mujay periods to time par aatay hai every month bt maire problem ya hai k mujay bleeding kabi ziyada hoti hai or ziyada tak bht kam hoti hai sometime just spot jo b ho maire periods 6 din rahtay hai maire problem ya hai k mujay bleeding sahi nae hoti bht kam flow hai plzz suggest me as soosn as possible |
Rana jee |
Group: Members Joined: 26th Aug, 2012 Topic: 5 Post: 15 Age:
21
|
|
Posted on:27th Aug 2012, 9:09pm |
|
|
Re.aqsa Don't worry about it.there is no harm in low flow of bleeding.
Khoon ziyada aiy ya kam iss se koi farq nahi parta.kabhi ziyada aata hai aur kabhi kam.
Asal men yeh 50 percent khoon hot hai aur 50 percent baqi mawad.
Is k elaaj ki koi zarort nahi |
dr.areeba adil |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2012 Topic: 0 Post: 249 Age:
24
|
|
Posted on:26th Dec 2012, 3:21am |
|
|
menstrual blood flow menstrual blood flow vary kerta he, kabhi zada bhi ho sakta he aur buaht kam bhi, on average 2 to 5 days bleeding is normal, diet, stress, exercise ye saare factors menstrual flow ko affect kerte hen. agar app ko koi aur symptoms nahi hen like weight buaht zada ya buhat kam nahi he, ya app ko body hairs zada nahi hen jese face, chin, ya hands wahgera per zada hairs nahi hen to is ko investigate aur treat kerwane ki zaroorat nahi, app sirf diet ach rakhen like iron, and vitamin rich diet len jese milk, dates, fruits, etc, in addition stress na len, daily mild exercise karen , in sub efforts se flow normal ho jae ga. aur agar app ka eight zada he ya buaht kam he, aur app ko hirsutism ya excess body hairs ka problem he to app doctor ko zaroor check kerwaen. |
|