Alone boy |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2011 Topic: 26 Post: 91 Age:
33
|
|
Posted on:7th May 2012, 8:02am |
|
|
Dhoop mein barish Jb Mene Us Se Pocha Tha,
Kya Dhop Mn Barish Hoti Ha,
Wo Hanste Hanste Rone Lgi,
0r Dhop Men Barish Hone Lgi,
Wo Nazuk C larki Murjha C Gyi,
0r Ro Kr Mujhse Kehne Lgi,
Tm Chor Na Jana 0 Sajan,
Dil Tor Na Jana 0 Sajan,
Tm Kya Jano Dhop Ki Barish,
Tm Kya Jano Hijir Ka Gham,
Jb Tm Door Thy Mujhse 0 Sajan,
Mere Hath Ki Chori 0r Kangan,
Jb Geet Tmhare Gaty Thy,
Mujhe Yad Boht Tm Aaty Thy,
Men Haste Haste Roti Thi,
0r Dhop Men Barish Hoti Thi... |
Hayya |
Group: Members Joined: 09th Apr, 2012 Topic: 0 Post: 20 Age:
37
|
|
Posted on:7th May 2012, 8:55am |
|
|
Dhoop mein barish nice one. but agar aap apni all poetries aik hi thread maiN share karaiN to zyadah acha hae. we can enjoy your all collection. |
fahad hussain khan |
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 862 Age:
24
|
|
Posted on:7th May 2012, 9:12am |
|
|
alone boy wah kiya lyrical poerty hote hai ap k dil ko cho jate hai.thanks for providing us this lovely poetry. |
glamour |
Group: Members Joined: 13th May, 2011 Topic: 14 Post: 1080 Age:
26
|
|
Posted on:8th May 2012, 10:59am |
|
|
saya
Sahib_E_Ilm H0, Kuch s0ch KAr Bata0" . "Mujh Par Kisi InSaN Ka Saya T0 nAhi"
|
glamour |
Group: Members Joined: 13th May, 2011 Topic: 14 Post: 1080 Age:
26
|
|
Posted on:8th May 2012, 11:01pm |
|
|
muntazir
Tum kise b raah sa aao muhabbat muntazer ho gee !
|
Alone boy |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2011 Topic: 26 Post: 91 Age:
33
|
|
Posted on:8th May 2012, 10:36pm |
|
|
Wo kehti thi
Wo kehti thi
Hijr ki Raat Aankhon mein Guzaroon gi to ro doon gi
Khayaalon mein teri zulfen Sanwrun gi to Ro duon gi.
Kehti thi
Yunhi sunsaan Raaton mein Pareshani k Aalam mein
Gali mein Aa k Jab tujh ko Pukaroon gi to Ro duon Gi.
Teri tasveer Aankhon ko Jhapakny b Nhi deti
Main jab Deewaar Sy Us ko Utaroon gi to Ro duon Gi.
Agar Main zindgi b Haar doon to Muskuraun gi
Mgr Ay Jaan-E-Jahan tujh ko jo Haarun gi to Ro duon gi.........
Lekin wo pagli to mjh ko rula gai.
Na chahtay bi apna bna gai. |
Alone boy |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2011 Topic: 26 Post: 91 Age:
33
|
|
Posted on:8th May 2012, 10:41pm |
|
|
Pehlay
Nafrat Ki Dhop Main Barsat Se Pehly
Halaat Na Thy Aisey Teri Mulaqat Se Pehly
Har kisi ko hamdard samajh lety the
Ham bi kitny sada the muhbton k tajrubat se pehly
Ye Barish Ye Hawa Ye Dhanak Ye Mosam
kis kis Se Mohabat Thi Teri Zaat Se pehly
Bikhry to bs aisy toot k bikhry
Log dety thy misal hamari haad'saat se pehle
Tu ye na samjh tujh se ulfat gaye dino ki bat thi
Ham aaj b sochte hain tujhy apni zaat se pehly!
|
fahad hussain khan |
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 862 Age:
24
|
|
Posted on:19th May 2012, 2:09pm |
|
|
bhatk jana ek hi insan se piyar ho to....!
Dil lagi main sukon milta hai....!
"Wasi"
bahtak jate hain wo loag....!
Jin k chahtein hazr hote hain....! |
Alone boy |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2011 Topic: 26 Post: 91 Age:
33
|
|
Posted on:25th May 2012, 6:14am |
|
|
Kyu Hay? Kehty hain usy shehar k sub log Maseeha
Wo shakhs mery dard sy anjaan sa Q hy...?
Be- adal hi hoti rahi yahan pyar ki Taqseem
Is mulk mein pyar ka FuQdaan
Sa Q hy...?
Izhaar K bawajood b wo mujhko muyassar nahi to phir
Seeny mein us sy pyar ka toofan sa Q hy...?
Jo hum sy koi ta'alluk hi nahi rakhna chahta
Us shakhs k lot Aany ka imkaan sa Q hy...?
Mitti ka bana hy to ghul Q nahi jata
Pathar ka agr hy to phir insan sa Q hy..? |
fahad hussain khan |
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 862 Age:
24
|
|
Posted on:26th May 2012, 6:21am |
|
|
minatein karna yea kya har dam kisi ki minatein karna
Jo apni qismat mein hai mile ga wohi..........
Phir kis bat bat p RUB se shikyatein karna?
Ye pagal pan nhin or kya hai????
"Wasi"
phr zameen k ho kar asamn se bagawatein karna bht kar chuka hai logo pyaar ye dil...........
Ub koi sikhaey is ko bhi nafaratein karna
pehly yad karna usy phr rote rehna...........
Na jane kb choray ga dil ye harkatein karna....................!!!
|
Alone boy |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2011 Topic: 26 Post: 91 Age:
33
|
|
Posted on:26th May 2012, 11:19pm |
|
|
Mera Ho Kash!!
Koi to ho aisa jo sirf mera ho
Sirf mera ho
Mera dil uska basera ho
Chahe to chahat meri
Mange to mohabat meri
Wo chand ki chandni ho to chand sirf mera ho
Wo din ki roshni ho to suraj sirf mera ho
Wo phoolon ki khushbo ho to ehsas sirf mera ho
Wo raat ka ujalaa ho to chiragh sirf mera ho
Wo ishq or mohabat ho to dil sirf mera ho
Wo pani ka cheenta ho to daryaa sirf mera ho
Wo kismat ki lakeer ho to haath sirf mera ho.~ |
fahad hussain khan |
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 862 Age:
24
|
|
Posted on:26th May 2012, 12:10pm |
|
|
mohabbat nikal do seane se kambakht hai yea dil..................
Mohabbat!!!!!!!!!!
Mohabbat!!!!!!!!!!
Mohabbat!!!!!!!!!!
Laga rukhi hai................ |
fahad hussain khan |
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 862 Age:
24
|
|
Posted on:1st Jun 2012, 1:49pm |
|
|
yea na pochna Rahe e wafa main hum par jo guzri wo poch lomanzil pzr kya hu salook yea na pochna..........
Chahat ki dastan to hai zaati mamala tora hai kis ne ehd e wafa yea na pochna...........
Raste main kon kon mila pocho shoq se kise kis ka sath choot gaya yea na pochna..............
Kya hum ne zindagi ko diya yea sub ko hy khbar kya zindgae ne hum ko diya yea na pochna............!!! |
fahad hussain khan |
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 862 Age:
24
|
|
Posted on:1st Jun 2012, 1:51pm |
|
|
yea na pochna Rahe e wafa main hum par jo guzri wo poch lomanzil pzr kya hu salook yea na pochna..........
Chahat ki dastan to hai zaati mamala tora hai kis ne ehd e wafa yea na pochna...........
Raste main kon kon mila pocho shoq se kise kis ka sath choot gaya yea na pochna..............
Kya hum ne zindagi ko diya yea sub ko hy khbar kya zindgae ne hum ko diya yea na pochna............!!! |
Alone boy |
Group: Members Joined: 10th Nov, 2011 Topic: 26 Post: 91 Age:
33
|
|
Posted on:3rd Jun 2012, 5:45am |
|
|
My Favourite lines Hm insaan bhi kis qadar zahir parast aur zahir pasand hotay hein. Coffee k mug se uthta dhuwan sb ko dikhai day jata hay lekin apnay aas pass bastay insanu k seenay say uthta dhuwan sb ki nazro se ojhal rehta hay.
(Khuda aur Mohabbat by Hashim Nadeem) |
|