trustable |
Group: Members Joined: 11th Feb, 2012 Topic: 1 Post: 3 Age:
28
|
|
Posted on:11th Feb 2012, 7:40pm |
|
|
aesy baap ki na farmani gunaaah hai kia? yeh web site mujy search k doran mili mey chand dino say topics parh rahi hon kafi kuch sikhny k lye hai is web site mey.mery zahn mey aik sawal aya tu mey nay socha pocha jaye ..mujy sawaal ka jawab islam uar deen k hawaly say chiye ap mey say jis k pass deen ka ilm hai woh mujy sahi say jawab dey ab mey sawal likhti hon.
islam mey hai k hum waldein ki na farmani na kary.dunya mey both say cases hain kisi k sath baap, kisi k sath bahi ,bahoni ,uncle yeh log zidaati karty hain larkia khomosh rahti hain ,dunya k darr say aur apni ezaat ko bachany k lye kisi say kathi nahi hain ..agar koi larki asi kisi baat ka sikhar hoi hai bahir waly bandy say tu woh phir bhi avoid ker skati hai per agar kisi ka baap aesa kary tu larki ko kia kerna chiye? islaam khata hai maah baap ki na farmani na kero per agar kisi ka baap zidaati kary galat kam kary beti k sath tu larki kahan jaye kis say kahye? agar larki apny baap say baat cheet band kar dey uar rude ho ker baat kary batamzi kary gusa kary tu islam is bary mey kia kahta hai ..yani jo baap galat ho galat kam kary beti k sath uar beti ko galat raah dekahy kia tab bhi us baap ki ezaat kerna chiye uar na farmani ki suraat mey beti gunhy gaar hogi kia?
|
Mr.NA |
Group: Members Joined: 10th Feb, 2012 Topic: 9 Post: 16 Age:
21
|
|
Posted on:11th Feb 2012, 10:15pm |
|
|
Asking AAP NAY YEH NAI BTAya K AAP K SAATH KYA ZIADITI HOI?firstly aap btaain tab hi kisi nateejay par pahuncha ja sakta hai.ok |
trustable |
Group: Members Joined: 11th Feb, 2012 Topic: 1 Post: 3 Age:
28
|
|
Posted on:11th Feb 2012, 11:01pm |
|
|
Islam mey kia hai is bary mey
|
trustable |
Group: Members Joined: 11th Feb, 2012 Topic: 1 Post: 3 Age:
28
|
|
Posted on:11th Feb 2012, 11:11pm |
|
|
islam mey kia kaha gaya hai is bary mey bas mary mind mey yeh sawal aya k islam mey hai ma baap ki nafarmani both bara gunha hai per mary zahn mey aya agar koi baap beti k sath galat kary mean galat kam tu kia phir bhi larki baap ki eazat kary uar bardaast kary kionky woh baap hai isley ..uar agar beti rude hojaye aesy baap say tu beti gunha gar hogi bas mary zhan mey yeh sawal aya per mey nay socha yahn post ker don jis ko deen ka zida ilm hoga woh guide ker skata hai baki mary zahn mey uar bhi both sawalat hain per zarori naih hota hai jo sawal hum pochy us ka talukh hum say ho hamary ird gird kai log hoty hain jin k sath aesa hoa hota hai .agar kisi k pass sahi jawab hai tu please dejey ga |
rich bay |
Group: Members Joined: 22nd Feb, 2012 Topic: 0 Post: 9 Age:
27
|
|
Posted on:22nd Feb 2012, 9:35am |
|
|
miss trustable ur pro ap ki kahani sun ka bohat dukh hua laken agar ap apna walid ki badtameze karan ge to is sa ap ko faida to nahi ha or baaap na bhi koi acha kaaam nahi keya kah us ki tareef ke jaye.laken ak baaat zahan ma rakhna galat kaam galat ha ap apni ami sa ya sub baat share kar sakti han yaaa kece azeeer kareebe relative sa ager yaaa bhe na mumkin ho to court ma case kar sakti han. apko zandagi asa to nahi guzarni.
rasta hun batadata han laken decisions aap ko karna ha
hope u understand |
SSher Ali |
Group: Members Joined: 22nd Jun, 2012 Topic: 0 Post: 11 Age:
22
|
|
Posted on:27th Jun 2012, 7:10am |
|
|
Jawab Assalamualaikum : ye dono bat me fark hai Izzat karna aur unke kehne pe man na Islam me waalid ki izzat krna hai agr wo kaafir ho tb bhi aur unke sirf ussi farman ko man na hai jiski Izazat shariat deti hai agr galat kaam k liye kahe to unke kehne k khilaf hi rehna phr wo bhale hi maa baap hi kyu na ho
Example: Aurat ko parde me rehna hai lkin agr baap beti ko be parda rehne ko kehta hai to is masle par uski ita'at nhi hogi phr ap apne waalid k khilaf hi raho
aur farmaan pe amal sirf nek kaam pe hoga galat kaam me nhi ha lkin unki izzat krna wajib hai unke bura kaam k bolne par amal krna nhi.
ap phle akhri bar apne waalid ko thek se samjha de unhe allah k khauf kraye aur phr bhi wo nhi badalte to is maamle ko ap apni maa se kahe --
aur apki jo bhi problem hai ap btaye INSHA ALLAH mai Islam k fikriyat se jawab dunga
|
aamir.sidd |
Group: Members Joined: 17th May, 2012 Topic: 0 Post: 27 Age:
26
|
|
Posted on:27th Jun 2012, 7:47pm |
|
|
dear trustable MashAllah se aap 28years ki hai aapko yeh sab khud bhi maloom hona chahiye
khair according to the Islam and your problem : maa baap ki izzat apni jaga hai chahe woh jaisey bhi hoon jo bhi karey kyounke sabko apni kabar mein jana hai maa ke kadmon mein jannat hai agar maa baap ko dukh naa diya hoo tou
simple example apne pe rakhley aap khud maa ya baap hoo aur aapke hi beta/beti naa farmani kare tou aapko dukh hoga yeh bhi possible hai ke kisi din aap badwa bhi dedein so keise possible hai dear bina maa baap ke jannat mein jane ki maa baap is a key to enter heaven and namaz is a gate zara yeh socho farz namaz parhte hue agar aapke maa baap emergency mein bula rahe hoo tou farz namaz tor sakhte hai khud socho kia darja dia Allah ne maa baap ka aapki jo bhi problems hai unko aap apne maa baap se izzat ke saath baat karein samjhayein InshAllah, samjh jayeinge
jo examples di hai yeh aap khud bhi jaanti hoongi . . . |
zara0007 |
Group: Members Joined: 28th Jun, 2012 Topic: 0 Post: 3 Age:
23
|
|
Posted on:28th Jun 2012, 7:42am |
|
|
trubl
u r a brave grl yr
|
|