Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Why Chatting Threads Are Deleted?

Suggestions
 
 
 
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4259  Age:  38  
Posted on:6th Jan 2012, 5:55am
 

Why Chatting Threads Are Deleted?

yeh baat bar bar kahi jaa chuki hai keh yaha per jo bhi thread start hotay hai woh Search Engine ko zehan mai rakh ker start kya jaata hai. lehaza thread delete ker dene ke baad woh thread search engine mai nazar nahi aa sakta.

yeh baat pehle bhi kahi gayee hai keh chatting category iss forum per bojh hai. lekin majboori mai ise khatam nahi kya jaa sakta. lekin iss ka yeh bhi matlab nahi keh chatting thread ko delete ker ke forum ko mazeed nuqsaan pohnchaya jaaye.

Admin se guzarish hai keh woh tamam deleted chatting thread ko restore karay. aur tmam members se bhi request hai keh agar woh nahi chahtay keh on ke post (chatting) forum per mojood rahay tu phir behtar hai keh woh chatting hi na karain ya chatting mai koi aisi baat na karain jise woh mustaqbil mai rakhna nahi chahtay.

isi tarah members ko iss baat ki bhi ijazat nahi honi chahiye keh jab chahe darmian se apna post Edit/Delete ker dain. agar aik dafa post ker dia tu woh delete nahi hoga. jo kuch kerna hai post se qabal hi ker lain.

aik dafa phir kaha jaa raha hai keh koi bhi chatting thread delete nahi hoga. jo thread delete ker dia gaya hai .... Admin se request hai keh ose restore karain. ziadah behtar hai keh log chatting na karain. chatting ke liye kisi aur website per jaaye.
Diplomate Group: Members  Joined: 18th Oct, 2009  Topic: 50  Post: 3217  Age:  36  
Posted on:6th Jan 2012, 9:24am
 

confusion

re"Any how, aap ka shukriya. Ataye raha kare.
alirajput"

daikhain Mr. aap "merasathi" k name sy post kar rahy hain jab k signature text main "alirajput" likh rahy hain jo k ghalt hay q k "alirajput" ID b issi forum par exist karti hay iss liye iss confusion ko promote mat karain , agar aap kisi aur ID sy aaty hain aur signature text likhna hi chahty hain to aap other than "alirajput" koi word likh sakty hain , q k aap ki post jis id sy hoti hay yeh behtar nahi k aap uss id k neechy sirf alirajput hi likhain
WellKnOwN Group: Members  Joined: 06th Sep, 2011  Topic: 48  Post: 3374  Age:  25  
Posted on:6th Jan 2012, 9:31am
 

DIPLOMATE BRO

Shayed apko pata nahe ke oski id access nahe ho rahe.
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4259  Age:  38  
Posted on:31st Jan 2012, 5:13am
 

alirajput ke liye Senior Moderator ka power

mai gawahi deta hoo keh alirajput aik senior member hai. baleh Wellknown ko bhi Aprox senior member samajhta hoo.

agar yeh log iss baat ko samajh lain keh:
  1. kisi bhi post ko zati pasand aur napasand ki bunyad per Edit/Delete nahi kerna hai
  2. kisi bhi member ko zati pasand/napasan ki bunyad per Block nahi kerna hai
  3. kisi bhi person, country, mazhab ke khilaf post na khood kerna hai aur na hii kisi ko kerne dena hai.
  4. chatting thread ko discourage kerna hai. lekin jo thread start ho chukay hai ose Delete nahi kerna hai. 10 pages ke baad thread close ho jaatay hai lekin Delete nahi kiya jaatay. kio keh chatting thread bhi Search Engine ke zaria khultay hai jis ki wajah se forum chalta rehta hai.

agar yeh sab batain inn logo ki samajh mai aa chuki hai tu yaqeenan inn ko Senior Moderator ka power mil jaani chahiye.

alirajput Group: Members  Joined: 16th Mar, 2012  Topic: 5  Post: 538  Age:  30  
Posted on:11th Nov 2012, 12:48am
 

Mujhe Please Samjhaye

re: " lekin jo thread start ho chukay hai ose Delete nahi kerna hai "

Kaye threads chatting section maiN, inn kuch maah maiN open huwe he, lekiN unki tadad, 1 ya 2 responses se zaada nahiN he, mere nasdeeq wo najaiz forum space le rahe haiN. Kia inn threads ka open rehna zaroori he? Iss maiN mujhe kuch SEO nazar nahiN aahrahaa.

1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012