barish , aur barsaati naly .. sunehri aur bewaqoof barish ki poetry kar rahy hain , allah kary barishain hoti rahain , kisi na kisi bahany yeh do member aik thread main akathy to howy ....
iss moqy par madam noor jahan ka aik gana yaad araha hay ... yeh gana main sunehri ki tarf sy bewaqoof ko dedicate kar raha hon ...:))
kuch dair to ruk jaao barsaat k bahany kar lain gy chaar batain issi baat k bahany
itni haseen rut main tarpa k ja rahy ho yeh piyaar ki gharri hay q zulam dhaa rahy ho honton py agaye hain dil k kai fasany kar lain gy chaar batain issi baat k bahany
kuch dair to ruk jao barsaat k bahany kar lain gy chaar batain iss baat k bahany
yeh gun'gunati gharriyaan phir ayein ya na ayein aysa na ho gattaieyn savan ki lout jaien milty nahi hain sajan aysy samy suhany kar lain gy chaar batain issi baat k bahany
kuch dair to ruk jao barsat k bahany kar lain gy chaar batain issi baat k bahany...
lolzzzz |