Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

please take seriously answer my question

Married Women Problem
Food For Sperm Count
Foods to Increase Sperm Count - Which Food is Right for You
Best Food For Libido
A Diet for Increased Sex Drive and Enhanced Libido
Food For Testosterone
Food to Improve Testosterone Levels in Men
Get Rid of Man Boobs
How to Get Rid of Man Boobs - 7 Easy Ways to Lose Man Boobs
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:19th Jun 2011, 2:49pm
 

anam yasir

ap k sawal k liyay bohat se sugestions hain jo ap ko pasand aai ya samajh main aai accept ker len

BB

mujhay samjh nhn aya k konsa doctor tah jis ne sezerian k baad 7 days main ap ko sex kernay ki ijazat de di us doctor k khilaf to karwaai honi chahyay kiun k koi bhi gyni specialist sexerian jis k stiches 7 din baad open hoon kam se kam 90 days ehtiyat ka mashwera detay hain sakhty k sath sex an kernay k liyay

any how jo bhi hai

mera idea hai k hum yahan per ager islami point of views an hi diya kerain top behter hai kiun k akser logon ko islami batain pasand nhn aatin aur ager samjh na aainto problem k kahi hui bat ko sabit kero ab

mera nhn khayal k koi bhi musalman apni bat ko bera sabit kernay k liyay NABI SAW ya ALLAH se jhoot masoob keray ga

aur hum koi peshawer molvi bhi nhn k her waqt kitabain sath rakhain aur refernce hi detay rahain

is liyay meri teraf se hands up k ainda koi islamic refrence ya hawal nhn doon ga

kiun k aj kal hum musalmano ka rujhan ho gaya hai k ager aik jagah se apni merzi ka jawab na milay to dooseri jagah try kertay hain

k koi to humari soch k hisab se jawab de hi de ga na islam ki koi na koi siq nikal ker ya daleel de ker

sonia89 Group: Members  Joined: 30th Mar, 2011  Topic: 6  Post: 73  Age:  27  
Posted on:20th Jun 2011, 12:43am
 

Meri Behan plz listen

Dekhein mein ziada detail mein bat nahi krun gi ... bas jo meri smjh mein a raha hay wo kehun gi ... Ap pehlay to namaz, quran mein apna dil lagaein... islamic books prhein......... is se behtar haal shaid koi nahi ho ap k maslay ka .... namaz se 100% ap k dil ko skoon miley ga or ap ka zehan aisi baton se kafi had tak door rahey ga .. namaz mein dua kren Allah zaroor poori krey ga .. i think mere pass is se behtar reply nahi hay ap k sawal ki
Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:20th Jun 2011, 1:47am
 

Anam yasir

yahaN already bohat se mashwaray diye ja chukay haiN u can opt anyone. during lactation sex desire zyada hona normal hae. is k ilawah maaN bannay k baad bachay ki bhari zimmdaari aurat pe ajati hae. 1st baby handle karna bhi zara jaan jokham ka hi kaam hae to aisi surat meiN naturally bivi ko apnay shohar ki moral aur physical support ki zaroorat hoti hae. chiRchiRa pan bhi issi wajah se hae k aap mentally aur physically tired haiN.

apni routine aise banayeN k khud bhi proper rest le sakaiN. agar family k sath haiN to koshish karaiN k light mood main time guzaraiN. mental stress na aap k liye achi hae aur na hi baby k liye .

jismani safai suthrai ka khayal rakha karaiN. iss se bohat acha asar paRta hae. nimaz har muslim pe farz hae isliye is ki naseehat ki to zaroorat hi nahi albatta chaltay phirtay Allah pak ka zikar kiya karaiN darood shareef paRha karaiN aur jab bohat muztarib hoN to Allah pak se rujoo karaiN dua mangaiN k izteraab ki duayeN jald qabool hoti haiN.

shohar k paas janay ki koshish karaiN agar prob hae to unhaiN kuch arsa k baad bula liya karaiN.

aik baat yaad rakhaiN k during breast feeding aap k ehsaasat o jazbaat baby meiN as it is transfer hotay haiN. isliye be comfortable.

WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:20th Jun 2011, 3:56am
 

eham bat

sonia89

ap ne jo kaha hai k namaz perhain aur islamic books perhain

moazray chahun ga yehi tareeqa hai cristiens NUNS ka lakin woh is terah apni desire kam nhn ker saktin isi liyay aai din in ki storiese ati hain

asal bat yeh hai k reason kya hai is desire ka ager yeh natural hai to is terah se na kam ho gi na dhiyan batay ga

han beti k sath khud ko bz ker lain

is k ilawa in k husband bhi ager ho sakay to in ko visit visa per bula len

yeh hum sab jantay hain k yeh desire aik SPRING ki terah hai jitna is ko dabaao gay utna push keray ga

is liyay is ka hal hona chahyay daban nhn

dhiyan din main to bataa len gi yeh lakin raat main nhn ho sakay ga

isi liyay main en kaha tha k ho sakta hai anam apny hhusband k sath chat kerty ho ya cam chat jis se desire aur berhty ho

rafaz Group: Members  Joined: 14th Mar, 2007  Topic: 20  Post: 937  Age:   
Posted on:20th Jun 2011, 3:58pm
 

to anam yasir

Aap ki jitney bhee feelings heen its very very natural

jo bivi apney shoer say buth khush ho wo us ki kami buth zada mehsoos ckerti ha

Solutions

1. sex ki zaroorat her shaks ko hooti ha aur shadi shuda hazrat ko buth zada q k wo is ka phal kha chukey hootey heen, sex ki shidat ko kam kerney k lyee hamara religion hum ko rozey rakney ki targheeb deta ha,aap esa kareen k rozey rak leen

2. sub say bheter hal yee ha k aap ka visa lag jayee aur aap apny husband k pass chali jayeen ye sub say bheteren hal ha

3. ager esa mumkin na ho to aap k shoer ko leave lay ker kam az kam 1 year may 2 mertaba aana chayee

hamarey isi mashrey may women apney shoer say door hooney ki waja say ,her aurat nahee very few but its true koi un ko galt rastoon per dal deta ha ,husband ko bhee in cheezoon ka ehsas kerna chayee
honey41 Group: Members  Joined: 18th Apr, 2011  Topic: 5  Post: 39  Age:  46  
Posted on:21st Jun 2011, 2:58pm
 

anam g best solution

anam g best solution yah ha kay agar ap ko bohat talab ho rahee ha to ap apni finger say apni vagina kay top par rubbing karlay 2ya3 minute main ap orgasim ( sakoon ) hasil karlay g ....... or itni si bat ka itna lamba jawab or ap yah kar sakti heen is par koi pabandi nahi ha islam main.yeh majboori main kia ja sakta ha bye and take care
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:21st Jun 2011, 3:26pm
 

honey41

sorry i m not agreed with u

ap aik ghreloo aurat ko masterbation ka mashwera de rahay hain

jo k kisi bhi tarah sahi nhn

is k sath hi ap bina sochay samjhay unhain yeh fatwa bhi de rahay hain k islam main is per koi pabandi nhn

myrizvi se request hai k is per mudalal bat kerain plz.

honey41 Group: Members  Joined: 18th Apr, 2011  Topic: 5  Post: 39  Age:  46  
Posted on:21st Jun 2011, 7:41pm
 

wehshi

ap kay forum main ha kay mard masterbation kar sakta ha gunah say bachnay kay lia. lakin women nahee kar sakti ? agar woh bahar ja kar ghalat kam kar lay us say bahtar ha apni char dewari main apni feeling ko kam karnay kay lia woh kar sakti ha. rahee fatway ki bat ho manay ap kay forum par dekha ha tabhai manay bat ki ha .manay koi fatwa nahee dia ha.or koi kahta woh saudia chali jain koi kata woh a jain bhai itna asan nahee ha ana jana.un ki bat ko samjoo. ibadat theek ha.lakin un ka sawal koi samaj nahee raha.ap voteing ya sab ki rai lain. ho sakta ha main ghalt hoon bye and take care

honey41 Group: Members  Joined: 18th Apr, 2011  Topic: 5  Post: 39  Age:  46  
Posted on:21st Jun 2011, 8:15pm
 

orgasm

wehshi sb ap alirajput sb kay comments read kareen ap ko andaza ho jay ga question ha (how to feel orgsm) bye and take care
honey41 Group: Members  Joined: 18th Apr, 2011  Topic: 5  Post: 39  Age:  46  
Posted on:21st Jun 2011, 8:17pm
 

anam g

anam g ap kay sawal par bahas ho rahee ap ka pata hi nahee ha ap kahan hay please answer
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 111  Post: 6482  Age:  54  
Posted on:21st Jun 2011, 11:29pm
 

agreed with WEHSHI bro

self-sex is not allowed for both. Only men are allowed in extreme cases. men n women k sexual feelings maiN baRa faraq hai. aik jawan aur sehat.mand unmarried mard aksar o beshtar (without any 'external reason' bhi) errection /ehtelaam say dochaar hota hai ... jabkay gharelu shareef aurat ki nature maiN hai k ossay jinsi taur par jab tak "external factor" mush.tail nah karay, woh coooool rahti hai... yehi wajah hai k aurtaiN sari zindagi bhi 'mard k beghair' bah aasani zingai guzaar leti haiN...jabkay mard ko aisaa karnay main bahoot diqqat hoti hai... mard agar "dunyaa jahaaN ki sexual attractions" say alag thalag rah kar bhi apnay andarooni jinsi jazbaat kay haathoun "maghloob" hojata hai...jabkay khawateen k saath aisaa nahi hotaa...woh agar jinsi jazbaat ko obhaarnay walay EXTERNAL FACTORS say avoid karay to ossay masterbate karnay ki zaroorat hi nahi paRti....yeh aik amoomi baat hai... exceptional baat alag hai.
rafaz Group: Members  Joined: 14th Mar, 2007  Topic: 20  Post: 937  Age:   
Posted on:22nd Jun 2011, 1:44am
 

TO RIZVI

Muj ko rizvi saheb ki batton say sahadeed iktil;af ha

aurat ki bhee sexual feelings hooti ha sex jis tara say mard ki zaroorat ha aurat k lyee bhee etna he important ha ,is may shoer ka pyar bhee shamil hoota ha

hum log yee q samajtey heen k aurat ki sex ki khawaish kem hoti ha aap isi forum per shadi shuda aurat say poochey wo aap ko batlayeen gi k haqeqat kya ha

pyar aur sex aurat ki utni he zaroorat ha jtni k mard ki zaroorat ha

isi lyee syaney khetey heen k girls ki shadi jaldi karo ,nahee to biger sakti ha,

aur hamara mezheb bhee yee he kheta ha k shdi may jaldi karo,aur bewa ager ha to us ki bhee shadi kerwa do
Anam Yasir Group: Members  Joined: 16th Jun, 2011  Topic: 1  Post: 4  Age:  24  
Posted on:22nd Jun 2011, 4:47am
 

MY TOPIC

mere behno or bhiyo mere topic ko ap kahan sy kahan ly gae.
ma eik shareef housewife ho mujy just yeh pochna tha k kahi yh koi bemari ha k nahi ..kuin mujy just kuch din aisy hua tha..or mujy sex desire nahi hoti .......mujy apny husband ki desire koti hai jis ki waja sy ma chirchirahat ma a jati ho
otherwise mujy khud py control hai...i hate k ma khud sy kuch ganda kaam karo.so mere behan jis ny mujy yeh mashwara dia tha, unhy ma yahi kaho g ma apny ap py control janti ho....yeh maswara bykabu aurato k leay hota ho ga.

H/dr_Qasim Group: Members  Joined: 10th Sep, 2010  Topic: 184  Post: 6350  Age:  35  
Posted on:22nd Jun 2011, 4:52am
 

anam yasir

You are Quit normal., and you have good control on your self its enough, just apny ap ko bussy rukhin or apny husband say hurbat keya kurin, aj kul internet cheap hay pakistan meah bhe or KSA meah bhe ek dosry kay sath internet say intouch raa kurin, jub apus meah gap ho bat goftagoo kum ho tu ek laawaa saa under he under puktaa rehta hay, so best yah hay kay ap dono apus meah bat goftagoo hur topic pur keya kurin, apni feelings ko achi tura ek dosry kay samny passh kurin or momkin ho tu again visit pur KSa ajayn,
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:22nd Jun 2011, 8:21am
 

anam yasir

ap ki is post k halat ap ki pehli post se bilkul alag hain

ap ki pehli post main husband ko mss kerna nhn

ager sirif husband ki desire hai to yeh bilkul normal hai kiun k jab ap baby ko self feeding kewaty ho to ais ahota hai k husband ka foreplay yad aata hai aur demand hoti hai k husband pass ho

yeh koi bimari nhn

ap ne apnay sawal ko is rang main pesh kiya tha behas ban gaya sab kuch

WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:22nd Jun 2011, 8:25am
 

anam yasir

doctor sahib mere sath yeh problem hai k mere huband saudia rehty hai, humare shadi ko abhi 2 saal p poray nahi hue, shadi k foran baad ma un k pas chali gae th, 10 months hum akathay rahay or phir mere pregnency hotay he ma pakistan a gae. 9 month k baad jab mere byti paida hue to woh pakistan aie, byti honay sy kuch din pehly or even byti ki paydaish k hafta baad he hum ny mubasharat kia.....takriban woh mahina rahay mere pas or ic doraan hum ny kafi baar mubasharat kia. Ab masla yeh k un k janay k mahina baad mujy mubasharat ki buhat talab hoti hai, even k mujy chirchirapan hota hai jism awazaar rehta

aap ab yeh btain k ap ne jab yeh kahan tha under lined tab sahi tha ya ab aap sab ki batain sun ker apna biyan badal rahi ho

akser member kehtay aur sochtay hain k main hamesha negative points hi kiun samnay lata hun

meri problem yeh hai k main law greduate hun aur criminal law main specialized bhi hun to is liyay usi hisab se dekhta hun

ap ne koi crime nhn kiya :) lakin aik wazahat ki hai

sonia89 Group: Members  Joined: 30th Mar, 2011  Topic: 6  Post: 73  Age:  27  
Posted on:25th Jun 2011, 8:38am
 

@WEHSHI

Bro Islam Islam hay ... the best of ALL ... is liey christian nuns ka mukabla ap Islamic boks n Quran se na kren .... jo sakoon Islam k religion mein hay wo kisi or mein nahi mil skta.
kashif777 Group: Members  Joined: 02nd Nov, 2012  Topic: 0  Post: 3  Age:  24  
Posted on:4th Nov 2012, 2:26am
 

About Pregnancy

Aslam alikum sir meri noor clinic.com per pehli post hai. meri abi kuch din pehly shadi howi hai or ma bot ziada knowledge nahi rakhta mera question yeh hai k hambisteri k bad aurat ka kitny dino bad pata chal jata hai k in the process kuch ho raha hai i mean k (baby k bary main) or kitny dino bad check up kerwa sakty hain or hamal kam sy kam or ziada sy ziada kitny dino ma ho jata hai.
kashif777 Group: Members  Joined: 02nd Nov, 2012  Topic: 0  Post: 3  Age:  24  
Posted on:4th Nov 2012, 2:31am
 

About Pregnancy

Aslam alikum sir meri noor clinic.com per pehli post hai. meri abi kuch din pehly shadi howi hai or ma bot ziada knowledge nahi rakhta mera question yeh hai k hambisteri k bad aurat ka kitny dino bad pata chal jata hai k in the process kuch ho raha hai i mean k (baby k bary main) or kitny dino bad check up kerwa sakty hain or hamal kam sy kam or ziada sy ziada kitny dino ma ho jata hai.
1>>
Pads and Liners
Incontinence Pants for Women: Pads and Liners
Pre-Menstrual Syndrome
Women And Menstrual
Menstrual Disorder
Causes and Treatment of Menstrual Disorder
Menstrual Irregularities
causes of Menstrual Irregularities
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012