sweetcandy |
Group: Members Joined: 24th Nov, 2010 Topic: 1 Post: 1 Age:
26
|
|
Posted on:2nd Dec 2010, 7:57am |
|
|
Birth Control without Husbands Permission hello frndz... mera NIKHA ho chuka hai 1 saal pehly.ab meri shadi hone wali hai.main abhi 23 saal ke hun aur main shadi ke 1 saal taak pregnant nhi hona chati.. kiya mujhy shadi ke raat apne hubby se yeh baat karni chaye?? ya pir khud he pills kha leni chaye?? shadi k baad jb main un se free ho jaoon tb bata dun k main pregnant nhi hona chati?? aur pills lene se phely kiya mujhy doctor se mashwara lena chaye? aur pills kis time par leni chaye??
|
crazyboy2u |
Group: Members Joined: 03rd Sep, 2010 Topic: 1 Post: 227 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:2nd Dec 2010, 8:22am |
|
|
sweet candy?? Ap koo pills lanay kee itni kiya jaldi?kay ap khud he sab kuch itni jaldi kerna chatay ha??? |
Doctor K K |
Group: Members Joined: 02nd Apr, 2009 Topic: 25 Post: 1969 Age:
36
|
|
Posted on:3rd Dec 2010, 1:38am |
|
|
Re: Birth Control without Husbands Permission Shadi ki raat ye baat discuss kerna sahi nahi. Shadi kay kuch din baad sahi hai. Birth control husband aur wife ki mutual understanding say hota hai. Kisi ek ki marzi say nahi hosakta. Ye illegal, unlawful and unethical hai. |
hamzaa |
Group: Members Joined: 20th Aug, 2010 Topic: 4 Post: 18 Age:
26
|
|
Posted on:30th Dec 2010, 8:09am |
|
|
ree nhi mere khayal se aap ko ye pills nhi khani chahiye kyun k 35 years k bad aurato ko ye pills mna hai or ye dono k mashware k sath hi hota hai kyun k is mein husband ko control krna prta hai agar ye kaam chup k kiya jaye ga to husband ko nhi pta hoga or o daily kre ga behtar ye hi k aap husband ko bta kr kren ok ,
|
RANI111 |
Group: Members Joined: 31st Aug, 2010 Topic: 13 Post: 57 Age:
31
|
|
Posted on:2nd Jan 2011, 12:56pm |
|
|
Re birth control Aulaad allah ki bari nemat hai aur aap ke to abhi koi child hai bhi nahi to aap ko in subh cheeze ki kiya zaroort hai agar hota hai to hone deeje doono haath phaila kar allah ki is nemat ko kubool kijie aur allah ka shukr aad akigie, zara unse poochie jinke koi aulaad nahi hai.
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4638 Age:
37
|
|
Posted on:5th Jan 2011, 5:38pm |
|
|
ap unse fone pe bat kar ke discuss kar sakti hain. agar unhe koi aitraz nahi to ap use kar lain..
|
|