Normal Urine nice suggesion by waterr.....
However,aik sehat mandh insan 24 hours mein 1000 mili litres se le ker 1600 mili liters tukk urine pass kerta he children iss se 4 gunah excess urine pass kerty hein normal halat mein urine saaf hota he uger iss mein phasphate waghaira ho to gudhla nazar aye ga aam halat mein urine ki smel
aromatic noiyat ki hoti he uger urine julan k sath ho to iss ki smel amonia jessi hoti he aam halat mein urine ka colour (Urochrome) aur (uroerythrene) hoti he kuch dair parra rehny se (Oxidation) hony se colour (Urobilin) ban jany se colour taiz ho jata he uger urine mein alkline salt hoon to iss ka rad-e-umal alkline hota he uger khoon ki miqdar ziyada ho to brwon hoga urine bohat ziyada halka ho to iss ka colour yelow hoga...
urine mein 24 hours mein calcium ki miqdar 0.06 to 0.02 gram aur sodium ki 10 to 16 gram miqdar remove hoti he aur phasphorse 0.5 gram to 1 gram remove hoti he urine mein albumin aur globulin taqriben 0.075 aur uria 20 to 30 gram remove hota he
chiknaee aur protien wali ghazaon se urine mein tezabi khasiyat peda hoti he fruits aur vegitables waghaira khany se urine mein tezabiyat kam ho jati he laiken anaj aur gosht khany se tezabiyat ziyada ho jaye gi |