Acne And Pimples: What Are The Reasons?
I highly request Doctors to please reply me question Please read 2 months pehle mujhe hepititis( peelia) hua tha than doctors ki report se pata chala ki mujhe bht Anemia he Khoon ki kami . Me 5 din hospital me admit rahi Us doran mera peelia ka treatment ke sath mujhe 2 bottle blood bhi chadaya gaya blood bank se. Ghar ane ke kuch time baad mujhe pimples hone lage me ise normal samjhi phir pimples bht zada hogaye aur new type ke pimples hone lage jese yellow pimple, Skin color ke chote se dane aur yellow pimple bht zada hone lage jo ke mujhe pehle kabhi nahi hue the. Ab pimples to chale jate hain lekin mere face pura scars se bhar gaya hai. Aur kya iski koi medicine lena padegi mujhe apne blood me se wo nikalne ke liye ya iski zarurat nahi hai? to kya ye us blood ke wajah se hua hai. Ya treatment me koi ghalti hui hai. Isko medical language me kya kahenge ye doctor ki ghalti se he ya aisa ho skta hai. Me us doctor ko kya keh skti hun Mujhe apne scars ke liye immediate treatment chahiye jo ke insurance cover nahi karta to me doctor ko kis tarha keh skti hun ke ye us treatment ki wajah se hai. Aisa konsa cream ya medicine hai jo compltely scars remove karde aur scars ko fade hone me kitna time lagta hai???? aur doctor kon kon se treatment kar skta hai uski list den please
|