Continue
HAMILTON Medical history ka pehla unprr ustad tha jis ny apni zindgi main 30 hazar serjnoo ko training di
2005 main HAMILTON foot howa to uss ko University main hi daffn kiya geya iss k baad University sy paas out hony waley serjnoon k liye yeh lazim qaraar dey diya geya k wo digree lainy k baad HAMILTON ki qbr pr jaein ,tasweer bunwaien or iss k baad amli zindgi main dahil hoo jaien...
HAMILTON ki aik haan ny ussy serjnoo ka serjin bna diya ..agr wo zrafety ki grdan na pkrrta or kehta k meri JOB to maali ki hy muj sy ye azafi kaam q liya ja raha hey..to wo sari umar mali hi reheta kbi b iss muqaam ko na puhnch skta tha wo 8 ghenty ki azafi mushaqat thi jis ny iss pr kamyabi k darwazey khool diye
CONCLUSION
hum main sy ziyada tr loog zindgi bhr JOB tlaash krtey rehty hain jub k humain KAAM tlaash krna chahiye duniya ki hur JOB ka koi na koi crietarea hota hey or yeh JOB sirf uss shahs ko milti hey jo iss crietarea pr pura utrta hey..jub k KAAM ka koi crietarea nhi hoota
main agr chahoon to duniya ka koi b KAAM shuroo kr skta hoon or duniyaa ki koi b taqit mujy iss KAAM k krny sy baaz nhi rkh sky gi HAMILTON iss raaz ko paa geya tha lehaza iss ny JOB ki bjaye KAAM ko foqiyat di yoon iss ny Medical scince ki tareekh bdl di
zra Sochiye k agr HAMILTON serjin ki JOB k liye apply krta to kia wo serjin bn skta tha...???? nhi ...hr giz nhi...kbi nhi
laiken iss ny "khurpa" niechey rakha ,zrafey ki grdan thami or serjnoo ka serjin bn geya ...q k uss ny JOB pr KAAM ko foqiyat di
|