Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics
Recent Reply
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

S4u:Where Are You?

Chatting
 
 
Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:11th Mar 2009, 4:10am
 

pagli,

Mehfil mein hunss ker tunhaee mein ro laity hein,

kissi ko dekhaee na de kuch zakhum hi aissay hoty hein,

tum meri khamoshi ko meri be-wafaee na sumjhna,

kissi ko buta na sukein kuch dard hi aissay hoty hein,

TASHREEH,

Pagli yahan shahir ye kehata he ,hajoom mein hunsna ,mean burhachein pharh pharh ker kehcky lugana ,aur raat bhar roty rehna ,mean zore zore se rhaan rhaan kerna ,aur kissi ko nazar nahi aata khoon beh rah hota he ,laiken log sumjhty hein k k ye khoon nahi pani he,aur dard mean heart attack hona ,aur bhimji ko aik aisee juga  zukham he jahan wo bichara buta bi nahi sukta.... 

Bhimji Group: Members  Joined: 07th May, 2008  Topic: 13  Post: 1868  Age:  31  
Posted on:11th Mar 2009, 8:44am
 

Raja Bhai

Aap ki Kharish pata nahin kab ilaj ho ga. Yeh aap ki har tashreeh meri shaan main hi kyun khatam hoti hai?? 

Bhimji Group: Members  Joined: 07th May, 2008  Topic: 13  Post: 1868  Age:  31  
Posted on:12th Mar 2009, 5:44am
 

Shukar hai

Aaj Master Sahib ne koi tashreeh pesh nahi ki warna aaj tou main ne B TASHREEH KAR KAR KE aisi ki tesi phher deni thi.

Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:12th Mar 2009, 8:30am
 

pagli,

zindgi k akhri safar per jub mein jaoon ga,

safaid kaprhoon mein bohat dilkush nazar aoon ga,

sub log ro ray hoon gay mugar mein kissi k liye muskra rah hoon ga,

teri rahoon se jub guzry jinaza mera 2phool mery pass rukh dena,

teri qusam mein mehak sa jaoon ga,tum aik bar mery qareeb muskra dena,

mein hunsta huwa safaid kaprhoon mein qabar mein uttar jaoon ga..........

 

TASHREEH

Pagli, yahan khulasa biyan kerna purhay ga shahir ye kehata he,k jub mein akhri safar yehni jub mar jaoon ga aur safaid kaprhy,yehni chairman lutha pen ker jub jaoon ga sub log cheikhein mar ray hoon gay,laiken mein daant niqal rah hoon ga ,kiyoonke Bhimji ubi duniya mein hi ho ga aur meri atma iss mein chuli jay gi,,aur tum meri qabar per aa kar apni burhachein  khole ker muskra daina,aur mujy ye khabar dena k Bhimji ko logoon ne shandar chowk mein khoob jooty mary hein to mein hunse ker qabar mein uttar jaoon ga....

Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:12th Mar 2009, 9:21am
 

Pagli

tum to mujy pani peeny k liye keh ker gaee thi aur ubi tuk class se ghaib ho ,ub parents ko sath le ker ana mein ne tumara name kharij ker diya he ....aur principle Miss.Maryam ko tumari report de di he.... 
Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:13th Mar 2009, 10:43am
 

Pagli,

tery lout any ki  din raat  dua kerty hein...

saance k sath  tujy yaad kiya kerty hein...

gar tujy bhoolny ki yaad bi aye  dill mein...

hum khud ko bi wahan chorh diya kerty hein..

TASHREEH.

Pagli, yahan wo ye kehta he k hum din raat ye hi sochty hein k tum kub ao gi mosibat bun ker,

2- yahan wo ye kehta he k jub hum laamby laamby sance laity hein tumari yaad mein (laamby sance ) ,mean  khushak khansi shuroo ho jati he ..

3.yahan wo ye kehta he k tujy bhoolna ka jub bi sochein to zehni bemari lug jati he...

4..yahan wo ye kehta he k uger Bhimji ko logoon ka hujoom kissi chowk mein jooty maar rah ho to hum wahan se chupky se niqal aty hein ,khud ko iss k sath kabi nahi chorhty...

s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:14th Mar 2009, 2:09am
 

Raja bhai

wow very nice.he he he


Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 27  Post: 4679  Age:  30  
Posted on:14th Mar 2009, 2:44am
 

raja bhai

acha to aap bhi urdu adab k tudent ya teacher reh chuke hain:)
Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:14th Mar 2009, 3:06am
 

Pagli,

eh raat buta mera chand tujy milla ,koi tuj pe bi ilzam aya?

mujy raat ko raat hi kehny do mujy tenha tenha rany do...

TASHREEH.

Pagli,yahan per shahir ye kehta he k jub hum sub log so ray hoty hein to raat jaag rahi hoti he aur chupky se chand bi niqal ata he to siraf raat hi uss ko daikh sukti he ,jiss tura tum ati ho aur kissi ko putta nahi hota k kub ati ho aur kub jati ho,

2-yahan per wo acqtual baat kerna chahta he k raat mean,night iss ko night hi kehny do aur mujy akaila hi chorh 2, jesa k Bhimji ko Bhimji kesy kaha ja sukta he aik Animal aur Insan mein kitna faraq hota he,uger aap aik black monky ko Bhimj (+) kerein gay to jawab mein Jtm bahir aa jay ga.... iss liye baba mujy tunha hi rehna ho ga....ye takleef bi Bhimji ko hi uthana ho gi...

Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:14th Mar 2009, 3:08am
 

Maryam ji

aap kahan hein kesi hein
Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 27  Post: 4679  Age:  30  
Posted on:14th Mar 2009, 3:47am
 

raja bhai

main shukar hae Allah ka bilkul theek hoon bas net mein problem tha is liye kal reply nahi kar saki aap sunaien kaise hain?
Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:16th Mar 2009, 2:12pm
 

Maryam,ji

aap sahi keh rahi hein qal sara din bi net problem thi aur forum bi open nahi ho rah tha ,aur sub theek he na inshallah phir baat ho gi

Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:16th Mar 2009, 2:35pm
 

Pagli,

ub uss k intizar mein sitaroon se hal-e-dill kehta hoon....

uss ki yaad mein so bar jeeta hoon so bar murta hoon...

wo millta nahi kisi pal bi her pal khiyaloon mein rehta hoon..

bhool jaoon ussay her roz ye baat bhool jata hoon....

TASHREEH

Pagli,yahan wo sary qisy ka ye hi kehna chahta he, k her raat ko be-chaini se sitaroon,mean stars,se mukhatab ho ker apna hal-e-dill biyaan kerny ki koshesh ker rah he,laiken uss ki koi nahi suny ga...

2-yahan wo ye kehta he k uss ko remember kerty huway so bar yehni 100 bar uss ka murder ho chuka he ,laiken wo Bhimji ubi tuk zinda he...

ub ugly 2no misroon ki tashreeh qal ho gi tub tuk chutti kero aur qal school apny parents ko sath le ker ana tumari bohat ziada absence ho gaee hein....

 

Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:17th Mar 2009, 1:30pm
 

Pagli

tum bina itlah kiye school se ghaib ho ub mein tumarah name kharij kerny wala hoo forun school mein hazar ho jao warna tumara name kutt jay ga...
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:17th Mar 2009, 7:17pm
 

Raja bhai

esa ghazab na karein mojhe kharij ker ke.lol

main to pehle se hi kharij hon.he he he he
Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 27  Post: 4679  Age:  30  
Posted on:17th Mar 2009, 11:55pm
 

s4u dear

aap gup shup thread main bhi aya karain na. aaj kal kahan rehne lagi hain?
Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:18th Mar 2009, 12:47pm
 

pagli,

acha baba tumein kharij nahi kerty,warna meri sari class bi kharij ho jay gi,ubi tumari explanation hi kiye daity hein....

chulo ub apni kitanein niqalo aur ye aaj ka sabiq yaad kero..

murny ki dua kiyoon mangoon jeeny ki tumna kon kery ,

ub aissi shakusta kushti per sahil ki tumana kon kery,

TASHREEH....

pagli,shahir yahan ye biyaan kerta he k merny yehni deid hony ki pray kiyoon keroon uger koi dua qabool ho gaee to ,phir mujy dobara zionda kerny k liye kon tumana dill mein rukhy ga...iss liye aissi dua nahi kerna chahiye...

 

2.yahan wo ye ishara kerna chah rah he k shakust khorda kushti jo pehly se hi tooti phooti ho aur dirya k bilqul dirmiyaan ho jessa k Bhimji dirya mein doob rah ho to uss k qareeb bi mutt jaiyo bulke uper se ussay 2-4 puthar aur maro ta k kaam sahi tareeqa se apny anjaam ko ponch jay,aur uss ko sahil k qareeb bi mutt any 2 warna ussay buchaty huway wo tum sub ko le dooby ga...

uetian31 Group: Members  Joined: 18th Mar, 2008  Topic: 20  Post: 1006  Age:  33  
Posted on:20th Mar 2009, 10:01pm
 

wowowow thts so Rythmic;)

S4U ..where r u...so rythmic..hahahahhahh
Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:22nd Mar 2009, 4:49am
 

pagli...

Dill k qareeb aa ker jub wo door ho gay...

sary hassne khawab mery choor ho gay...

Hum ne wafa nibhaee to bhadnamiaan milein...

jo log be wafa thay wo mashaoor ho gay.........

 

NOTE...pagli aaj tumara test paper he aur tumary exame shuroo ho gay hein  ub aaj k iss shehr ki tashreeh tum khud kero gi .....

 

 

Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 31  Post: 2014  Age:  48  
Posted on:22nd Mar 2009, 9:39pm
 

pagli

tumein qal ki paper sheet jari ki huee he laiken tum itni nalaiq ho k ubi tuk paper hull nahi kiya tumara fail hony ka iradha to nahi....
For More Detail Click On Page No: 1 2 3 4 5 6 7  >>
 
 
 
Pakistani in Italy  How to find job in Dubai  Bangladeshi Community Celebrating Canada Day In Toronto

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014