Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Wazifa For Love Marriage - Wazifa For Problem - Wazifa For Dua

Religion and Culture
 
 
 
samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:27th Aug 2012, 11:46pm
 

wazeefa

Assalamalaikum kya kisine yeh wazeefa kiya hai i mean its like a dua..dua of Hazrat Daood alehis salam which melts hearts of people..kya is wazeefa k liye permission leni zaruri hai kisi imam se? plz kisiko kuch pata ho toh zarur batayie
Mufti Group: Members  Joined: 10th Oct, 2011  Topic: 5  Post: 708  Age:  39  
Posted on:28th Aug 2012, 4:17pm
 

Mehreen

Aap Nad e Ali perha karein InshAllah aap ki pareshani dour ho jaye gi.
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:29th Aug 2012, 5:30am
 

Mehreen

Musalman sirif Allah se mangtay hain kisi banday se nhn

is liyay aap sirif Allah se dua kerain jo ap k liyay sahi ho ga woh ata ker de ga

be deen logon ki baton main na aain

 




Mufti Group: Members  Joined: 10th Oct, 2011  Topic: 5  Post: 708  Age:  39  
Posted on:29th Aug 2012, 5:36am
 

Wehshi

Asal mein tumhara masla kuch aur hai,tumhain sirf naam e Ali se bughz hai aur kuch nahi :P

Ab agar tumharay 123 ki koi ilmi baat nahi hai to iss mein Mola Ali a.s ka kiya qasoor ??

Ab tumharay 123 yehi kehtay rahay k kash mein dunba hota insan na hota,ya tinka hota ya maa mujhay janti hi na ya mein kisi janwar ka fuzla hota to iss mein hamara kiya qasoor hai ??

Apnon ki jahalat per ghussa aur unn ko malamat kernay k bajaye Mola Ali a.s se bughz rakhnay ka yeh kon sa tareeka hai :P

Allah swt ne agar kuch hastion ko waseela banaya hai to iss mein tum Allah swt ki qudrat se shikwa karo aur apnay 123 ki jahilana baaton per ghussa karo.

WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:29th Aug 2012, 5:45am
 

mufty

meray 123 Ra allah k manay huway hain aur 4 bhi

ab yeh tum logon ki aqal aur Allah ki laanat hai k tum 123 ko chor ker sirif 4 ko pakar lo aur woh bhi ghalat rastay se to koi kya keray

hum to 4 ko mantay hain tum 1 ko kamyab kon ho ga

Allah ne kahin bhi Ali ko waseela nhn banay na bananay ka kaha koi aik hadees sahi ya ayat sahi sabit kero qisay kahaniyon se nhn k riwaiyton se ayat k siyaq o sabaq ko masakh kerdo

hum to ghus akertay hi nhn bas tum logon ko tum logon k lehjay aur zuban main jawab dena hai ab aur kuch nhn

Mufti Group: Members  Joined: 10th Oct, 2011  Topic: 5  Post: 708  Age:  39  
Posted on:29th Aug 2012, 5:51am
 

Wehshi

Tum ne jin 3 ko mana unn ki hasiat hi kiya hai ??

saqeefa Rasool Allah saww k janazay ko choar ker,chup ker khilafat bantnay walon ko hum nahi mantay aur na hi chup ker karwai kernay walon ki Islam mein koi hasiat hoti hai.

Wehshi tum beshaq 47 saal k ho lakin ilmi mein tum meray sab se chotay bachay ho.

Jis din tum bhagna choar ker ilmi baat karo ge,mein tumhain tab sab kuch bataon ga.

Aik dafa koshish to karo mujh se ilmi baat kernay ki :P

WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:30th Aug 2012, 7:32am
 

NAAM k MUFTY

tum s ekya ilmi bat kerun tumhara ilam histiry ka hai aur main history se shoq nhn rakhta isi liyay to YAZEED RA ko sahabi keh diya meray liyay koi important nhn k YAZEED RA sahabi thay ya nhn meray liyay important hai QURAN AUR HADEES aur tum dono ko mantay hi nhn kiun k tum dono se inkari ho

meray to 4 hain tum sirif 1 ko pakar ker bethay ho aur qayamat k din woh 1 bhi tum se BARI ho ga aur kehay ga k

AI ALLAH MAIN NE IN KO NHN KAHA TAH K MUJHAY NABI SE BHI OOPER KA DERJA DEN IS LIYAY IN K AAMAAL K YEH KHUD ZUMA DAR HAIN ( INSHA ALLAH )

us din tum logon ki aankhain khulain gi

Mufti Group: Members  Joined: 10th Oct, 2011  Topic: 5  Post: 708  Age:  39  
Posted on:30th Aug 2012, 7:51am
 

Wehshi

Kis jahil ne tujhay keh diya k hum sirf aik Imam ko mantay hain aur tumharay sirf 4 khalifah hain ??

Jahil k bachay kabhi apnay dharam ki books perho,tumhain apnay dharam k 12 khalifah milein ge yeh alag baat hai k aaj tak tumharay panditon mein ittefaq na ho saka k kon kon khalifah thay aur kon nahi :P

Tum loag to hamesha se iqtedar k pujari rahay ho,issi liye jis k paas kursi hoti thi tum uss ki pooja bhi kertay thay aur ussay khalifah bhi maan letay thay jab k Islami khalifah na kursi ka mohtaaj hota hai aur na saqeefa k election ka lakin tujh jaisay jahil yeh nahi samjhein ge,tum jao aur woh jhooti tarikhi books perho jis mein yazeed lanati ko sahabi kaha gaya hai :P

Jo museebar mein Nabi saww ko choar ker bhaag jaein woh unn k khalifah honay ka bhi haq nahi rakhtay beta.

WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:30th Aug 2012, 4:16pm
 

mufty

Jahil k bachay kabhi apnay dharam ki books perho

KUTTAY ki aulad dobara is terah ki ghalat bat ki to itnay jutay marun ga k samajh nhn aai ga k munh kahan hai aur _____ kahan

jab main tujh tak hi bat ker raha hun to kiun jata hai aagay apni auqat main reh kuttay shiya

be gherat be deen tujhay to gali den abhi gali ki toheen hai

tu kafir hai aur kafir rahay ga

tu jis ilam ki duhaai deta hai suwer woh ilam hai hi nhn sirif history hai

tera is forum per rehna sirif shiyat ki bat kerna hai au rkuch nhn kiun k tujhay ata to hi nhn kuch aur

lagta hai tu kisi aisi raat ki pedaish hai jsi main ijtimaai mutaa kiya jata hai

yahan log sawal poochtay hain takay un ko sahi jawab milay lekin teray jesay log sab ko aik hi teraf le jatay hain k sab shiya ban jain lekin ais nhn ho ga

is liyay jo teri auqat hai usi main reh

DHARAM tera hai jis ki buniyad yahudiyon ne rakhwaai thi

mujhay apnay deen ak pata hai

Mufti Group: Members  Joined: 10th Oct, 2011  Topic: 5  Post: 708  Age:  39  
Posted on:31st Aug 2012, 1:28am
 

Wehshi

ghussa mat karo balkeh saboot k sath baat karo aur dosri baat mein ne tujhay abhi sirf jahil ka bacha kaha hai,iss k ilawa abhi kuch nahi kaha kiun k jis terha tumharay baron k shajra hain agar mein yahan pol khol doon to tum loag sharam se hi marr jao.

Kisi k khandan mein maa,behan,beti se zinah ker k nasal chalti rahi aur sahab e doum paida ho gaye to kisi k 4 baap thay.

Tum baaki choro apnay 123 khulfa ki date of birth hi bata do agar tumhain itna raat mein paida honay walay bachon ki talash hai :P

Mein ab tumhari post ka wait karon ga jis mein 123 ki date of birth ho gi,1400 saal guzar gaye tum loagon ko apnay 123 ki date of birth na mil saki,tum achi terha jantay ho k gumnaam padaish walay kon hotay hain,kabhi edhi centre ja ker pochna :P


WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:31st Aug 2012, 7:08am
 

KUFTY

yeh tu pooch raha hai k jin k haan her saal aisi raat manaai jati hai jis main log apni betiyon ko fakhar se bhejtay hain k MUTAA ka sawab milay ga jis main koi tafreeq nhn k behan hi aajai samnay

is k ilawa apni kitab HAQUL YAQEEN dekh us main kya likha hai k

AGER MAAN BETA SAFR PER JA RAHAY HON AU RBETAY KO SHEWAT AAJAI TO NAFAS PER KAPRA LAPET KER MAAN SE ZARURET PURI KER SAKTA HAI

abhi bhi koi hasrat hai apni auqat samjhnay ka???????

samaira Group: Members  Joined: 12th Mar, 2012  Topic: 25  Post: 143  Age:  23  
Posted on:31st Aug 2012, 10:54am
 

WEHSHI uncle

mai apki baat se bilkul sehmat hun hume sirf aur sirf Allah se maangna chahiye inshAllah mai tahajud ki namaz padhker direct Allah rabbulaalameen se maangungi aur woh zarur ata karenge inshAllah mujhe bus janna tha is dua k bareh
Mufti Group: Members  Joined: 10th Oct, 2011  Topic: 5  Post: 708  Age:  39  
Posted on:1st Sep 2012, 1:26am
 

samaira

Agar sirf direct mangnay ka asool hi sahi hota to phir direct denay ka asool bhi hota lakin kiya kisi ne aaj tak suna k uss ne Allah swt se direct manga aur Allah swt ne bhi direct khud aa ker diya ??

Jab Allah swt khud insan ki dua waseela k through qabool fermata hai to phir waseela dua mein bhi jaiz hai agar aisi hastion ka waseela diya jaye jo waqai mein Allah swt k haan aala maqaam rakhti hain.

Hazrat Yaqoub a.s nabeena thay aur Hazrat Yousaf a.s ne unn k liye dua nahi ki balkeh apni kameez bheji aur hazrat Yaqoub a.s ne bhi yeh nahi kaha k yeh ghalat hai balkeh ussay aankhon se lagaya aur Allah swt ne shifa de di.

Ab Beenai denay wala Allah swt hi hai lakin duniya ko batanay k liye waseela kameez bani.

Ab jab kameez waseela bun sakti hai to Rasool Allah swt aur Ahle Bait a.s waseela kiun nahi bun saktay.

Jo aaj shifaat k qail nahi hain,kiya qayamat k din Rasool Allah saww se shifaat ki bheek nahi maangein ge ??

Mufti Group: Members  Joined: 10th Oct, 2011  Topic: 5  Post: 708  Age:  39  
Posted on:1st Sep 2012, 1:37am
 

Wehshi

yeh tu pooch raha hai k jin k haan her saal aisi raat manaai jati hai jis main log apni betiyon ko fakhar se bhejtay hain k MUTAA ka sawab milay ga jis main koi tafreeq nhn k behan hi aajai samnay

is k ilawa apni kitab HAQUL YAQEEN dekh us main kya likha hai k

AGER MAAN BETA SAFR PER JA RAHAY HON AU RBETAY KO SHEWAT AAJAI TO NAFAS PER KAPRA LAPET KER MAAN SE ZARURET PURI KER SAKTA HAI


abhi bhi koi hasrat hai apni auqat samjhnay ka???????

Mujhay hansi aati hai jab tum apni kam-ilmi mein aisi baatein ker jatay ho jis mein tum khud phans jatay ho :P

Pehli baat to yeh hai k muttah koi wajib nahi hai k her aik ne lazmi kerna hai,yeh optional hai.

Afzal to yeh hai k insan khud per control karay lakin agar insan ki life mein koi kamzor lamha aa jaye to zinnah jaisay gunnah e kabeera se behtar hai k woh Allah swt ki di hui ijazat se muttah anjaam de.

Ab tumharay sab tafaseer likhnay walay yeh mantay hain k muttah Suran Noor verse 24 se jaiz hua lakin bewaqoofi yeh kertay hain k Rasool Allah saww ne phir issay khyber k din haram qarar ker diya.

Ab koi yeh sabit ker sakta hai k Rasool Allah saww k paas itni authority thi k woh Quran k ahkaam ko mansookh ker sakein ??

Yeh t sunni dharam ka ilzam hai k Rasool Allah swt Quran k ahkaam k khilaf amal kertay thay.

Kher agar tujhay muttah be-ghairati lagti hai to tujhay chahiye k apni books mein perh k woh kon se aurat thi jo muttah kwerwati thi Rasool Allah saww ki life mein :P

Asma bint abi bakar ka naam to suna hi ho ga,books bhari pari hain k woh muttah kerwati thi,ab agar muttah zinnah hai to yeh zinnah sab se pehlay tumharay 1st khalifah k ghar se shuru hua,kiya abu bakar ko ilm nahi tha k yeh be-ghairati aur zinnah hai aur meri beti yeh kaam kerwati hai ??

Agar ilm tha to sab se bara aur pehla be-ghairat wohi tha :P

ariba khan Group: Members  Joined: 01st Sep, 2012  Topic: 0  Post: 9  Age:  20  
Posted on:2nd Sep 2012, 2:07am
 

ariba

Assalam alaikum frnds...

plz ap sb meri bhi kuch help kro.mere love lyf me bhi problemm chal raha hai.asal me problem hai k mai jise chahti hun unka rishta kahin ho gaya hai.hum dono ne apne taraf se jo ho sakta tha kiya.bt ab dua k alawa koi rasta nahi hai.mai aisa kya krun k unki shaadi mujhse ho n sabki razamandi se ho.mai namaaz padhti hun n tahajjud k namaaz bhi padhti hun.aur har dua me unhe mangti hun.bt waqt bht kam hai.samjh nahi aa raha aur kya kru.plzzz... frndss aap log kuch suggest kijiye


WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:2nd Sep 2012, 3:11am
 

ariba khan

BIBI jab us ki mangani ho gai hai to usay bhool jao

is k ilawa ager aap namaz aur tahajud Allah ki raza k liyay perhtin to shayed ap ko aur sawab milta lekin ap perhty ho sirif is duniyawi mohabat k liyay jis ka islam main koi ijazat nhn

aur ap yeh bhi to nhn janty ho k jis mohabat k liyay ap sab ker rahi ho kal ko mil bhi jai to kuch na milay

kiun 75% love marrieges nakam hi hoti hain

19 saal ki ho apni taleem per dhiyan do aur walden ki ruswaai ka baes na bano

ariba khan Group: Members  Joined: 01st Sep, 2012  Topic: 0  Post: 9  Age:  20  
Posted on:2nd Sep 2012, 3:30am
 

ariba

abhi mangni nahi hui hai bs rishta hua hai.aur hai mai ibadat Allah k liye krti hun n dua krne ko kaha gaya hai,mangne ko kaha gaya hai.isliye mai duaon me unhe mangti hun aisa nahi hai k unke wajah se namaaz padhti hun.ye sb mai bht pehle se kr rahi hun.aap mujhe kuch aur suggest kroge plzzz...
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2431  Age:  48  
Posted on:2nd Sep 2012, 3:49am
 

ariba khan

ap ko kya suggest kerun kiun k jo sach hai ap ki samajh main nhn aai ga

ap is bat ko kiun nhn samjh rahi ho k aisi mohabat k liyay kehtay hain

THERE IS NO LOVE BUT ONLY LUST

ap ki hi nhn aj kal 99% mohabatain lust hoti hain

is liyay jab ap dono k gher walay hi razi nhn to ap kesay kuch ker sakty ho is k ilawa lerkay ko chahyay tah na k apnay maan baap ko ap k baray btata jab usi ne kuch nhn kaha aur rishta ho janay diya to ap kya ker sakty ho

is liyay usay chor do usay bhi koi khas dilchaspy nhn lagty ap main

ariba khan Group: Members  Joined: 01st Sep, 2012  Topic: 0  Post: 9  Age:  20  
Posted on:2nd Sep 2012, 5:40am
 

ariba

maine kaha na hum dono ne apne taraf se koshish ki.agr aap kuch acha suggest nahi kr sakte koi baat nahi.
ariba khan Group: Members  Joined: 01st Sep, 2012  Topic: 0  Post: 9  Age:  20  
Posted on:2nd Sep 2012, 5:41am
 

ariba

maine kaha na hum dono ne apne taraf se koshish ki.agr aap kuch acha suggest nahi kr sakte koi baat nahi.
1 2 3 4 5 6  >>
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012