sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 7:50pm |
|
|
piyara dear brother
main ne kisi k khilaf kuch nahi kaha hai, main ne yahan par wahi post kia hai jo Quran aur Hadith kehta hai.
forum k sab members mere bhaie aur behne hain, en k khilaf main kuch nahi keh sakta.
take care |
Piyara
|
Group: Members Joined: 21st Sep, 2008 Topic: 10 Post: 71 Age:
29
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 9:11pm |
|
|
Dear piyare SUNNY007 Main janta hoon k aap ne kisi k khilaf kuch nhi kaha or main aap se agree kerta hoon k aap ne jo kuch kaha wohi sab kuch QURAN or hadith kehti hain. main janta hoon k aap ka dil b saaf tha na k kisi ko takleef dena. i read your comments deeply. i feel you have much knowledge about Quran and hadith.but yar humein doosron k aqeiday ka b ahtraam kena chahiye.hum sab muslim hai kon acha or kon bad muslim hai, kon ghalat hai ko theek hai ye sab ALLAH janta hai. tum apni zindagi us tarha guzaro jo Quran Hadith kehti hai or jis tarha Hazrat MUHAMMAD(PBUH) ne guzari.ALLAH b khush ho ga or tumhare dil ko b sakoon milay ga. har insaan(MOSTLY) ko ALLAH ne mind dia hai us se us ko khud sochna chahiye k kia ghalat hai or kia theek hai? ager phir b kuch ghalat kare gay ALLAH ki zzat sab se aala hai. DONT WORRY
HAMESHA KUSH RAHO |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 9:51pm |
|
|
piyare yes
i totally agree with u |
muzaffar11
|
Group: Members Joined: 23rd Feb, 2009 Topic: 0 Post: 1 Age:
31
|
|
Posted on:23rd Feb 2009, 12:50pm |
|
|
Mera Ansr ye hain ke Agar Ladki shia hain ladka sunni hain
tu main yee chahata hoon ke Ladka wo ladki se shaadi na kare
kyun ke ladki shia hain aur shia ladki syed hain
aur ladka syed nahi hain. moula naraaz hoote hain ke syed ladki khair syed se
shaadi hoo
isliye main chahata hoon ke sunni ladka sunni ladki se shaadi kare
agar ladka shia hain ladki sunni hain tu ladka syed |
Zaara
|
Group: Members Joined: 01st Dec, 2008 Topic: 5 Post: 95 Age:
|
|
Posted on:31st Mar 2009, 12:57am |
|
|
zeb kiya shia sect k maulvi sunni sect k larke aur larki ka nikkah parha sakte hain? aur cort marriage ki islam mein kiya hesiyat hae? |
zeb
|
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13607 Age:
34
|
|
Posted on:31st Mar 2009, 9:23am |
|
|
zaara sorry dear
mujhey is barey mein sahi tarhan pata nahi hai
is liye main kuch nahi keh skta is barey mein |
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4251 Age:
30
|
|
Posted on:31st Mar 2009, 10:33am |
|
|
rE: Zara Agar aesi sorathaal hoti hai k nikaah k liyain shia mualvi k ilawa available na hon tou wo bhi nikah parha saktey hain, likin main surety se nahi keh raha per app dekhti hain k jab shia aur sunni larka larki apas main shadi kartay hain tou ek hi nikah khuan hota hai na k larki (shia hai tou) k liyain shia moulvi aur larka (suni hai tou) suni mualvi ho.........(observed)
Islam main ek valid nikah ki jo shartain hain agar wo pori hojati hain tou court marriage ki hesiyat dosre darjeh ki nahi na is say inkaar hai, requirements jo zarori hain unmain "2 reliable gawahon ka hona, larka larki ki razamandi ijab o kobool k zaryai (orally and written), larki k sarparaston ki razamandi (in case), aur akhir main meher .........agar court marriage main ye requirements pori horahi hain tou nikah valid hota hai, aur is tarha kiya jasakta hai court main......iskey ilawa agar marriage ko publically kiya jae tou ye zyada acha hota hai sunnat k nazaryai se......
|
koyal
|
Group: Members Joined: 17th Dec, 2008 Topic: 0 Post: 500 Age:
28
|
|
Posted on:7th May 2009, 7:29pm |
|
|
zara hum sab muslim hain zaara ye firqa wariat humne banayi hay my husband is shia n im sunni aur ALhamdolillah hum buhut khush hain hamare beech aisa koi masla nahi hoa aur na hi aisi koi baat jis se mujhe ikhtilaaf ho hum bas suni sunai baton pe yakeen kartey hain nikah koi bhi molvi parha sakta hay
court marriage hamari banayi cheez hay aur tab ke liye jab 2 baligh fareekain apni merzi aur pasand se shadi karna chahtey hain jabke unke ghar walay razamand nahi hotey tu kaanooni nukta nazar se court unko shaadi ki ijazet deta hay uske baad unke khilaf koi kanooni karwayi nahi ki ja sakti na hi us shaadi ko jhutlaya ja sakta hay ye us surat main jabke aisa koi khatra ho agar nahi tu molvi ke paas jakay bhi nikah kya ja sakta hay islam ki ruh se agar lakra larki aik doosrey ke liye khuda ko hazir nazir jaan kar aik doosrey ko kubool karen tu bhi nikah ho jata hay |
waseem08
|
Group: Members Joined: 27th Apr, 2009 Topic: 13 Post: 1304 Age:
33
|
|
Posted on:7th May 2009, 9:28pm |
|
|
please stop,,,, salam aplogo se ki c ne kuch ray mangi he na k apas me larai or han mere bahi ap apne dost ko usi k maslak k alim k pas lekr jay or un muhtrma ko b unhi k alim k pas lekr jay phr ap un dono ki ray khud maloom kare i m sure k wo dono ki ray badal jay gi q k jitne achey or elmi andaz me alim samjha sakta he koi dosra hrgz hrgz ny samjh sakta he or han meri trf se un dono k liye ek khas masage he k agr wo dono apne apne mazhab me waqeyi sanjidha he to phr meri baat zoroor mane...salaam |
zeb
|
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13607 Age:
34
|
|
Posted on:15th May 2009, 7:35am |
|
|
me also agreed to hitman |
cactus1
|
Group: Members Joined: 26th Aug, 2009 Topic: 0 Post: 2 Age:
32
|
|
Posted on:6th Sep 2009, 10:01pm |
|
|
Islam
Sunni ,Ahle hadith or duobandi k motabik shiya .....edit.... hain or on se shadi zaize nahe ap loog apni zuban snbhal k baat karain.jub kisi cheez ka pata nahe hota khas tor pe Islam k masle pe tu khama kha comments na diya karain take ap ka Emaan kharab na ho.or shiya larky ya lake se os waqat shadi ke ja sakti he jub wo apne akaid thek kar len.
|
paroot
|
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 67 Post: 1663 Age:
34
|
|
Posted on:7th Sep 2009, 1:10am |
|
|
koyal sis app ke dastaan sunn ker dukh hua. app ne dono ko bahur asaane se meela deya ... Nikah muslim ka muslim se hota hai na k muslim ka badmazhab ya kafir se... Aur ghareeloo zindagi mein problem jab aigee jab sunne ka imaan mazboot hogaa aur wo shia k aqaid k khelaaf khara hogaa agar uss ne apna iman ko ahmeeyat he na dee aur shadi karlee aur baad mein bhi koi behes na kee tu usse apne iman he ke parwaa nahi hai tu phir kaha se kuch hogaa aur khush halee he rahegee ghar mein |
hussain ja
|
Group: Members Joined: 06th Dec, 2007 Topic: 8 Post: 222 Age:
28
|
|
Posted on:7th Sep 2009, 1:11pm |
|
|
Moderator Moderator sy request krta houn ki above jo replies cuctus or paroot ny kiye hai un k khalaif action lia jaye warna may b chup nahi rahoun ga,,yaha kon muslim or kon kafer hai ye hoty kon hai faisla karny waly,,,,
hamay nazdeek wahabi kafer or murtid hain,,,ap donoun cuctus or paroot ager is p behs karni hai tu ajye may bata sakta houn ki kon kafer hai???????
apni zuban sambal k baat karain ainda may yaha mojood houn ager phir apni gandi zuban sy aisy alfaf boly tu dekhna ap k jo ....edit.... unk liye meri zubaan khula hai or wo sub bol doun ga jis ko sun k ainda aisi herkat nahi karo gy,,
ALLAH hafiz
Moderator plz take action againts them |
H/dr_Qasim
|
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 185 Post: 6552 Age:
37
|
|
Posted on:7th Sep 2009, 1:23pm |
|
|
g haaa yes can |
Bhimji
|
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1868 Age:
32
|
|
Posted on:7th Sep 2009, 3:20pm |
|
|
Shia Sunni marriage Aise bht se cases hamaray ird gird paey jaate hain jis main 2 mukhlif Islamic sects ke loag aapis main Nikkah kar ke reh rahe hain. Koyal ne apni misaal b de di. Hamari apni family main bht se aise cases mojood hain Jahan larka Shia tha aur larki sunni and vice versa. Kehne ka matlab hai ke aisi shadiyan na sirf ho skti hain bakeh ho rahi hain aur kamyabi se chal b rahi hain. Iss main kisi firqay ko bura bhala kehne ki koi logic nahin bnti jesa ke bauz members ki taraf se kia ja raha hai aur yeh thread aaj hi meri nazroon se guzra tou dukh iss baat par hua ke thread ke start se hi discussion ka rukh ghalat taraf morrne walay sahib aik qabl-e-Ehtram aur ilmi bnde hain jinhoon ne bjaey sawaal ka seedha sadha jawab dene ke aik nai behes ka aghaz kar dia aur kam ilm, nalayeq aur Jaahil logoon ko aik doosre par kufar ke fatway laganay main aasani ho gai. Herat iss baat par b hai ke Moderators b itna kch hone ke bawjood soey rehte hain. |
Azfar-K
|
Group: Members Joined: 01st Mar, 2009 Topic: 3 Post: 767 Age:
|
|
Posted on:7th Sep 2009, 4:05pm |
|
|
I agree with paroot,sunny007 and myrizvi bahi Kehne ka matlab hai ke aisi shadiyan na sirf ho skti hain bakeh ho rahi hain aur kamyabi se chal b rahi hain.
Baat chalne ki nahi hai yahan k couple khush hain ya nahi... |
Bhimji
|
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1868 Age:
32
|
|
Posted on:7th Sep 2009, 4:18pm |
|
|
Ok Apni apni soch hai lkn main inn teenu shakhsiyaat se bilkul b agree nahin krta kyun ke aise bht se cases mere saamne mojood hain. Couple khush hi hon tou aesi shadi chalti hai warna nahin. Bass baat zara taassub ki ainak utaarne ki hai jo ke makhsoos school of thought se belong krne walay mutassab logoon ke liay kafi jaan jokhoon ka kaam hota hai. |
haideri
|
Group: Members Joined: 29th Aug, 2009 Topic: 12 Post: 114 Age:
31
|
|
Posted on:15th Sep 2009, 4:29pm |
|
|
shia sunni bhai mere aap ko ek bat bata doun apne mazab se sab se zada muhabbat karo etni karo tumhari koi jan b lay lay tab b apne mazab ko mat chorna or is par hi chalna or hamesha is k sath hi chalna
yehhi tumhare liye bther he tum jante ho islam kitna pyara or sacha mazab he jis ki khusbo main rena bahut par sakoooq he
or main tumhain apni bat batata hon main ek larki ko pasand karta hon wo muslim nahi he or main tu muslim hona
maine us ko saaf keh diya tum muj se shadi karo gi tu tumhain muslim honah paray ga us ne ussi time keh diya muje manzor he muslim hona maine kaha sachay dil se hona ye nahi aj huhi kal se nahi rahin tu
or us ko main abi se dawat dera hon muslim hone ki wo acha khasa amal b shoro kar chuki he
meri bat karne ka maqsad ye he ager wo muslim nahi hoti tu main kabi b usse shadi nahi karta
muje apna mazab pyara he us ka pyar nahi
halake main usse bahut pyar karta hon bahut pyar mager apne mazab se zada nahi
ager wo muslim hone se inkar kardati tu tab main us ko chor deta pher kya fahhida us k sath muje pyar karne ka
ALLAH ki muhabbat k samnne kuch nahi he wo
or koi b
bas us ne meri bat mani inshallla agay manti rahay gi tu ek din bahut naiq orat hogi
AMEeen |
tena
|
Group: Members Joined: 30th Mar, 2009 Topic: 11 Post: 197 Age:
31
|
|
Posted on:15th Sep 2009, 5:55pm |
|
|
thats true shia sunni marriage men shia father ho ya mother buchy shia hi hoty hen. bcz shai's he ...edit... wo buchon ko buchpan sy hi apny aqaid pr laga dety hen. or esi shadiyan aksar nakam hi ho jati hen. i think esa nai hona chahiye. |
AZIZ BHAI
|
Group: Members Joined: 17th Aug, 2009 Topic: 2 Post: 10 Age:
25
|
|
Posted on:15th Sep 2009, 6:14pm |
|
|
Kafir se shaadi karni nahe chahe ye agar larki muslmaan ban ja aay to shaadi ho sakti hai, warna kafir ke saath shaadi nahi karni chahe ye. apne dost ko bolo ke pyar se bad kar EMAAN hota hai
Moderator Note: Dont use abusive words about other sects of Islam. |
|
For Detail Click On Page No: 1 2 3 4 5 6 7 >> |
|
|
| |
|