Maria_z
|
Group: Members Joined: 07th Mar, 2007 Topic: 28 Post: 259 Age:
26
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 1:00pm |
|
|
sunny sunny
ek case ab b mere aankhon k saamne guzar rahi hai, jis main leki k mother se ziada larki ka father apni beti ki zingagi barbaad karne par tula howa hai.
case kisai kah rahaye ho ... mujhe .. magar waja?
mai yaha sirf estimate he ker sakte hon, jubhi kaha ka his wife is mama's girl . by the way us ka father in law kis tarah kasor war hai .. kyon woai jorwo ka gulam hai es laye |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 1:22pm |
|
|
aliraza dear
agar sunday ko aap k susral wale baat karne na aaye to pir aap khud jaye, aur apni wife ko le aaie, aur jo main ne ooper bayan kia hai us ki roo se us ko samjaie |
Maria_z
|
Group: Members Joined: 07th Mar, 2007 Topic: 28 Post: 259 Age:
26
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 1:27pm |
|
|
sunny sunny sahab ya jo aap ferma rahe ho zara es per be roshani dalwo
ek case ab b mere aankhon k saamne guzar rahi hai, jis main leki k mother se ziada larki ka father apni beti ki zingagi barbaad karne par tula howa hai. |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 1:40pm |
|
|
maria ji haan aisa hi ho raha hai
main ne kuch ghalat to nahi kaha |
Maria_z
|
Group: Members Joined: 07th Mar, 2007 Topic: 28 Post: 259 Age:
26
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 2:29pm |
|
|
sunny sunny galat ne kaha toa jo sahe hai woai bata do , jo mujhe apne baraye mai malom ne sirf tumhe maloom hai |
khayali
|
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1432 Age:
26
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 2:32pm |
|
|
sunny kia kaha hai yar ap ny????????? |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 3:20pm |
|
|
maria aliraza ne jo situation bayan ki hai, kuch es tarha ka mamla hai,
lekin main us ko post nahi kar sakta, khwa makhwa topic divert ho jaiega |
Fariboy
|
Group: Members Joined: 11th Nov, 2008 Topic: 0 Post: 3 Age:
28
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 4:58pm |
|
|
Aik Mukhlisana Mashwara... As salam u alikum,
Dost sabse pehle to main apko yeh kehna chahta ho k nai zindagi k safar ki shrowat bilkul naye andaz se kare,, apni pichli tammat batain jo bilkul apki apni personal ho apne hadh tak rakhay, na kabhi apni b.v ko apni kissi girl friend k bare main bataye na hi kabhi ghalti se us se is bare main pochne ki kotahi kare,, ye baat yaad rakhay "baaz auqat zindagi main mazbooti se banaye gaye rishtay sirf aik ghalat fahmi ki wajah se toot jatay hai", apke ghar walo ka faisla bilkul theek hai Q ke ajkal k zamany ki baat kare to sirf ye chohti si cheez jiska naam mobile hai ne buhat baray fasadat ko janam diya hai, ap khush kismat hai k apne waledin k sath rah rahe hai unke har faislay main koi na koi hikmat chupi hoti hai Q k wo apne tajarbat k bina par baat kar rahe,
Dost main apko mashwara donga k agar apke ghar main ptcl ya koi wireless system hai to apko mobile phone apni wife ko lekar dene ki koi zarorat nahi, din main aik ya do baar phone karke kher kheriat pochlena behtar hai, or apni b.v ko apke bechain b rahne dain... baat zahan ki hoti hai lakin baaz auqaat aik chohti si ghalat fehmi apke banay banaye rishto ko nazuk mor par la sakti, wrong call, fake msg, number busy apke khadshat barha sakti, or aik baat agar mobile phone na ho to yahan ki baat wahan honay k chances b kam hotay aap shadi shuda hai samjhaygay is baat ko,
apne wada karke ghalti ki, phir b mera apko mukhlisana mashwara hai k koi wireless system lelay basic cheez contact main hi rahna hai, apka wada b pura hojayega or inshaALLAH koi prb b nahi aayegi.
Baqi meri duain apke sath hai. |
Adam
|
Group: Members Joined: 22nd Oct, 2008 Topic: 8 Post: 44 Age:
35
|
|
Posted on:28th Nov 2008, 7:55pm |
|
|
Dear Ali AA!
It is easy to love but very difficult to keep it up,,, but honesty and true love makes it easy to keep it up!
Give so much love to ur wife,,,, there remains no room for doubts in ur life........... It is extremely important. It is clear that u doubt ur wife,,,,,,,, this is not characteristic of love. when u love some one,,,, more important is her/his happiness.
Bud-gummaani say bacho!!!!!!!!!!!
If she wants and u have promised,,, get her the phone. OR Talk to her if u have any good reason to not to get her a phone,,, if she happily agrees, only then u may not get her a phone.
Jahezzzz!!!!!! Come on yaar!!! Larki kay parents apni larki tu day chukkay hain, ab is say zayada kya qeemti hae???????? Did u love the girl or the things u were expecting as jahezzz??? Now she is ur responsibility,, not her parent's. There is no point of feeling insult at all about this ''jahezz'' thing.
Remember no one is perfect!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! So don't expect perfect attitude from ur wife.
2ndly every two people are different. she has come from a different family. She needs time and care to understand and adopt environment of ur family............................................. and u shud also try to understand and changer a bit according to their environment.
Most of all............ keep good anger-manangement.................................... and never let devil take over u in anger.............. I believe that a man needs to keep more patience and care than a woman!
May Allah be pleased with us!
Allah Hafiz! |
aliraza008
|
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
30
|
|
Posted on:29th Nov 2008, 7:39am |
|
|
hello evreyone AOA,maria sis and sunny plz ap myra masla solve karay ap apas ma bhas mat karay plz k mother galat ha ya father.myri mama nay tuesday ko myri wife ko message diya tha k apni mama,papa,or big brother ko hamaray ghar bhejo humein khuch bat karni ha but us k bad un k ghar say 4 din ho gay hein koi phone or na koi milnay aya ha.buhat tension ha ghar may k wo kya chhatay hein. |
Maria_z
|
Group: Members Joined: 07th Mar, 2007 Topic: 28 Post: 259 Age:
26
|
|
Posted on:29th Nov 2008, 10:54am |
|
|
ali behter hai ka phir aap apne walda sai kahwo ka us ka father sai baat kerwo ya aap khud us ka father ko kahwo ka woai aap ka ghar aaye, agar ya be mozo ne toa phir biwi ko aik bar ghar la ker dekhwo. (kal khud us ka ghar jawo aur fone per bata dayina ka mai tumhe layine aa raha hon , phir dekh layina kia attitude hai us ki family members ka, father brother ka )
2 options he hai .. ya toa pehle baat ker le jaye ya phir us ko us ka ghar sai la ker poucha jaye kia masla hai ya samajhiya jaye ka kis tarah rahna hai. woai aap ke biwi hai aur aap usaye apne sath unhe per majbor ker sakte ho , 7 din kafi hote hai after 7 days woai aik din ka laye dubara be ja sakte hai. |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:29th Nov 2008, 11:15pm |
|
|
aliraza i agree with maria
agar aap k susral wale aa rahe hain to aap meri pichli posts dekie us se aap ko kuch na kuch help zaroor milegi,
aur agar nahi aa rahe to aap personally apne susar se mil lo, lekin khayal rakhna k aap dono k beech main guftugo k doran koi na ho.
un se saaf alfaz main keh dena k tum apni wife ko apne ghar lana chahte ho, aur tum us ko utna khush rakhoge jitna k Islam chahta hai, aur wo b apni zimadarian utna nibhaiegi jitna k Islam chahta hai.
mere khayal se es se behter baat koi nahi ho sakti
es k bawajood b agar wo na maane, to pir aap ne shariat k mutabiq apna farz nibhaya hai, pir aap jo karna chahehge shariat main koi rok thaam nahi hogi aap par, chahe to doosri shadi b kar sakte hain etc
agar wo aap ko force karni ki koshish kare, aur agar kuch demand kare to aap ka jawab yahi ho ga k Islam ek shohar ko us ki bv k bare main jo hukam deta hai aap us ko follow karoge aur aisa aap ki wife ko b karna hoga. |
aliraza008
|
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
30
|
|
Posted on:29th Nov 2008, 11:31pm |
|
|
WELL very nice reply both of you maria & Sunny by GOD ma b yahi soch rha tha k kal un ko again f9 kiya jay k hamaray ghar ayo warna 2nd option k ma us ko wapis lay ayo or samjhayo.mujhay ap 2ono ki last post buhat buhat achi lagi ap 2ono really may myray well wisher ho.sunnay ap ki ki 2nd last post pa b zaror amal karo ga.dont worry kal sunday ha myray liya dua karna baqi ma abi 6 bjay tak office may he ho khuch or advise kaan vahao to ujhay acha lagay ga.ap 2ono or suave buhat acahay ho. or ha married men problem may myri 1 post ha "What sort of blooding this is been" us ka reply b day wo b myri ha. |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:29th Nov 2008, 11:59pm |
|
|
aliraza u welcome dear
ham se jitna ho sakta hai ham koshish karenge k baghair kisi ko dukh hoie aap ki problem solve ho jaie |
aliraza008
|
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
30
|
|
Posted on:1st Dec 2008, 5:42am |
|
|
hello evreyone AOA,hope you are all fine.ma kal apni wife k ghar gya or usy wapis lay aya ho.lakin us k ghar walo ka behaviour bus normal he tha.her kisi nay gilla kiya k ap nay apni wife ko koi phone or na he milnay aya ma khamosh rha.then ma nay apni wife ko sub k samnay pocha kiya ap nay myri mam ka message nahi diya tha apny parnts or bhai ko to us nay kha ma nay apni mama ko nahi btay sirf papa or bhai ko btya ha.then ma nay us k papa ko pocha ap kue nahi aya to uno k kha ma theak nahi tha.khair ma kal apnay father in law ko keh k aya tha call my father.then ma nay rastay may apni wife ko khob samjhya k wo myri or myray parents ki respect karay baqi jo us nay jhot boly wo ma nay us say pochy to wo mukar gayi her jhot say problem ya ha k myray pas koi avidance nahi us k jhot k against ma chup kar gya.lakin ma dil say us say khush nahi ho kya karo ab???????????
2ndly kya mujay aynada apni wife k ghar jana chaey??????jha izat nahi hoti. |
Maria_z
|
Group: Members Joined: 07th Mar, 2007 Topic: 28 Post: 259 Age:
26
|
|
Posted on:1st Dec 2008, 1:01pm |
|
|
ali best of luck ... normal behaviour mai kia tha, jub tak kuch bataye ge ne toa hume kia pata chale ga.
agar aap ka father in law abhi be call ne kerte hai toa apne wife sai pouchwo ya usaye kahwo ka abh woai apne father sai baat keraye. by the way abh wife ghar aa ge hai abh aap ka parnets kia baat kerna cahte hai? jub aap na ya kaha ka respect my parents , tub biwi na kia kha tha?
Aap ki shadi ko kitni months howe hai, jub aap us ka parents ko izzat ne do ge toa infact woai be aap ka parents ko izzat ne daye ge. Tali donwo hathwo sai bajte hai, agar koiproblem hai toa apni wife ko kahwo ka aaj aap ka parents na esa behave kia hai.
Shadi sai pehle aap ka love kitni saal chala hai , mujhe toa lagta hai ya net love ka natija hai. Becoz u mention ur field IT in ur profile. |
aliraza008
|
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
30
|
|
Posted on:2nd Dec 2008, 6:37am |
|
|
dear sis AOA,hope you are fine.us k papa nay myray papa ko phone kiyab ha or jahaiz per b bat hoyi to unho nay kha eid say pehlay bhej day gay.or myray parents lynay per b razi ho gay hein.ma nay un ko samjhya tha k unho nay jo bi dyna ha apni byti ko dyna ha.lakin maria ab to ma usko keh chuka hoon ma ap k agar aynda nahi jao ga ap ko jana ho to cahli jana.ma ny kha respect my parents then she said they are first then you.un ki her lamha respect karoo gi.
shadi say pehlay almost 8 month on mobile or 5 time live milay b thay.
bilkul nahi ya arrange marraige thi khush problem hoyi 2ono k parnents may then hum 2ono direct ho gay to save our relation. myra proffesion I.T zaroro ha per aysa kam kabi nahi kiya.
|
Maria_z
|
Group: Members Joined: 07th Mar, 2007 Topic: 28 Post: 259 Age:
26
|
|
Posted on:2nd Dec 2008, 2:10pm |
|
|
ali magar fone kia sirf jahez ke baat ka laye kia giya tha? ya maat kahwo ka jo be dayina hai woai daughter ko dayina hai , jahez mai esi esi cheeze hote hai jo bamaksad hote hai lakin unhe dia jata hai diff reasons hai unh ke.
jo kuch woai de ge aap be toa use kerwo ge, phir youn kah lo ka jo be daye ge unh ke daughter aur us ka husband na he use kerna hai.
aap na esa kyon kaha ka ne jawo ga ... waja ne batai ka kia attitude tha ya kia ache tarah serving ne ki dinner ne kerwiya ya kia. Woai ya kah chuki hai ka respect keraye ge lakin jub aap us ka parents ko respect ne do ge toa us ka mind mai kia ho ga ka ya toa mere parents ke izat ne kerta
itni choti se baatwo per itni bare baat ne kah dayine cahaye . kal ko woai ya kahe ka alag ghar lo aur apne parents sai milne jawo lakin mai ne jawo ge toa kia feel kerwo ge.
shadi kerna asan hai nibhana mushkil ne hai lakin asan be ne , ilfaz wapis be laye ja sakte hai and i think u must go there. aik he bar acha attitude na hone per ya kah dayina bewaqoofi hai. behter hai ka chale jana hai agar toa bar bar yahe ho toa biwi sai kahwo toa phir koi action kerne wale baat be ho. ka biwi ko kaha hai lakin phir be koi respect ne kerta.
jis tarah shadi ka laye aik ho ge thaye esi tarah shadi ka baad ho jawo kyon ka shadi ka baad ziyada need hai. aap na apne dosra thread mai kaha hai ka love marriage hoe thi.
esa kesa kaam ... Cyber marriage koi bore baat toa ne hai . i have net friend who find soul mate from internet. bUt one of my friend also lose his love. |
Adam
|
Group: Members Joined: 22nd Oct, 2008 Topic: 8 Post: 44 Age:
35
|
|
Posted on:2nd Dec 2008, 2:10pm |
|
|
Mr. Ali As u want her to respect ur parents and she has promised to do so!!!!!!!!!!!!
You must also learn to respect her parents.
You should also learn that normal behaviour is ok,,,,, this is y it is called normal!!!!!!!!!!!!!
Treat her family the way u want her to treat ur family!
Allah Hafiz! |
Tariq_abc
|
Group: Members Joined: 20th Sep, 2008 Topic: 22 Post: 1094 Age:
31
|
|
Posted on:2nd Dec 2008, 5:16pm |
|
|
aliraza koi zarurat nahi mobile dilane ki |
|
For Detail Click On Page No: 1 2 3 4 >> |
|