butt jo baat aap ker rahy k main ager itna bura hon to woh kun mry saath rehna chahti hai ,baat yeh hai k jab insan gussy main hota hai to us k izbaan sey buhat aisi baty nikal jati ,mager is ka matlab yeh nai hota k aap us ko dill main bitha lain .ab ab aap ki bivi ka gussa bhi kum hua ho ga o us ko bhi ehsaas o gya ho ga ,ek dosary ko saathi bna ker kon ek dosary ko chorna chahy g ,larai to her gher main hoti hai ,mager is a yeh matlab nai k larai k baad mian bivi ek dosary k saath reh nai sakty .
dosara aap ny pocha k diorce matters buhat saal pending rehy hai ,/?aisa ho bhi sakta ja ager aap legally divorce na da or doo parties khamoshi sey baith jayen .nahi to 3 mheny man idvorce ho jati hi .teeno divorce akhathi nai di jaati her maheeny ek divorce hoti ek tlaaq dainy k baad adalat aap ko ek maheeny ka time daiti hai ta k mian bivi main musalhat ho jaye o acha hai .
behter to yeh k ap apni bivi ko ek or mauqa zaror dain .un ko wapis lay aye.or nai zindagi ka agaz ker lay .happy 123 ny bhi acha reply dia ha . |