Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Duties of Wife: Wrong Expectations

Articles   >>  General Articles
Menstrual Disorder
Causes and Treatment of Menstrual Disorder
Menstrual Irregularities
causes of Menstrual Irregularities
Menstrual Cramps
Relief From Menstrual Cramps
Painful Menstrual Cramps
How to Relieve Painful Menstrual Cramps
Sooth Group: Members  Joined: 18th Jul, 2007  Topic: 303  Post: 1941  Age:   
Posted on:19th Nov 2008, 6:33pm
 

Duties of Wife: Wrong Expectations

Duties of Wife: Wrong Expectations

 

Dear lady! aap apnay ghar ki mistress han wise aur understanding bunain.apnay expenses ka hisaab rakhain.apnay expenditures ko es tara budget krain ke ye aap ki wealth aur honour ko damage na kerain.doseroon se compete na kerain aur jelous bhi nah on.ager aap kisi woman ka nice dress dekhti han ya aap kisi friend ya relative ke ghar acha furniture dekhti han tu aap ye mat kahain ya force na kerain ke husband ko ke wo aap ko bhi lay ker dain ager wo afford nahi ker saktay ya phir un ko udhaar laina parh jaye.aap uss time tak wait kerain jab tak aap ka budget higher na ho jaye ya itni extra-saving na ho jayain ke aap non-essential purchases ker sakain.

 

Ye zyada ter aurat ki jayhalat hai aur khud gharzi hai jo wo bahot monety waste kerti ya doseroon se competition kerti hai.aisi women apnay husbands ko force kerti han ke wo udhar lain aur wo apni wives ki unsatisfiable demands pori kernay ma exhaust aur disgusting ho jaatay han.kabhi kabhi in problems ka sirf aik solution men ke liay divorce ya suicide rah jaata hai.
 

Wo women jo marriage ke true purpose aur meaning se aware nahi hotien wo es ko aik bondage sumajhti han jis ma husband ko us ski childish desires aur materialistic needs porri kerni hotti han.un ko aik husband chahiay hotta hai jo slave ki tara serve keray aur un ke money spend kernay ke way per object na keray.aisi women kabhi kabhi hudd se bhi barh jaati han aur kabhi kabhi husband se bahot zyada money ki demand kerti han aur husband ko debt ki wajja se ya ghar girvi rakhna parh jaata hai ya murder ya koi aur disastrous consequence es ka hotta hai.
 

Aisi women ko doseri women ke samnay sharminda hoona parhta hai.ager un ki high expectations ki wajja se divorce ho jaati hai tu wo children ke pyar se bhi deprived ho jatti han aur akeli life guzarni parhti hai.aisi women ke liay second marriage easy nahi hotti.even ager ho bhi jaye tu es baat ka koi yaqeen nahi hai ke marriage kamyaab rahay gi kuin ke koi bhi unreasonable bondage ko nahi rakhna chahta aur new husband bhi un ki previous huaband ki tara ya uss se better un ki demands ko porra nahi ker sakta.
 

Dear lady! Greedy bunnay ya doseri women aur un ke houses ko copy kernay se better hai apnay husband aur apni family ki well-being ke liay effort aur time spend kerain.ager aap ke husband fazool cheezoon per money kharch ker rahay hon tu apnay husband ko rokain aur mushkil waqt ke liay wohi paisa save kerain.

 

Hazrat Muhammad (S.A.W.W) ne fermaya: "koi aurat jo apnay khawand se agree nahi kerti aur ussay us ski istatahat se zyada kernay per majbour kerti hai,phir uss ke ammaal Allah accept nahi keray ga aur Qayamat ke roz uss per Allah ka ghazab nazil ho ga."

 

Hazrat Muhammad (S.A.W.W) ne fermaya: "koi aurat jo apnay husband se agree nahi kerti aur Allah ne ho ussay aata kiya uss per satisfy nahi hotti aur husband ko harshly treat kerti hai uss se wo demands ker ke jo wo porr nahi ker sakta tu aisi aurat ki ammal Allah accept nahi keray ga aur wo uss se angry ho ga".

 

Hazrat Muhammad (S.A.W.W) ne fermaya: Allah per faith rakhnay ke bahd sub se barri blessing compatible spouse hai."

1
Acne FAQ
Acne - In Depth Questions and Answers
Stroke
Stroke Signs and Symptoms
Sleep Disorders
Sleep Disorders - Types of Sleep Disorders
Anxiety
When Anxiety Medications Fail
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012