Mariaum Bachai ki sahat kaisa achi hoti hai. Bacha jab aurat ka pait mai hota hai to woh aurat ka jisim mai sai khana pura karta hai apna, calcium sab sai ziyada bachai ko jati hai aurat ka jisim mai sai. Agar aik aurat apni diet ka khayal nahi rakhaigi aur usko menses bohot pain hota ho to kiya uska bacha sahat mand hoga.. ghalat bat hai yah agar kisi na bhi apsa kaha hai.
Bachai ki sahat aurat ka khana penai mai hai, Pregnancy mai aurat ko 2 logo ka khana khana parta hai, Essi liya doctors advice kartai hain ka din mai 3 time ka bajai 5 time khana khaiin thora thora kiyu ka aurat ko vometting ziyada hoti hai... Es bat mai koi haqeqat nahi ka agar bleeding mai pain hoga to bacha sahat mand hoga..
Menses mai putee ka bohot ziyada ana, yah bhi normal hi hai. maina aj taq aisi koi bat nahi suni jo apna define kari hai upper.
Let see what other members comments are? |