Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 

What Are The Rules Of Iddat?

Religion and Culture   >>  Religious Information
 
 
 
whitecamel Group: Members  Joined: 16th May, 2007  Topic: 4  Post: 6  Age:  29  
Posted on:29th Jun 2007, 1:21pm
 

What Are The Rules Of Iddat?

Main yeh puchana cahti hun...... k idat k duran kia ap apni marzi ki shaid k liye dua kar sacte ho ya kuch par sacte ho? Meri friend ki divorce huye hay or ab wo apni  marzi se shadi karna chhati hay par ghar walo ki raza se to usay kisi bazurg ne kuch batiay ahy parne ko to kia wo yeh sab during idat kar sacti hay.... jo is bare main sahi se janta ho wo muje zaroor baiya main reply ka wait aorn gi thank you...
honey khan Group: Members  Joined: 14th Mar, 2007  Topic: 0  Post: 14  Age:  29  
Posted on:30th Jun 2007, 5:15am
 

Idat....k Doran

Allah Tallah nay apny bando ko her hal may dua kerny or shuker kernay ka hukam dia ha. Jee ha ap ki Dost bilkul Dua ker sakti hain or is k leye perhai bi ker sakti hain … Lakin is may thori ce Ahteyat ki zarorat ha… yani is doran wo kisi say bi Baqida tor per rishty ki ya sahdi ki bat kisi say bi nai ker sakti… yani na hi kisi ko peghan behjh sakti hain na hi kisi ka Shadi ka peghan per koi fisala ker sakti hain. Yani ager koi bi un say is doran sahdi ki bat kery to wo us ko yehi jawab dain k abi may idat may hon is leye is silsay may ap mujh say bad may bat kerain …tab us waqat Ha ya Naa may jo bi jawab ho wo day dain…. Cahay besakq un k dil may pehl say hi jawab maojod ho lakin idat k daron wo is  ka izhar nai keain…. Han koi un say sahdi ki neeyat rakhta ha to wo Apny beron k samny is k izahr yun ker sakta ha k ma is larki k leya rishat behjna cahta hon Idat k bad….. yani rishat ka pegham wo Idat k bad hi behjh sakta ha…

Or is k elawa zindgi k dosry mamlat may bi ap ki Dosat ahteyat kerain yani bilwaja ghar say bahir nai jana Fasahoin waly kapray nai pehna kissi k Ghar milny nai jana… kisi shadi may ya shoping kerny bazaar nai jana…

Han ager kissi Ourat ki majbori ha to wo apny kamo k leye bi ja sakti ha our Job bi ker sakti ha…. Lakin Ghar say job per or job say ghr tak, isi taran jis kam k leye gai ha sirf wo hi ker k lot aye ye nai k rasty may koi Behn ka ghar ha ya koi Aziz benmar ha to usy bi pochti jaon aik mint k leye … nai asy nia kerna… koshis kery k Maghrib say pehly Ghar ajye( majbori dosri bat ha k dear ho jaye office dur ha Trafic ki waja say ya Duty hi asye time may ha Jasy koi Dr waghaira) ici tran lipstick waghaira perfume say bi perhaiz kery …

Bat sirf ye hi k ye ap ka or Allah k doran ka mamala ha k ap ki Nayaat kia ha… Baqi wo sahdi zaroor kerain or behter ha k jaldi ker lain. Best of Luck

My Reply Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 2  Post: 2015  Age:  34  
Posted on:30th Jun 2007, 11:42pm
 

re: whitecamel

1. iddat ka asal maqsad yeh hai keh agar aurat pregnant hai tu woh pregnancy zahir ho jai. takeh confusion nahi rahe ke paida hone wala bachcha kis ka hai. mojoda shohar ka ya sabiqa shohar ka.

2. lehaza iddat ke doran ghar se bahir nikalna aur ghair mahram se milne, batai karne par pabandi hai. agar koi aurat job karti hai aur job chor nahi sakti tu phir woh bahir bhi ja sakti hai aur ghair mahram mardo se batai bhi kar sakti hai (lekin yeh sahoolat sirf majboori mai hasil hai).

3. lehaza iddat ke doran nimaz roza quran aur dua darood par koi pabandi nahi. agar ap doosri shadi ki dua kare gi tu is se pregnancy ke chance bilkul nahi hai. lehaza ap dua kar sakti hai. sirf woh kam nahi kare jis se pregnancy ke chance ho sakte hai. yani ghair mahram se milna
1
 
 
 
Erectile Dysfuncion
ED causes
Male Menopause
Male Menopause – Myth About Male Menopause
Health Advice From China
Male Sexual Health Advice From China
Food For Male Libido
Male Libido - Foods to Increase Male Libido Naturally

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.

© Copyright 2003-2017 www.forum.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us