Masturbation: Does It Related To Acne? Assalam-u-alikum Dr. Rizwan Shab, mera naam Muhammad Yousuf hai aur meri age 25 Years hai aur mein un-married hoon, Sir mera aap say sawal hai kay aap nay kaha hai kay masturbation (Hand Practice) mein koi side effects nahin hai. lakin mein jab bhi mein masturbation (Hand Practice) karta hoon tu meray chahray per peep walay daanay nikal aatay hain aur woh bohut hi takleef deetay hain, aur yeh takeeban 8 years say problem hai. Mein nay acne kay silsilay mein kafi skin kay doctors ko dikhaya hai magar woh mujhay medicine daytay hain magar kuch khaas faida nahin hota, mein nay doosray general doctor ko dikhaya magar un ka kahna hai kay meray paite mein garmi hai meri tu kuch bhi samajh nahin aaraha hai aap meri help karain kay.
Thanks..
|