reply: Method For Twin Pregnancy
40-200 million sperms mai say jo sperm sab say strong hota hai wo hi agay travel karta hai.. to agar 1 say ziada strong sperms hon ya 1 jaisay strong sperms to ho sakta hai ye sab,, (jo k insan khud nahi dekh sakta) ya phir 1 say ziada bar mubashrat ki jaey to chance ban sakta hai.. Aag thanks for the dua lekin yar twin say ziada dua na day dena ... twin hi kafi hai agar ho jaey 1 hi bar mai...
hangama: thanks for your dua... (action means harkat,, to bhai sab harkat mai hi barkat hai, harkat karonga to barkat hogi) raazdar: ye aik medical aur islam say related question tha,, as a muslim ham sab mantay hain k aulaad dena ya na dena Allah ka hath hai,, lekin har kaam ki medically/scientifically bi koi na koi waja hoti hai,, aur us waja ko jan-nay k liye manay ye question kia tha.. Example: kisi ko sugar ki bemari hai,, dr. nay kaha meetha mat khao,, lekin mareez nay meetha kha lia aur sugar khatarnaak had tak barh gaee,, ab wo mareez doctor k pas gaya aur pucha k "sugar barhnay ki waja kia hai",, to doctor nay btaya k waja hai k tumnay bad-parhezi ki meetha khaya... to mere bhai Allah nay uski sugar barha di lekin uski medically waja ye hai k usnay meetha khaya to uski sugar barhi.... aur agar koi ye sochay k meetha na kha kar mai Allah kay kamo mai haat mar raha hon aur muje doctor say nahi puchhna chahiye.. to ye to theek nai hai. ab 1 say ziada pregnancy Allah k hath hai , lekin medical science iski kuch na kuch waja batati hai, usi ko jan-nay k liye ye sab likha tha aur tum bi parho k kia waja hai k twin pregnancy ho jati hai....
|