answer your question saima iqbal:
mera sawaal ye hai k larkiyan jo apni baazu or taangon se baal remove karti hain.zeyada tar to wax k zariye baal utare jate hain.lekin main ne yahan norway me bohot achi quality ki machine li hai jo bohot jaldi hair remove karti hai.wo baalon ko jarh(root)se khainch k nikalti hai.or phir poora maheena baal nahi aate.ab main ne poochna ye hai k kya islam me ye jayez hai k hum baal remove karne k liye aisi machine ka istamaal karein jis mein loha ho.or kya hum aisi machine se pubic area se b baal utaar sakte hain.plz main thori confuse hun,aap jaldi jawab dein...........I am waiting
chanda-sis:
mera bhi yehi sawal hai key mein ye machine buy karna chahte hoon... but ye janana chahti hoon key keya ye jaiz hai key iss sey public area key hairs remove keye jaye.. iss key elawa ye jo lady shaving ke machine milti hai key who estam ke ja sakti hia ya nahi? or aggar ho sakey to hair removing ka best tareeka keya hai? cuz cream sey to skin bohat black hoti hai n hairs bhi bohat jaldi n zeydha strong nikal atey hain..
ans.apke swal ka jwab me bhut aahadees shareef hy or kafi masail bayan hy apki khidmat me ek hadees shareef or kuch masaile shareah ko pesh krne ki saadt hasil krne ki koshish krta hon,baa faddalallahotaalaa....
01.hadees shareef:sahee muslim me anas radiALLAHOanho se murwi hy khete hy k munche or nakhun tarashwane or bagl k baal oukhaarne or mouee zere nuaff moudne me hamare liye ye wqtt muqrrar kia gaya hy k 40 din se zyada na chure yani k 40 din k andr andr inn kamoo ko zaroor kr len.
abb kuch masaile shreahh:
01.mouee zare nauff door krna sunnat hy hr hfte me nahana or badn ko saff sutra rakhna or mouee zere nouff door krna mustahb hy or behtr jumuaa ka din hy or 15vee roz ko krna b jaiz hy or 40 roz se zaid guzaar na makarooh waa mamnoo hy or iss se b zyada krna abb ye makaroohe tehreemi me aajaygaa yani k haraam se qareeb qareeb ghuna me mouee zere nouff ustare se moundna chahiye or iss ko nouff k niche se shuro krna chahiye or agr moudne ne ki jagaah hurrtaal,chunaa ya iss zamane me baal urane ka subun chala hy uss se door kare yee b jaizz hy auraat ko yee baal ukheer daalna sunnat hy(durrmukhtaar,,aalamgiirii.)
02.bagl k baloo ka ukheerna sunnat hy or moundna b jaiz hy(ruddalmuhtaar)
03.behtr yee hy k gale k baal na moundaye innhe chure rakhe(ruddalmuhtaar)
04.naak k baal na ukhare k iss se mrzz aakellaa paida hone ka drr hy(aalamgiirii)
05.janabaat ki halat me na bal moundhe or na nakhun tarashwayee k makarooh hy(aalamgiirii)
saima iqbal or chanda-sis: isse zahir hojata hy k metal,rozor ka iss tamaal kia ja sakta hy balake issi se istamaal hota raha hy or auratoo ko ukherana inn zaaid baloon ko sunnat hy pr jo bayaan ki gy hy ouper wo b kr saktiiin hen umeed hy k apko kafii ho.
salaam..... |