Duties of Wife: Complaints and Grievances
Duties of Wife: Complaints and Grievances Koi aisa insaan nahi hai jis ko daily life se related problems aur grievances na hon.her kisi ko aisa insaan pasand hai jo sympathetic ho,jo trustworthy ho aur dooseray uss se apni jo us ski problems ko soonay.laikin yaad rakhnay ka point ye hai ke "her cheez ka time aur place hai".her kisi ko proper time aur complain ka occasion realize kerna chahiay.kuch ignorant aur selfish wives apnay husband ke porra din qaam kernay ke bahd un ki thakawat aur nervousness ka khayal nahi ketien.un ki sprit regain kernay ke liay 1 ya 2 hours wait kernay ki bajaye wo un se attach ho ker apni complains ka office khol daiti han.misaal ke tor per wife kahay gi: "tum ne mujhe in bachoon ke saath chorr diya aur khud chalay gaye.ahmad ne front dorr ka glass torr diya.aik daughter ne fighting start ker di.main kids ke noise se crazy ho gayi.hasan bilkul bhi study nahi kerta aur us ski school report poor hai.main porra din qaam kertti rahi ab main bahot exhaust hon aur meri baatain soonay wala koi bhi nahi hai! Ye kids house work main bilkul help nahi kerty.main wish kerti honk e mera koi kid na hotta!by the way aap ki sister idhar thi porra din.mujhe nahi patta uss ke saath kya wrong hai,wo aisay act ker rahi thi jaisay mainay uss ke father ki inheritance swollen ker li ho.khuda mujhe aap ki mother se save rakhay!wo meray beechay meri burayiyan kerti han.main es sub se fed up hon.mainay aaj apni finger ko knife se badly cut off ker liya ai. main wish kerti honk e main aaj Muhammad ki wedding per bilkul na gayi hotti.aap ko Rashid ki bivi dekhni chahiay.kitni zaberdast lag rahi thi.Allah mujhe bhi aisi hi luck day.kuch men apni wives se bahot pyar kertay han aur un ko beautiful things purchase ker ke daitay han.wo real husbands hottay han.jab Rashid enter hua tu her kisi ne us ski respect ki.ye saach hai ke prople uss main interested hottay han jo aap ne wear kiya hua hotta hai.jo uss ke pass hai kya mujhe nahi mil sakta?wo meray samnay show off kuin kerti hai?oh haan wok hush qismat hai uss ko aisa husband mila jo uss se pyar kerta hai.wo aap ki tara nahi hai! Main mazeed es ghar manahi rah sakti,aap ki aur children ki look after kertay huay.isliay keroo jo aap ka dil kerta hai! Es qisum ka attitude incorrect hai.es qisum ki women sumajhti hank e un ke husband morning ke time kisi picnic ya pleasure-ride per jaatay han.men ko din ma 100 maslay hottay han.dear lady! Aap ko nahi patta aap ke husband work ke doraan kis kis mushkil ko face kertay han.aap ko nahi patta ke kitnay rude aur obnoxious logon se un ko porra din wasta parhta hai.so jab wo ghar ayain tu aap ki sari complains paish keranay ka wo sahi time nahi hai.un ko aik mard hoonay per guilty nahi feel kerna chahiay.achi bunain,sumajhedar aur respectful bunain.ager aap ne grumbling aur nagging se un ki worries main izafa ker diya tu wo ya tu row start ker dain gay ya ghar hi chorr jayain gay aur kisi café,cinema ya friend ya relative ke pass jayain gay ya phir street main walk kertay rahain gay.
Esliay dear lady! Khuda ke wastay,apni es inopportune moments per complaining ki habit ko chorr dain.koi suitable time find kerain phir un ke samnay genuine problems paish kerain na ke complain kerain aur aik consultative way main.es se wo irritate bhi nahi hon gay,worries bhi zyada nahi barhain gi aur family bond bhi secure rahay ga. "Allah ke Rasool (S.A.W.W) ne fermaya."usss aurat ki duayain jo apnay husband ko zubaan se tease kerti hai,Allah kabhi accept nahi kerta, even wo porra din rooza rakhti ho,her raat worship ke liay uthti ho,kuch slaves ko aazaad kiya ho aur Allah ki rah main dolut di ho.aik bad tongue woman jo husband ko hurt kerti ho es tara pelhi person ho gi jo dozukh main jaye gi." "Allah ke Rasool (S.A.W.W) ne fermaya." Jannat ki horaain uss aurat se kahti han jo apnay husband ko abuse kerti han ke: 'Allah tumhain marr day.apnay husband ke saath misbehave mat keroo.ye aadmi tumhara nahi hai tum e ski haqdaar hi nahi ho.jald hi wo tumhain chorr day ga aur humari teruf ah jaye ga." Main nahi jaanti ke aisi aurat ko grumbling se kya hasil ho ga.ager woe s se husband ki attention attract kerna chahti han ya show off kerna chahti han tu es se opposite hi ho ga aur wo bahot annoy hon gay.Ager wo un ka plan husband ko distress kerna ya koi psychological problem daina hai jo un ko artificial addictions ki teruf lay jaye tu wo right track per nahi han. Dear lady! Ager aap apnay husband aur family ki care kerti han tu phir aap ko apna ye improper aur illogical attitude chorrna ho ga.kya aap ne kabhi soocha hai ke aap ka ye attitude aaap ki family ko break bhi ker sakta hai? "aik doctor court main kahta hai ke mainay apni porri marital life main kabhi bhi wife ko proper way main act kertay nahi dekha.humaray ghar humesha mahool upset hi rahta hai.wo humesha shout aur abuse kerti hai.main usss se fed up hon".kuch money pay kernay ke bahd uss ne divorce day di aur uss ne joyfully kaha,"ager wo meray se sari dolut chahti aur saath medical degree bhi tu main uss ko day ker uss se pelhay hi peecha chorra laita".
|