Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Boys Cheating VS Girls Cheating

Non Medical Discussion   >>  Society and Culture
 
 
 
janumanu Group: Members  Joined: 23rd Sep, 2008  Topic: 7  Post: 41  Age:  35  
Posted on:11th Nov 2008, 12:18pm
 

Boys Cheating VS Girls Cheating

Asslamualikum

Dear All

i want to know kon zayada cheating kertay hain. becs ajj kal ya bahut hee ghalt baat chal niklee hay jis kee waja say trust khatam hota jaa raha hay aik dosray say becs jo achay loog be hota hain un kay saath b cheating hotee hay aur wo b dobara kisee per trust nain kertay. 

Boys girls kay saath ya Girls Boys kay saath.

I need personaly experience of members.

KNIGHT Group:   Joined: 31st Dec, 1969  Topic: 18  Post: 259  Age:   
Posted on:11th Nov 2008, 3:55pm
 

@ Janumanu

My Friend, When ALLAH said that dont make relations with na mehram then you must follow the rule of ALLAH , otherwise get ready for cheating because there is no gurantee from ALLAH on this matter......

APP ALLAH kay saath dhoka kartey ho uskay hukum par amal na karkay tou ALLAH TALAh ki kitna bura lagta hoga likin appko nahi lagta, ab agar yehe baat apkay saath hote hai to appko wo cheating lagti hai, bura lagta hai, app dewanay hojatay ho, mohabbat say believe ut jataa hai apka, apko loag buray lagtay hain

main baat yehe hai k boy girl k relation ka tasaawur  muslims main shadi saypehle  bilkul hai hi nahi, bakii bataian baad ki hain mere friend
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 97  Post: 5354  Age:   
Posted on:11th Nov 2008, 7:50pm
 

janumanu bhai

is kam me donu aik se barh ker aik hain..kisi me kami nahi...

haan per main nahi kerti....I am a achi bachi...lolz
raazdaar Group: Members  Joined: 18th Nov, 2007  Topic: 38  Post: 369  Age:  23  
Posted on:12th Nov 2008, 12:40am
 

Re:-janumanu

SALLAM TO ALL FRIENDS

Main aik baat app ko saaf karna chahata hon kai ISLAM main boyfriend/girlfriend ka relation hai hi nahin. App ka sawal faida hi nahin hota. ALLAH ka khoof karoo kisi ki behen ki taraf bori nazar sai na daikoo. Agar aik insaan ki niyat saaf ho aur shadi karnai ki ho phir to koyee muskil nahin lakin agar sirf waqt guzarnai kai liyai aisa kiya jayee.To yai bilkul hi mana hai ISLAM main.

Is tarah kai sawalat karnai walai aur uska jawab dainai walon ko mairi aik guzarish hain kai plzz jawab daitain waqt yai na bolain kai ham musalman hain.Aur hamain dunya main isi maqsad kai liyai baija giya hai kai ham ALLAH ki baijai hoyee Qur'an ki tilawat karain aur us par amal karain.Umeed hai mairi baat app sab ko samaj agayee hongi.ALLAH hamain shaitan kai banayee hoyee raston sai door rakai aur hamain naiki karnai ki tofeeq dain.AMEEEEEEEEEEEEEEEEN

NOTE:-sorry if my words hurt anyone.

TAKE CARE

ALLAH HAFIZ

zeb Group: Members  Joined: 18th Aug, 2007  Topic: 114  Post: 13612  Age:  31  
Posted on:12th Nov 2008, 4:17am
 

yes

im also agreed
sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4216  Age:   
Posted on:12th Nov 2008, 5:12am
 

my openion

jesa k s4u ne kaha k dono main se koi kisi se kam nahi,

aur agar es baat ko b hataya jaie k Islam main boyfriend aur girlfreind ka tasawur nahi to pir b muhabbat ek aisi cheez hai k ye ho hi jati hai, pir sawal ye paida hota hai k jab muhabbat ho jaie to pir kia keia jaie, es ka soltion ye hai k larka larki apni personal relations k bajaie apni pasand parents k saath pesh kare lekin es k lie parents ka b sanjeeda hona lazmi hai, parents ko apne bachon k feelings aur Islam k hukum k bare main maloom hona chahie. jab larka larki apni pasand apne parents k samane rakh le to pir baqi saari zimadari b wo apne parents par hi chor de.

i asure u k pir na larki ko cheater kaha ja sakta hai aur larkey ko.

q k jab baat buzargon aur gawahon tak pohoch jaie to pir cheating ka khatra 99% kam ho jata hai

cosmo Group: Members  Joined: 18th Apr, 2007  Topic: 23  Post: 272  Age:  40  
Posted on:12th Nov 2008, 5:24am
 

I think that

Girls help boys (men) to cheat their wives.

A boys/man alone can't cheat his wife.
peace full Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 30  Post: 437  Age:  22  
Posted on:20th Nov 2008, 6:29pm
 

re:janu

waqt k saath saath sawal bhi badal gaye...

mene samjha aap exams me cheating k hawale se pooch rahe ho per jab topic parha to yanhan mamla hi kuch aur hai...

actually ye cheating jo hai na wo flurt karne wale ek doosre se karte hain..jo reletion me serious nai hote phr ek doosre se cheating karte hain... aur jis se saath cheating hoti hai us ko Allah ka shukar ada karna chaheye k uski us se shadi nai howi werna sari life cheater k saath bitani parti...

per larkion k chaker me paro e nai to cheating ka shikaar kaise banoge ??

saahilbhai Group: Members  Joined: 31st Oct, 2007  Topic: 17  Post: 971  Age:  27  
Posted on:21st Nov 2008, 12:10am
 

agreeb to all

sab ne sahi kaha hai magar mujhe koi personal experience nahi hai aur karna bhi nahi hai becoz i m also acha bacha.
1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012