Duties of Wife: Be a Mother to Him
Duties of Wife: Be a Mother to Him Preoccupation aur illness ke time,her doseray ko kisi aisay insaan ki zuroorat hotti hai jo ussay nurse keray.aik nurse kisi ill person ki tremendously recovery ko love aur kindness se assist kerti hai.men small children han jo grow up huay han.un ko abhi bhi motherly care chahiay hotti hai.jab aik mard kisi aurat se shaadi kerta hai tu wo yehi expect kerta hai ke illness aur difficulty ke time uss ki mother ki tara uss ko treat aur care keray. Dear madam!jab aap ke husband ill hon tu un ki usual se zyada care kerain.apni sympathy ko express kerain aur ye pretend kerain ke aap really upset han un ki illness se.un ko comfort dain aur un ki her requirement ke liay prepare rahain aur children ko khamoosh rakhain usband ko relax rakhnay ke liay.ager un ko kisi doctor ya medicine ki zuroorat ho tu es tara hi act kerain.wo food cook kerain jo un ko pasand ho aur jo un ke liay sahi ho.un se un ki health ke baray me poochain aur koshish kerain ke un ke saath hi stay kerain jitna possible ho.aik daffa jaghain aur husband se ja ker poochain un ki ab kya halat hai aur ager wo jagh rahay hon tu un se sorrow express kerain.un ke room ko daytime silent rakhain.aap ki care un ko jald recover hoonay me help keray gi.wo aap ki efforts ko appreciate kerain gay aur aur bhi zyada pyar kerain gay es ke ilawa wo aap ke saath bhi aisay hi kerain gay jab aap ill hon gi. "Allah ke Rasool MOHAMMAD (S.A.W.W) ne fermaya:"aurat ka jihad ye hai ke wo apnay husband ki achi tara care keray".
Note: Dont start more than 2 topics in a day.
|