Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Rear Entry Sex Position - Variations - Aagey Peechey 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
50633
 
Rear Entry Sex Position - Variations
  1. Aurat bister kay kinarey per mu'nh doosri taraf kar kay ghutno'n kay bul bethti hai, khawand peechey khara hota hai, iss position mein dakhool hota hai, biwi ka ser jitna neechey hoga, dakhool utna hi gehra hoga. Khawand bazer ko mushta'il kar sakta hai biwi khud bhi apney bazer ko mushta'il kar sakti hai jo kay biwi kay orgasm kay husool kay liye bohut mufeed hai.
  2. Yeh tariqa qadrey mushkil hai magar iss mein dakhool gehra hota hai iss tariqey ko mu'asser istimaal kay liye ehtiaat aur mushq ki zaroorat hai iss position mein biwi bister kay kinarey per hoti hai uska wazen uski kuhniyo'n per aur pa'on zameen per hotey hain khawand uskay peechey farsh per kharey ho kar uski dono'n taango'n ko iss tarah uthata hai kay khawand ki taangei'n biwi ki taango'n kay darmyan hoti hain biwi ki taangei'n khawand ki naaf kay baraber uss kay jism kay donon taraf hoti hain, iss position mein dakhool gehra hota hai agar biwi ka wazen zyada ya khawand kamzor ho to usey biwi ko sambhalney mein diqqat hoti hai iss tariqey mein aurat kay hassas hisso'n ko hath sey mushta'il nahin kya ja sakta.
  3. Biwi mu'nh neechey kar kay bister per laet jaey mian biwi ki kamar per iss tarah laetey kay uski raanei'n biwi ki raano'n kay ander hun phir khawand biwi kay jism ko darmiyan mein sey ooper uthaey aur uss kay jinsi lubo'n ko kholtey huey zakar ko ander daakhil kar dey stroke lagatey huey uss kay jinsi lubo'n ko sehlaey.

 

 
 
<< Next       Prev >>
6869707172737475767778
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012