Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Withdrawal (uzul) ki wajah sey mard sex sey bharpoor lutf andoz nahi hota. Kyun kay iss ka dheyan inzal ki taraf hi rehta hai. Tahem Withdrawal (uzul) kay koi burey asraat nahi hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Birth Control Methods - Withdrawal - Uzul  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
61505
 
Birth Control Methods - Withdrawal - Uzul

 Withdrawal (uzul) Birth control ka sab sey qadeem tariqa hai magar ab bhi puri duniya mein use ho raha hai. Birth control ka yeh koi bohut useful tariqa nahi hai. Iss ki nakami ki sharah 25% hai.

 

    Yeh baat Allah Ta'ala kay nabi Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ney 1400 year pehley batadi thee. Sahaba e karam ney uzul (withdrawal) kay barey mein sawal kya kay uzul karna kaisa hai. Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ney farmaya kay kya tum aisa kartey ho 3 bar yehi farmaya. Phir farmaya kay jo jan qayamat tak duniya mein aanay wali hai woh zaror aaey gi. (Bukhari)

 

    Inzal sey pehley jinsi uruj mein mani kay chand qatrey nikal jatey hain inn mein bhi sperm ho saktey hain. Iss sey bacha paeda ho sakta hai. Baaz auqat mard jinsi jazbaat ki shiddat ki wajah sey zakar ko baher nikaltey huey inzal ho jata hai. Iss mein inzal faraj kay ander to nahi hota magar iss kay ooper ho jata hai jis ki wajah sey sperm faraj kay ander ja saktey hain. Baaz auqat fard zakar ko baher nikal hi nahi pata aur roknay kay bawajood faraj kay ander hi inzal ho jata hai. Baaz auqat iss wajah sey fard early inzal ka shikar ho jata hai. Withdrawal (uzul) ki wajah sey mard sex sey bharpoor lutf andoz nahi hota. Kyun kay iss ka dheyan inzal ki taraf hi rehta hai aur lutf ki taraf kam tahem iss tariqey kay koi burey asraat nahi hain.

 

    Allah Ta'ala kay piyarey Nabi Hazrat Muhammad (P.B.U.H) kay daur mein sahaba karam Withdrawal (uzul) kartey thay.

 
Birth Control Methods - Withdrawal - Uzul
 
<< Next       Prev >>
191192193194195196197198199200201
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012