Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Iss waqt duniya mein birth control kay bohut sey tariqey raij hain. Kuch qadeem, kuch jadeed.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Birth Control - Zabt e Wiladat 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
65097
 
Birth Control - Zabt e Wiladat

    3.  Bohut si khawateen ki khwahish hoti hai ka en kay bachon ki paeda'esh kay darmiyan 2 ya dhaee saal ka gap ho kyun ka yeh en ki aur inkay bachon ki sehat kay liye mufeed hai. Quran sey bhi iss tarhan ka irshad milta hai. Jis mein bachon ko 2 saal doodh pilaney ka zikar hai.

    4.  Baaz khawateen ko mukhtalif tests ki madad sey pata chal jata hai ka en kay bachey normal naa hungai. Iss sorat mein woh pregnant honay sey aitraz karti hain.

    5.  Parents ki baaz bemariyan bachun ko muntaqil ho sakti hain .Iss sorat mein bacho ki paeda'esh ko control kiya jata hai.

    6.  Baaz auqat mother ki kharab sehat mazeed bachun ki ejazat nahi deti.

    7.  Mulazimat pesha khawateen ziyada bachey nahi chahtiin. Kyun kay ek waqt mein ek hi kam bahter ho sakta hai, bachon ki perwarish ya mulazimat.

 

    Iss waqt duniya mein birth control kay bohut sey tariqey raij hain. Kuch qadeem, kuch jadeed. Kuch kam kamiyab aur kuch ziyada kamiyab. Kuch ka enhisar mardon per hai aur kuch ka khawateen per. Birth control kay kuch ahem tareeqey neechey mojood hain. 

  1. Uzul (Withdrawal)
        Iss tariqey mein mard anzal kay qareeb zakar ko faraj sey bahir nikal leyta hai aur mani (semen) ko faraj sey bahir kharij karta hai.
 
Birth Control - Zabt e Wiladat
 
<< Next       Prev >>
190191192193194195196197198199200
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012