Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Infertility in men (Mard mein banjhpan) kay amooman 2 reasons hotey hain.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Infertility In Men - Banjhpan  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
127254
 
Infertility In Men

 Delivery kay baad aurat kay jinsi response mein 50% kami aa jati hai. Magar 3 weeks kay baad iss ki jinsi khwahish wapis aa jati hai aur woh normal hojati hai. Jaisey kay pehley bataya ja chuka hai kay Master aur Johnson kay mutabiq delivery kay 3 weeks baad mubashrat (intercourse) ki ja sakti hai lekin agar aurat ko blood aa raha hai ya operation hua ho to blood kay band honay aur zakham kay sahi honay ka wait karna chahiyie.

 

Banjhpan (Infertility)

 

    Jaisa kay peechey bataya ja chuka hai kay agar rozana ya ek din chor kar baeza raezi kay kareeb humarey bataey gaey tariqey kay mutabiq mubashrat (intercourse) ki jaey aur phir bhi ek saal mein pregnancy na ho to ghalib imkaan yehi hai kay mian biwi mein sey koi ek ya donon banjh hain. American research kay mutabiq wahan 12% log aulad paeda karney kay qabil nahi. Ek research sey maloom hua kay infertility waley afraad mein sey 33% mardon mein naqs hai aur 33% aurton mein aur baqi donon mein. Ek doosri research kay mutabiq 40% mard infertility ka shikar hain.

 

    Ooper bataey gaey tariqey per amal karney kay bawajood agar biwi ek year kay baad bhi pregnant nahi hoti to masla ki wajah jannay kay liye sab sey pehley mard apney aap ko check karey. Mard mein banjhpan (infertility in men) ki amooman 2 reasons hotey hain.

  • Sehatmand sperms hotey hi nahi.
  • Sehatmand sperms ki tadaad kam hoti hai.

 
Infertility In Men - Banjhpan
 
<< Next       Prev >>
185186187188189190191192193194195
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012