Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Woh khawateen jo miscarriage (asqaat e hamal) ya abortion ka tajurba kar chuki hain, inn kay liye behtar yeh hai kay woh pregnancy (hamal) kay poorey arsey mein ehtiat karein.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Pregnancy And Miscarriage Risk - Asqaat e Hamal  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
120475
 
Pregnancy And Miscarriage Risk - Asqaat e Hamal

 Master and Johnson kay mutabiq bachey ki paeda'esh kay 3 week baad aurat sehatyab ho jati hai aur iss sey mubashrat (intercourse) ki ja sakti hai. Iss doran mein iss ki jinsi khwahish wapis aa jati hai.

 

    Woh khawateen jo miscarriage (Asqaat e Hamal) ya abortion ka tajurba kar chuki hain, inn kay liye behtar yeh hai kay woh hamal (pregnancy) kay poorey arsey mein khusoosan pehley chand weeks aur last weeks mein mubashrat (intercourse) aur doosri jinsi sargarmi jis kay nateejey mein aurat orgasm hasil karey, bachna chahiyie. Kyun kay orgasm ki hamil jinsi sargarmi sey miscarriage (Asqaat e Hamal) ka khatra barh jata hai. Iss tarhan kuch doosrey mahireen kay mutabiq hamal kay last 6 week mein behter yehi hai kay mubashrat (intercourse) na ki jaey.

Last weeks mein mubashrat (intercourse) ki wajah sey labour pain pehley shuru ho sakta hai. Iss tarhan bacha waqt sey pehley paeda ho jata hai.

 

    Hamal (pregnancy) kay pehley 6 maah tak to aam halat ki tarha mubashrat ki ja sakti hai aur itni hi bar ki ja sakti hai jitni bar pehley hoti rahi hai. Albatta last month perhaez  karna zyada zaroori hai. Iss doran mein biwi mian ko mutabadil tariqon sey jinsi sukoon muhayya karey. Pregnancy kay doran mein khusoosan last month mein mubashrat (intercourse) ka missionary method yani aurat neechey waley method ko bilkul tark kardiya jaey. Albatta shuru kay dinon mein 1 or 2 month mein yeh tariqa use kya ja sakta hai. Pregnancy kay doran mein mubashrat (intercourse) ki sab sey behtar position pehlu ba pehlu hai. Iss kay elawa aagey peechey aur aurat kay ooper wala tariqa bhi use kya ja sakta hai. Pregnancy kay last kuch weeks kay doran mein missionary method use karney sey jhilli qabal az waqt phat jati hai aur bachey ki paeda'esh qabal az waqt hojati hai.

 

 
Pregnancy And Miscarriage Risk - Asqaat e Hamal
 
<< Next       Prev >>
184185186187188189190191192193194
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012