Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Masaney kay munh kay qareeb ek ghudood hota hai jisey prostate gland kaha jata hai. Prostate gland sirf mardon mein hota hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Male Genitalia: Prostate Gland - Cowper Gland - Mardana Jinsi Aaza  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
 

Total views since 15 October 2009:
94334
 
Male Genitalia: Prostate Gland - Cowper Gland

Prostate Cowper Gland 

Mard kay masaney ki pichli taraf do naaliyan hoti hain jin ko mani (seminal fluid) ki thaeliyan (seminal vesicles) kaha jata hai, mani ka ek hissa inn naaliyon mein tayyar hota hai, yeh naaliyan har waqt kam karti rehti hain, jis ki wajah sey mani ki tayyari ka amal har waqt jari rehta hai. Yeh naaliyan amooman 3.5 din ba'ad bhar jati hain.

    Masaney kay mu'nh kay qareeb ek ghudood hota hai jisey prostate gland kaha jata hai iski shakal akhrot jisi hoti hai yeh sirf mardon mein hota hai, aurton mein nahin hota. Iss mein inzal kay waqt ek khas ratoobat nikalti hai jo mani mein shamil ho kar iska hissa ban jati hai. Prostate ki ratoobat mein sperms kay liye khoorak hoti hai. Prostate gland kay neechey peeshab ki nali kay qareeb ek aur gland hota hai jo cowper's gland kehlata hai. Jinsi haejaan mein ya inzal sey pehley yeh gland shaffaf ratoobat kay ek do qatrey kharij kar deta hai. (Hyde)

 
Male Genitalia: Prostate Gland - Cowper Gland
 
<< Next       Prev >>
5354555657585960616263
 
Tell a Friend
 
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012