Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Nikah is the best solution of zina. Zina ki teesri sooratyeh hai kay kuch log jaanwaron kay sath jinsi fael kartey hain. Yeh na sirf ek bohut bara gunah hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Nikah Is The Best Solution Of Zina  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
97939
 
Nikah Is The Best Solution Of Zina

Teesri Soorat

    Kuch log jaanwaron kay sath jinsi fael kartey hain. Yeh na sirf ek bohut bara gunah hai bul  kay iss sey fard ko bohut si jinsi beemariyan lag jati hain. Iss tarah ki harkat shehron mein kam aur dehaton mein zyada hoti hai. Jaanwaron ko churaney waley naujawan amooman iss mein mulawwis ho jatey hain. Islam mein aisey fard kay liye sakht saza hai.

Zina Ka Hal - Solution Of Zina

    Hazrat Abdullah bin Mas'ood sey marvi hai kay Rasool Allah ney farmaya "Aey naujawanon tum mein jo koi nikah ki isteta'at rakhta hai woh nikah karey kay yeh ajnabi aurat ki taraf nazar karney sey rokney wala hai aur sharam gaah ki hifazat karney wala hai aur jis mein nikah ki isteta'at nahi woh rozey rakhey kay roza qatae shahoot hai" (Bukhari, Muslim)

    Zina ki jin wajoohaat ka guzishta auraaq mein zikr hua hai unka tadaruk kya jaey. Bey hayaee, uryaani, bey pardagi, fahaashi aur makhloot majalis waghaera ka khatima kya jaey. Sports aur doosri masbat sargarmiyon ko farogh diya jaey.

 
Nikah Is The Best Solution Of Zina
 
<< Next       Prev >>
5051525354555657585960
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012