Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

The Jihad of the eyes - start today!

Articles   >>  Islamic Articles
Dermoid Cysts Facts
Dermoid Cysts - the Facts
Sanitary Pads
Tampons Or Pads?
Menstruation Products
Instead Softcup: the Tampon Alternative
Women's Health
Tampon Troubles
Sooth Group: Members  Joined: 18th Jul, 2007  Topic: 303  Post: 1941  Age:   
Posted on:12th Sep 2008, 2:52pm
 

The Jihad of the eyes - start today!

The Jihad of the eyes - start today!



Jaisay hi temperature increase hotta hai tu humaray faces se summer me sweating pour down hotti hai,ye essential hai ke aap yaad rakhain;apni eyes ko protect kerain, aur main ye nahi baat ker rahi ke sunglasses wear kerain.


Main lowering gaze ki baat ker rahi hon.
aaj kal ke humaray culture me,jaisay hi temperature increase hotta hai, es tara hi people bodies ki exposed skin ki amount bhi increase hotti hai.although ye bara distressing aur disturbing hai, laikin ye life ka aik fact bun
gaya hai.

In fact, hum me se,khaas torr per humari sisters hijab wear kerti han jo ke apni modesty ko protect kernay ke liay cover kerti han tu ye humain ajeeb lagta hai!


Jab ke United States me health aur human service ka department aur disease control aur prevention ka centre ye advice kerta hai ke aap skin ko cover kerain expose na kerain.


Unhoon ne aik campaign sponsored kiya "choose your cover" ,takay people ko khud ko cancer se protect kernay ke liay courage milay.
aik recommended method ye hai ke aisi clothing kerain jo skin ko cover keray aur sun ki UV rays se protect keray.
clothing per campaign section ye note kerta hai ke "long sleeved shirt aur long pants thick weave ke saath best protection provide kerta hai.

Aur ye hum fear ki wajja se bhool gaye han ke global warming issue aur skin cancer warnings humesha se rahi han,zyada muslim aur non muslim men aur women jo ke Africa aur asia ke blazing deserts ya cities aur villages me rahtay han,jo summer me tremendous heat experience kertay han [poray saal nahi],wo virtually naked house se bahir kabhi nahi aatay.

In fact wo khud ko aur bhi zyada cover kertay han,sun se protect kernay ke liay.



Some Advice from the Quran and Sunnah


ye example uss ki hai jab hum half-naked people se surrounded hon,phir uss waqt hum me courage honi chahiay ke hum Allah aur uss ke Rasool ki command follow kerain aur apni gazes lower kerain.


Allah fermatay han:

"adultery aur zina ke pass mat janna,ye aik burra amal aur evil way hai".(Quran 17:32)


Ye sin humaray malik ki nazer me itni hateful hai ke Allah ne hukam diya ke es ke pass bhi mat jana.

Ye baat aap ke ilm me honi chahiay ke her illegal affair lustful glance se begin hotta hai.
Allah chahtay han ke hum me se koi bhi ye ugly sin na commit keray, aur es liay wo command kerta hai ke hum apni gazes lower rakhain:
"believing men se kahoo ke wo apni gazes lower rakhain aur apni modesty(private parts) ko guard kerain;ye un ke liay greater purity ho hi;aur Allah uss sub se waqif hai jo wo kertay han


Aur believing women se bhi kahain ke wo apni gaze lower rakhain aur apni modesty ko guard kerain…"(Quran 24:30-31).


gaze lower kernay ka ye meaning nahi hai ke hum her time constantly ground per dekhain aur ooper dekhain hi na.

Es ka meaning ye hai ke hum apnay face ko turn ker lain jab bhi hum kuch less-than-decently-dressed woman ko dekhain ya phir tv per movies aur adds me kuch pornography ah jaye ya internet sites per ya phir highways per lagay advertisement per,ya women ke liay ke doseray men ko na dekhain aur men doseray woman ko na dekhain jab wo street me walk ker rahay hon ya kisi function ya party me hon etc etc.



The Adultery of the Eyes


Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne further Allah ki copmmand ko humain explain kiya. Abu Hurayrah(RA) fermatay han ke Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya,"…ankhoon ka zina ye hai ke aisi cheezain dekhain jin ko dekhnay ki ijazat nahi hai…" (Bukhari, Muslim).


Aur ye bhi ke Jurayr(RA) fermatay hank e "mainay Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ke jab humarai nazer accidently aisi cheez per parh jaye jis ki ijazat nahi hai tu hum kya kerain,'apni eyes ko kaheen aur turn ker lo."(Muslim).


aik aur Hadith jo ke Abu Sa'eed(RA) bayan fermatay han,ke Nabi
(sallallaahu alaihi wasallam) ne fermaya,"aik admi doseray admi ke Awrah ko na dekhay aur aik aurat doseri aurat ke Aurah ko na dekhay…"(Muslim).

Tu humaray Nabi (sallallaahu alaihi wasallam) ne humain instructions di han ke hum same gender ke member ke awrah ko bhi na dekhain aur gaze lower ker lain.



Avoid Pornography on TV, Internet, Highways Advertisements…


aik mistake ye hai ke log soochtay hank e gaze tab hi lower kerni chahiyain jab humara samna nakedness aur indecency "flesh me ya person me" ho.

Gaze tab bhi lower kerni chahiyain jab aap koi film ya tv program dekh rahay hon jis me nakedness ya couples ke sexual scenes hon (actually, humain aisay programs se avoid hi kerna chahiay).


Lowering gaze me ye hai ke aap channel hi change ker dain jab aisa kuch tv per ah jaye ya aap internet browse ki window hi close ker dain jab pornography ke ads ayain ya kuch es type ki site accidently open ho jaye.
es ka ye bhi meaning hai ke channel hi change ker dain jab aap news dekhtay huay bhi anchorperson ya reporter reading ya news present kernay wali ki teruf attract hon.
aur ye bhi kwe tv time spend kernay ka koi great way bhi nahi hai.dekhain kuin sound vision uv tv guides han.




Don't Go to the Beach/Avoid Such Places


Ya aap jidhar bhi excessive bikini-aur swimming-trunk-clad men ya women find kerain.

Udhar apni gaze lower kerna ap ke liay mushkil ho jaye ga.aap apni direction ya route change ker saktay han ya aisi places per bhi mat jayain.
ye parks ke liay bhi true hai,es ka ye meaning nahi hai ke aap kids ko bahir slides aur sea-saws ya udhar barbecues enjoy kernay ke liay na lay ker jayain.es ka meaning ye hai ke aisi activities tab enjoy kerain jab days cooler hon,ya uss time jab sun hot aur intense na ho(i.e jaisay ke kabhi kabhi earlier morning ya phir maghrib se pelhay).
es time sunbathing ka waqt over ho jata hai aur kuch log ya tu ja chukay hottay han ya phir unhoon ne sardi ki wajja se kuch na kuch cloths wear ker liay hottay han.



Make Dua (supplication)


Imam Siraj Wahhaj of Brooklyn, New York ne aik bar kaha ke "kabhi Dua ki power ko underestimate mat kerain,".Dua her trying situations me true hotti hai.


Kabhi kabhi ooper mention ki hui places ke ilawa bhi aapp aisay improperly dressed people se encounter kertay han like koi streets me walk ker raha ho jo beach,park ya party me jar aha ho ye decide ker k eke swimming aur suntanning keray gay aetc etc.
tu in situations me gaze lower kerna even zyada harder ho jatta hai,aur aap mentally prepare bhi nahi hottay es ke liay.


Ager aap overwhelmed feel kerain tu,tu ye dua parhain:" Aoutho billahi Sami' il Aleem minash Shaytan ir Rajeem"(Zyada information ke liay Quran 41:36 dekhain).es ki translation ye hai "Allah jo sunay wala aur jannay wala hai uss ki shaytan mardood se pannah chahta hon".


In general,Allah ki pannah manghain.ye bhi suggest kiya jatta hai ke ye bhi parhain "La hawla wa la Quwwata illa billah" (Allah ke siwwa koi power nahi hai).ager hum sincerely Dua kerain tu insha-Allah hum apni aankhain tuur keray me kamyaab hon gay.


Allah se ye Dua kerain:


"ke Ae Allah mujhe nafsaani laghzishoon se,shaytan se aur her qisum ke shar se apni hifazat me rakh aur mujhe nigha ki haya,pak dik aata ker aur mujhe pak daminoo me ker day…aameen"


Aur saath ye bhi ke Dua parha na kerain,instrad Dua manghaa kerain.

Gaze lower kernay ka ye meaning nahi hai ke anti-social ya rude ho jayain.Summer definitely best time hai bahir jannay ka,fun kernay ka aur even Dawa( logon ko islam ki teruf invite) kernay ka.
for example,aap public places ya parks me pamphlets distribute ker saktay han.


Nabi
(sallallaahu alaihi wasallam) aisay logon ko islam ka message daitay jo yearly "Ukaz" festivals per aatay aur drinking aur gambling kertay.
however, es ke liay faith,self-control aur discipline ki zuroorat hai.in opportunities ko aisay nahi use kerna chahiay ke hum khud hi sins me indulge ho jayain aur doseroon ko bhi sahi rah per na la sakain.



The Gaze is Part of a Muslim's Character


aik true muslim decent aur pure hai.es ka meaning hai ke us ski pori body decent aur pure ho.es ka natural consequence lowering of gaze hai.

Allah humain batatay han ke:

"O tum me se job hi imaan rakhta hai!shatan ko follow mat keroo:job hi shatan ko follow keray ga,wo uss se ghalut aur shameful kerwaye ga…"(Quran 24:21)


Indecent manner me doseray man ya woman ko dekhna shatan ko follow kerna hai.

Ye sub lustful glance se begin hotta hai.ye glance phir lustful talk aur flirting ki teruf lay jatti hai,phir meeting,,,aur hum sub aware han es ke bahd kya hotta hai.

Chaplain hum sub shatan ko kamyaab na hoonay dain,uss ke rastay per na chaplain aur apni gaze lower ker lain.
Chaplain hum ab hi se ye kerna start kerain laikin ye difficult ho ga aur es ke liay decipline aur fath ki zuroorat ho gi.
phir hum job hi Allah ko khush kernay ke liay struggle kerain gay wo humain uss se es dunia me bhi aur akhrat me bhi bahot sara reward keray ga.


Ye truly jihad hai.laikin es jihad ki value hai aur advantages bhi han aur hum sub muslims es ko kernay ke liay better han.




1
Irregular Menses
Suffering From Irregular Menstrual Cycle
Liver Failure
Liver Failure – Causes, Symptoms and Treatment
Hepatitis
Cause, Symptoms and Treatment of Hepatitis
Liver Cancer
Liver Cancer - Causes, Symptoms and Treatment
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012