khoobsurat
|
Group: Members Joined: 06th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 325 Age:
29
|
|
Posted on:12th Sep 2008, 6:05pm |
|
|
Urdu Poetry: Sookhey Darakhton Ke Neechey Sula Kar Chor Gaya. sookhey darakhton ke neechey sula kar chor gaya,
ajeeb shakhs tha sapney dikha kar chor gaya,
yeh ujra ghar to usii shakhs ki nishanii hai,
jo apne naam ki takhtii laga kar chor gaya.
(dedicated to faisee, ashy, safeena baji, kim84, don, aag, josh, hangama and sana) |
Veer
|
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4723 Age:
31
|
|
Posted on:12th Sep 2008, 6:20pm |
|
|
khoobsurat forum par jab aak poetry ke liye thread chal raha hai to dubara new thread start na kare.aap dubara koi new thread start kare gi to dosra delete kar diya jaye ga.
aap ne new post start kar ke yeh sher likha
Itna hi yaad rakhna mujhe,
jese kisi kitaab mai,
beetey dinon ke dost ka,
ek khatt para hua miley,
lafz mitey mitey sahi,
rang ura ura sa ho,
lekin woh ajnabi naa ho....!
Note: aap ne jo bhi shiyari karni hai woh yahan kare.jab tak yeh thread closed nehin ho jata tab tak aap new thread same title se start nehin kar sakti. |
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4259 Age:
29
|
|
Posted on:12th Sep 2008, 6:26pm |
|
|
Welcome back Khobsurat Apko buhut long gap k baad forum pe dobara nazar aye hain, mere taraf say appko khush amdeen, umeed karta hon k app kheriyat say hongi .......
|
josh
|
Group: Members Joined: 30th Jul, 2007 Topic: 47 Post: 2285 Age:
37
|
|
Posted on:17th Sep 2008, 11:11pm |
|
|
poetry khobsurat poetry to achi hai par bohat ajeeb hai.
ghar mai sab khairiat to hai na ?? how are your family members and your husband and others ???? |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 100 Post: 4647 Age:
38
|
|
Posted on:17th Sep 2008, 11:55pm |
|
|
Khubsurat Welcome back..ap mane ya na mane.maine apko bohat miss kiya tha yahan.. :)
ab ap ati jati raha karain
|
Bhimji
|
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1868 Age:
31
|
|
Posted on:23rd Sep 2008, 8:06am |
|
|
Har saans main mujh ko pia karo.... Kuchh batein hum se suna karo,
Kuchh baatein hum se kia karo,
Mujhe dil ki baat bata dalo,
Tum hont na apne sia karo,
Jo baat laboon tak na aae,
Woh aankhun se hi keh dia karo,
Kuch baatein kehna mushkil hain,
Tum chehre se parrh lia karo,
Jab tanha tanha hotey ho,
Awaz mujhe tum dia karo,
Har dharken mere naam karo,
Har saans main mujh ko piya karo... |
Maryam
|
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 27 Post: 4679 Age:
30
|
|
Posted on:23rd Sep 2008, 8:13am |
|
|
bhimji aap to great shair hain :) kahin aap main Hamzi ki rooh to nahi agai:) |
saim1
|
Group: Members Joined: 23rd May, 2008 Topic: 44 Post: 2214 Age:
36
|
|
Posted on:23rd Sep 2008, 8:15am |
|
|
beeji nice poetry
bhout achi hey |
Bhimji
|
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1868 Age:
31
|
|
Posted on:23rd Sep 2008, 8:16am |
|
|
rooh yeh Hamzi kis shayer ka naam hai. Kia yeh China ke koi shaayer hain??? |
Maryam
|
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 27 Post: 4679 Age:
30
|
|
Posted on:23rd Sep 2008, 8:20am |
|
|
bhimji khuda k liye bhim ji :) Hamzi ko hum ne forum pe coolest poet ka khatab diya hae aur aaj kal woh forum pe nahi arahay hain. |
Bhimji
|
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1868 Age:
31
|
|
Posted on:23rd Sep 2008, 8:23am |
|
|
oh Mujhe nahin pata tha ke hamzi kisi member ka name hai. yeh larki hai ya larka... |
saim1
|
Group: Members Joined: 23rd May, 2008 Topic: 44 Post: 2214 Age:
36
|
|
Posted on:23rd Sep 2008, 8:34am |
|
|
poetry dil ki rahoon ko kushada kar lo
marey dil bar key sandasey marey nam atey haien
yoon samney ana mujhey acha nahi lagta
or ankh churana mujhey acha nahi lagta
wo bat hi israr say tum poch rahey ho
jo bat mujhey batana mujhey acha nahi lagta |
khoobsurat
|
Group: Members Joined: 06th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 325 Age:
29
|
|
Posted on:16th Oct 2008, 3:14pm |
|
|
khoobsoorat again! To kiya tumhen mai kabhi yaad nahi aai?
kabhi yunhi kisi ghamgeen dhun ko suntey howe,
udaas chaand ka mojon mai aks taktey howe,
mitey howe se darakhton pe naam parhtey howe,
akele doooor talak khamoshi mai chaltey howe,
kisi bhi raat ko uth kar yunhi taheltey howe,
kisi bhi roz yunhi ghar ke kaam karte howe,
To kiya tumhen mai kabhi yaad hi nahi aai?
kisi gulaab ko tehni se tor kar bhi nahi?
kisi ki aankh mai aansoo ko dekh kar bhi nahi?
To kiya tumhen mai kabhi yaad nahi aai???? |
khoobsurat
|
Group: Members Joined: 06th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 325 Age:
29
|
|
Posted on:21st Oct 2008, 4:34pm |
|
|
hmmmmm no replies??? |
nikama
|
Group: Members Joined: 15th Oct, 2007 Topic: 47 Post: 1808 Age:
35
|
|
Posted on:22nd Oct 2008, 1:09am |
|
|
arz hai .... meri ankhain rukh loooo, mujay apnay kuch hawab day du...
jiss main tum hur pul saath hoo, wu din raat day du....
chaloo choroo sari batain , bus aik baat maan jaooo..
meri sari umer lay looo, sirf apna saath day du.......
enjoyyyyyyyyyy.......... |
peace full
|
Group: Members Joined: 16th Jul, 2007 Topic: 30 Post: 436 Age:
24
|
|
Posted on:22nd Oct 2008, 1:16am |
|
|
ek shair sab k naam ham na samjhe teri nazron ka takaza kya hai? kabhi jalwa kabhi parda ye tamasha kya hai?
mujhe madhosh sa kar rakha hai teri aankhon ne, werna aey saaqi tere mehkhane me rakha kya hai?
dekh laila tere majnu ka kaleja kya hai? khaak me mil k bhi kheta hai k abhi bigra kya hai ?
ye suraahi sa badan leke mere saamne na aa ! me sharabi hoon sharabi ka bharosa kya hai?
apne honto ko mere honto se chooney to de, ek do ghoont se botal ka bigarta kya hai ???????
|
peace full
|
Group: Members Joined: 16th Jul, 2007 Topic: 30 Post: 436 Age:
24
|
|
Posted on:22nd Oct 2008, 1:22am |
|
|
kisi shair ka shair arz hai. mila wo bhi nai kartey, mila ham bhi nai kartey, wafa wo bhi nai kartey, wafa ham bhi nai kartey.
unhey ruswai ka dukh hai , hamey tanhai ka dukh hai, gila wo bhi nai kartey, gila ham bhi nai kartey.
kisi mor per takrao ho jata hai aksar, ruka wo bhi nai kartey, ruka ham bhi nai kartey.
jab bhi dekhtey hain unhe sochtey hain kuch kahen unse, suna wo bhi nai kartey, kaha ham bhi nai kartey.
lekin ye bhi sach hai k muhabat unhey bhi hai, muhabat hamey bhi hai, bola wo bhi nai kartey, zikar ham bhi nai kartey.
|
peace full
|
Group: Members Joined: 16th Jul, 2007 Topic: 30 Post: 436 Age:
24
|
|
Posted on:22nd Oct 2008, 1:27am |
|
|
ek aur shair kisi shair ka. us k bina chup chup rehna acha lagta hai, khamoshi se ye dard sehna acha lagta hai.
jis hasti ki yaad me aansoo barastey hain, saamne uske kuch na kehna acha lagta hai.
mil ker us se bichar na jain darte rehte hain, es lye bas door hi rehna acha lagta hai.
jaantey hain k chahat me bas aansoo miltey hain, kuch bhi ho bas es zehar ko peena acha lagta hai.
jee chahey sab khushiyan lekar usko de dein, us k pyaar me sab kuch khona acha lagta hai.
|
azzi
|
Group: Members Joined: 15th Oct, 2008 Topic: 4 Post: 288 Age:
43
|
|
Posted on:22nd Oct 2008, 8:47am |
|
|
Dosti woh apne sath jeenay ka saman le gia,
jo shakhs meri zaat ki pehchan le gia,
kehta tha hum kabhi na bichren ge,
apne to naqsh-e-pa bhi woh anjan le gia,
mujh ko tmam umar ki tanhaee sonp kar,
mujh se meri wafaon ka tawan le gia. |
Baqar
|
Group: Members Joined: 13th May, 2008 Topic: 3 Post: 14 Age:
39
|
|
Posted on:22nd Oct 2008, 9:10am |
|
|
Dil Jalan Baad marney k bhi na chora Dil Jalana "Faraz"
Rozana phenk jata hai phool sath wali qabar pe.. |
|
For More Detail Click On Page No: 1 2 >> |
|