Janbaz
|
Group: Members Joined: 31st Jul, 2008 Topic: 4 Post: 21 Age:
31
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 5:43am |
|
|
Islamic Poetry: Lets Share Islamic Poetry Be-Zubanon ko jab wo Zuban deta hai
parhney ko phir wo "Quran" deta hai
Bakhshney p aey jab ummat k gunahon ko
Tuhfey me phir wo "Ramadan" deta hai
Quran Parho to Dil khul Jaey
Namaz Prho to Chehra Roshan ho jaey
Kitniy Dilkash hen Rasool-e-khuda ki "Sunnaten"
Ammal karo to Zindagi Sanwar Jaey (Subhannallah) |
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 7:28am |
|
|
Janbaz v nice
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 9:20am |
|
|
Hadees
According to HADEES,
Duaon ki qaboliat k auqaat,
1.Farz namaz k baad,
2.Azan or aqamat k darmian,
3.Tahajjud k waqt,
4.Barish barastay waqt,
5.Dauran-e-safar,
6.Iftaar k waqt,
7.Jummay k din ek ghari,
8.Shab-e-qadar main,
9.Zam zam peetay waqt,
10.Arfa k din maidan-e-arfat main,
11.Quran ki tilawat k baad.
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 9:22am |
|
|
Life is Test,Islam is best Life is Test,
Islam is best,
Namaz is must,
Aakhrat is for rest,
World is only dust,
If Quran is in chest,
nothing need next,
Obey ALLAH first.
Success will be next.
|
goodman
|
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 62 Post: 7612 Age:
33
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 9:24am |
|
|
very nice agree with s4u |
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 9:28am |
|
|
thanks
Agar ALLAH apki dua qabool kerle,
To iska matlab he k
WO APKA iman mazboot ker raha he,
Agar thori der se kare to
Aap k SABAR ko Barha raha he
Laikin
Agar qabool na kare to
aapka iman Azma raha he.
Is liye hamen har Hal mein “ALLAH”
per BHAROSA karna chahiye.
|
goodman
|
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 62 Post: 7612 Age:
33
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 9:31am |
|
|
very nice agree with s4u |
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 9:34am |
|
|
thanks once again Namaz k “10″ faiday
1,Chehray ki nooraniat
2,Dil ka noor
3,Jism ki rahat
4,Qabr me sathi
5,Nuzuley rehmat ka zareya,
6,Aasmanu ki chabi
7,mezane hi sab ka wazn
8,Allah ki raza
9,Jannat ki qeemat
10,aag se bachao ka zariya…
|
goodman
|
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 62 Post: 7612 Age:
33
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 9:39am |
|
|
very nice agree with s4u ... |
ash28
|
Group: Members Joined: 02nd Aug, 2008 Topic: 7 Post: 347 Age:
29
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 9:55am |
|
|
Khauf.... Insaan kee zahniat b samjh sey bahir hai,
bimari k khauf sey khana to chord sakta hai laikin dozakh k khauf sey
ghunah nahee.
|
ash28
|
Group: Members Joined: 02nd Aug, 2008 Topic: 7 Post: 347 Age:
29
|
|
Posted on:6th Sep 2008, 9:58am |
|
|
ALLAH* Say....
Meri Teraf A Ker To Dekh Mutawjah Na Hoon To Kehna Meri Rah Main Chal K To Dekh Rahain Na Khool Doo To Kehna Mujh Sey Sawal Ker K Dekh Bakhshish Ki Had Na Ker Doon To Kehna.
|
Baqar
|
Group: Members Joined: 13th May, 2008 Topic: 3 Post: 14 Age:
39
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 5:14am |
|
|
Banai Kiya Banai Kiya Khuda ne Sohni Surat Muhammad (S.A.W) Ki
Hey Ashiq wo jisne dekhli Surat Muhammad (S.A.W) Ki
Kamal-e-Husn-n- Yousf pe Faqt Ashiq Zulekha thi
Khuda Khud jis pe Ashiq h wo Surat h Muhammad (S.A.W) ki
Muslmano Ko jab Hashar me Janat k drwazy p rokengy
Hukum hoga k Jany do Ye Ummat h Muhammad (S.A.W) ki |
Baqar
|
Group: Members Joined: 13th May, 2008 Topic: 3 Post: 14 Age:
39
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 5:19am |
|
|
Dua Ya Allah Hum tujh se mangtey hen
Aisi Maffi Jis k bad Gunah no ho
Aisi Hidayat Jis k baad gunah na ho
Aisi Raza Jis k baad narazgi na ho
Aisi Rehmat Jis k baad Azab na ho
Aisi Kamyabi Jis k baad nakami na ho
Aisi Izzat Jis k baad zillat na ho
(Aameen)
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 5:29am |
|
|
Baqar very nice
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 5:32am |
|
|
Mera RUB ibadat k layaiq hai
Main jannat k shoq main ibadat nahi
karta k ye ibadat nahin tijarat hai.
Main dozukh k khof se ibadat nahin
karta k ye ibadat nahin ghulami hai.
Main ibadat sirf iss liye karta hon
k mera RUB ibadat k layaiq hai.
(Hazrat Ali)
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 5:36am |
|
|
sukon-dhondti-phirti-thi-me-baharon-me
Sukon dhondti phirti thi me baharon me,
Haseen wadiyon mei, surmaye nazaron me,
Me is talash mein ja phnchi chand taron main,
Magar ye mujhe mila Quran k 30 paron mein
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 5:39am |
|
|
aap S.A.W per 1 bar darood parhta hai
1 DIN Hazrat Jibrail (A.S) Huzoor (S.A.W)
k paas aye or kaha ALLAH ne mujhey itni taqat di hay k
main sari dunia k darakhton k pattay gin sakta hon
or pani k saray qatray or rait k saray zarray gin sakta hon
lekin us aadmi per rehmat ki tadad nahin gin sakta
jo AAP(S.A.W) per 1 bar darood parhta hai”
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 5:41am |
|
|
Din ki roshni main “RIZQ” talash karo,
Din ki roshni main “RIZQ” talash karo,
aur RAAT ki tariki main “USAY”
talash karo jo tumhain “RIZQ” deta hai.
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 5:43am |
|
|
Namaaz ki shaan
Namaaz ki shaan
Jab tum namaz k liye khare hote ho
to sir se asman tak rahmat-e-ilahi
ghata ban k cha jati hai,
farishtay charon taraf jama ho jate hain.
Ek farishta pukarta hai k
ay namazi agar tu dekh lay k
tere samnay kon hai or tu kis se bat ker raha hai to
Allah ki qasam tu qayamat tuk salam na phere.
|
goodman
|
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 62 Post: 7612 Age:
33
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 6:20am |
|
|
ok very nice s4u....totally agree with u... |
|
For More Detail Click On Page No: 1 2 3 >> |
|