Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Paigham e Quran and Hadees
 
Warning: This Website is not for people who are less than 16 years of age. Please exit
 
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Urdu Poetry: Jo Chala Gaya Mujhe Chor Ker

Urdu
 
 
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:02am
 

Tera Naam...!

Na Thi Roshni Kisi Ankh Main
Kisi Khuwab Ki
Yeh Ajeeb Shaam'mai'firaq

Lab'bay'Nawah K Hisaar Main Kahee Ak Hurf'fay'duaa Na Tha
Wo Fishaar Tha Meri Roh Main Kahee Jaisay Koi Khuda Na Tha


Fakaat Ak Cashh'may'jamal Ne Mere Kaa'Khai'khu Ko Badal Diya
Rah'hay'ciragh Ujaal De, Mere 4Soo Ko Badal Diya




Amjad Islam Amjad
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:03am
 

Yeh Pichlay Ishiqe Ki Batein Hen..!

Yeh Pichlay Ishiqe Ki Batein Hen
Jab Ankh Main Khuwab Damakte Thai
Jab Dil Main Dagh Camakte Thai

Jab Palkein Shehr K Raston Men
Askhoon Ka Noor Luta'ti Thi
Jab Sans Ujlay Cheroon Ki
Taan Maan Main Phool Sajati Thi
Jab Chand Ki Rim'Jhim Kirnoon Say
Sochoon Main Bhanwar Par Jate Thai

Jab Ak Talatum Rehtaa Tha
Apne Bai'Anth Khayaloon Main


Har Ahed Nibhane Ki Kasmen
Khaat Khoon Say Likhne Ki Rasmay
Jab Aam Thi Hum Dil Waloon Men
Ab Apne Phe'kay Hontoon Par
Kuch Jalte Bhujte Lafzoon K
Yaa'Qout Pegalte Rehtay Hain

Ab Apni Ghum'Som Ankhoon Main
Kuch Dhool Hai Bekhri Yadoon Ki
Kuch Gard'Alooda Say Mosam Han

Ab DHoop Ugalti Sochoon Main
Kuch Pai'man Jalte Rehte Hain


Ab Apne Weeran Angaan Main
Jitne Shub'hoo Ki Candi Hai
Jitni Shamoon Ka Soo'na Hai
Us Ko Khak'sstar Hoo'na Hai


Ab yeh Batein Rehnay Di'jeeye
Jis Umr Main Kissay Bante Thai
Us Umr Ka Ghaam Seh'nay Di'jeeye


Ab Apni Ujri Ankhon Men
Jitne Roshan See Raten Hen
Us Umr Ki Sab Sugha'ten Hen

Jis Umr K Khuwab Khayl Hoye
Wo Pechli Umr Thi Beet Gaye
Wo Umr Beeta'yee Saal Hoyee

Ab Apni Ded K Rastay Men
Kuch Rang Hai Guzray Lamhoo Ka
Kuch Askhoon Ki Baraten Hen
Kuch Bhulay Basray Cheray Hen
Kuch Yadoon Ki Barsaten Hain


Yeh Pichlay Ishiqe Ki Batein Hain
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:05am
 

Faraz

Kheezan Ayee Ge To Loat Ayee Ga Wo B FARAZ
Wo Shaks Baharoon Men Zara Kam He Milta Hai..!
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:07am
 

MY FAV

O Negative...............!!


Han Ab Tum Bhi
Apnay Sare Waday
Or Thandak Phochanay Wali Batoon K Hamrah
Mujhai Pyaasa Hee Rakhoo'gay
Yea Jazbay Main Bheegi Hoyee Awaz
Mere Maa'thay Ko Jitni Bar Chooyee Ge
Is Ki Tapees'ssh Barh Jayee'gi

Ahesta Ahesta
Mere Taan Par Honay Or Pheesalnay Wali
Barish
Yea Aagg
Jis Ki Thandak
Jis Ki Hed'dat

Ab Bhi Tumharay Poroon Main Hai
Mere Shah'noon Par Sir Rakhay
Tum Jo Yoon Ankhein Moun'day Kuch Sochtay Ho
Us Lamhay iS Charay Par
Kaisee Sai'rabi Kya Aasod'gi Tair Rahi Hai

Main Sochti Hoon
Yea Kafeeyaat
Tumhain Mere Lahjay Or Mere Charay Main
Kabi Nazar Nahi Ayee


Jaan..!!

Tumhain Shayad Yea Khabar Na Hoo

K

Baaz Muhabbatein
Apnay Apnay
!!Blood Group!! Main
O Negative Hoti Hain........!!





Parveen Shakir
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:09am
 

Ak Mashwara....!

Duran'nay Guftagoo
Ba'maanay Waq'fay Anay Lag Jaein
TO Baqi Guftagoo
Bay'maanay Hojati Hai

Soo...!!

Aaayee Khush'Sokhaan Mere!!
Ab Hamain Khamoshee Par Dehaan Daina Chayea..!



Parveen Shakir
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:10am
 

Aik Shair

Mujh Say Kehti Hai Tere Sath Rahoon Ge Sada
Bohut Payar Karti Hai Mujh Say Udaasi Meri..!
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:10am
 

Hatheliyaan...!

Duwa to janey
kon se thi zaihen mai nahi
bas itna
yaad hai k
do hateliyan mile hoyee thi
jin mai say
ek MERI thi OR ek TUMHARI..!!
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:30th Aug 2008, 5:10am
 

wah wah

yahaan to poetry ki barsat hai.
v v nice
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:12am
 

A bitter reality

Achanak Mere Dil Main Ak Halchal See Macha Deta Hay
Hatheli Par Wo Tera Ball'pen Say "'Bewafa'' Likhna.....!
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:12am
 

Yoon Hai Yoon Hai

Us Ka Apna Hee Karismaa Hai,Fasoon Hai, ! Yoon Hai !
Yoon To Kehnay Ko Sabhi Kehtay Hain, !Yoon Hai!Yoon Hai !

Jaisay Koi Dar'ray Dil par Ho Sa'Ta'za Kab Say
Ak Sayaa Na Daa'roon Hai Na Baa'roon Hai, !Yoon Hai !

Tum Ne Daikhee Hee Nahi Dashtt'Te'Wafa Ki Tasveer
Nouk'Kay'Haar'Kha'aar Par Qatraa Khoon Hai, ! Yoon Hai !

Sacha Shair Pori Ghazal Ka
Ab Tum Ayee Ho Meri Jaan Tama'Shah Karne
Ab To Daryaa Main Talaa'tum Na Sakhoon Hai, !Yoon Hai !

Na'sai'aab Tujh Ko Khabar Kya K Muhabbat Kya Hai..?
Tu Rooz Ajata Hai Samjhaata Hai, !Yoon Hai Yoon Hai !


Shayee'ree Taza Zamanoon Ki Hai Maa'maar FARAZ
Yeh B Ak Silseela Qun'Fay'Kiyun Hai, !Yoon Hai Yoon Hai !
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:14am
 

Mere Naam Say Pehlay..!

Ab K Us Ki Ankhoon Main
Bay'Sabab Udasi Thi
Ab K Us K Cheray Par
Dukh Tha Bad'Hawasi Thi

Ab K Yoon Mila Mujh Say
Yoon Ghazal Sone Jaisay
Main Bhi Na'shana'sa Hon
Wo B
Ajnabi Jaisay

Zard Khal'o'khad Us K
Sogawar Damam Tha
Ab K Us K Lehjay Main
Kitna Khud'raa'Pan Tha

Wo K Umer Bhar Jis Ne
Shehr Bhar K Logoon Main
Mujh Ko Hum'sukhan Jana
Dil Say Ashnaa Likha
Khud Say Mehar'ban Samjha
Mujh Ko Dil'robaa Likhaa


Ab K Sada Ka'Ghaaz Par
Surkh Rosh'nayee Say
Us Ne Tal'kh Lehjay Main
Mere Naam Say Pehlay
Sirf Bewafa Likha.....!
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:16am
 

S4u

thnx bahi sahab app ko achi lagi
so nice of u

s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:30th Aug 2008, 5:19am
 

hamzi

u welcome hamzi behn jeeeeeeeee.
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:22am
 

behan nahi

bahi
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:30th Aug 2008, 5:23am
 

ok

main bhi bhai sahab nahi hoon
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:24am
 

Yeh Pichlay Ishiqe Ki Batein Hen..!

Yeh Pichlay Ishiqe Ki Batein Hen
Jab Ankh Main Khuwab Damakte Thai
Jab Dil Main Dagh Camakte Thai

Jab Palkein Shehr K Raston Men
Askhoon Ka Noor Luta'ti Thi
Jab Sans Ujlay Cheroon Ki
Taan Maan Main Phool Sajati Thi
Jab Chand Ki Rim'Jhim Kirnoon Say
Sochoon Main Bhanwar Par Jate Thai

Jab Ak Talatum Rehtaa Tha
Apne Bai'Anth Khayaloon Main


Har Ahed Nibhane Ki Kasmen
Khaat Khoon Say Likhne Ki Rasmay
Jab Aam Thi Hum Dil Waloon Men
Ab Apne Phe'kay Hontoon Par
Kuch Jalte Bhujte Lafzoon K
Yaa'Qout Pegalte Rehtay Hain

Ab Apni Ghum'Som Ankhoon Main
Kuch Dhool Hai Bekhri Yadoon Ki
Kuch Gard'Alooda Say Mosam Han

Ab DHoop Ugalti Sochoon Main
Kuch Pai'man Jalte Rehte Hain


Ab Apne Weeran Angaan Main
Jitne Shub'hoo Ki Candi Hai
Jitni Shamoon Ka Soo'na Hai
Us Ko Khak'sstar Hoo'na Hai


Ab yeh Batein Rehnay Di'jeeye
Jis Umr Main Kissay Bante Thai
Us Umr Ka Ghaam Seh'nay Di'jeeye


Ab Apni Ujri Ankhon Men
Jitne Roshan See Raten Hen
Us Umr Ki Sab Sugha'ten Hen

Jis Umr K Khuwab Khayl Hoye
Wo Pechli Umr Thi Beet Gaye
Wo Umr Beeta'yee Saal Hoyee

Ab Apni Ded K Rastay Men
Kuch Rang Hai Guzray Lamhoo Ka
Kuch Askhoon Ki Baraten Hen
Kuch Bhulay Basray Cheray Hen
Kuch Yadoon Ki Barsaten Hain


Yeh Pichlay Ishiqe Ki Batein Hain
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:25am
 

s4u

ok thanx baji
mugy pata nahi tha
s4u Group: Members  Joined: 18th Mar, 2011  Topic: 99  Post: 5405  Age:   
Posted on:30th Aug 2008, 5:27am
 

its ok

mojhe lga k aap bhi jaan ke keh rahe hain baqi members ki trha
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:27am
 

well

Bohat Mudat Say Aisa Hai

Keh Tum Khaamosh Rehtay Ho

Koi Gehra Hai Gham Shayad

Jisay Chup Chaap Sehtay Ho

Yunhi Chaltay Howay Tanha

Koi Ghamgeen Sa Naghma Tum Aksar Gungunatay Ho

Doraan-e-GuftagooYoun He

Milain Nazron Say Jab Nazrain

Tou Baatain Bhool Jatay Ho

Kisi Gum Sum See Halat Main

Yah Phir Baarish K Mosam Main

Faqat Itna He Kehtay Ho..


“Udaasi Bay-Waga See Hai

Bohat Bojhal Tabiyat Hai…”


Bhala Sach Kyun Nahi Kehtay



Tumhain Mujh Say Muhabbat Hai….!!!
hamzi Group: Members  Joined: 24th Mar, 2008  Topic: 11  Post: 1070  Age:  28  
Posted on:30th Aug 2008, 5:29am
 

by Parveen shakir

''hum parinde udna chahte hai'''
hone lagi hai jism mein jumbish to dekhiye,
is parkate parinde ki koshish to dekhiye

gunge nikal pade hai juba ki talash mein,
sarkaar k khilaaf ye saajish to dekhiye

barsaat aa gayi to darakne lagi zameen,
sukha macha rahi hai ye baarish to dekhiye

unki apiil hai ki unhe hum madad kare,
chaku ki pasliyo se gujarish to dekhiye

jisne nazar uthayi wahi shks gum hua,
is jism k tilism ki bandish to dekhiye....
For More Detail Click On Page No: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15  >>
 
 
 
Pakistani Singer In Malaysia  How to get Canadian Work Permit  Indian Students Dance In USA

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us