Underweight: Ways to Regain your Weight Back
Underweight: Ways to Regain your Weight back Underweight Underweight ke liay home remedies use kerna aik acha tool hai.kuch weight ko regain kernay ke liay bahot sari remedies hen.ye remedies aap ki health aur well being ke liay recommend ki jaati hen.pelhay un causes per aik look daltay hen jin ki wajja se koi underweight hotta hai. Causes of underweight problems Kaheen issues hen jo ke weight loose kertay hen jab aap weight ko loose kernay ki koshish nab hi ker rahay hoon.kuch people enough calories nahi intake ker rahay hottay ya kuch proper food nahi use kertay.doseri causes me digestion ke saath problems aur intestinal problems hen.fasting ke saath bhi aisay issues ho saktay hen,kuch bhi na eat kerna aur sirf liquids drink kernna.kuch bahot sari metabolic problems hotti hen jaisa ke chronic diarrhea ya constipation. Kaheen doseray issues bhi hottay hen jo underweight ker daitay hen.jin me liver disease, intestine me worms, sdiabetes, aur thyroid problems hen. Underweight treatment Underweight ke liay kaheen home remedies hen.es me kuch diet me changes hen aur fruits aur vegetables ka use hai jo ke already normally aap ki diet me hotta hai.ye suppose kiya jaata hai ke es se aap lost weight again gain ker saktay hen.jab aap apna kuch weight gain back ker lain tu aap doseray nutrition sources per move ker saktay hen jo ke aap ke weight gain kernay me help kerain. Milk diet Underweight ke liay home remedies jo ke bahot saray practitioners ke liay approved hoon.ye kahaa jaata hai ye bahot fast way hai weight gain kernay ka.aap ko din ke twelve hours ke liay her half hour se her hour ke dermayaan 4 se 5 days ke liay aik glass milk ka drink kernna chahiay es ko begin kernay se pelhay around 2 se 3 din aap lime juice water add ker ke use kerain.diet ke saath doseri milk products bhi use kerain jaisa ke ice cream, cheese, aur butter bhi aap ko weight gain kernay me help keray ga.milkshakes bhi different fruits ke jaisa ke mango,strawberries aur bananas ke bhi use ker saktay hen.ye tasty treat hen aur aap ko eating ki teruf zayada incline kerain gay. Fruit diet Fruit diet ko use kerna weight gain ke liay home remedy ke torr per probably weight regain ke liay best nutritional diet hai.fruits quite good hen aap ke liay but es ko use kertay huay aap ko apni allergies aur bahot zayada concentrated sugar ka bhi khayal rakhna ho ga.otherwise ye fruits diet aap ko energy aur sugar ka aik added charge day saktay hen.melons, bananas, figs, strawberries, aur apples hen jo ke diet me use ho saktay hen.fruit diet aur bhi achi hai ager es ko milk ke saath use kerain tu.aap ko din me 3 se 4 bar atleast 2 se 3 fruits ki varieties use kernni chahiyain.bahot saray fruits me sugar aur saath protein bhi available hotti hai. Stress reduction Stress ko reduce kerna zayada helpful aur collaborative hai underweight home remedies me.stress se depression aur sleeplessness hotti hai.ye dono aap ko koi bhi cheez eat kernay se rok dain gay because aap ko es baat ka fear ho ga that aap jo kuch bhi eat kerain gay uss ko vomit ker dain gay.kaheen stress ko reduce kernay ki activities hen jo aap try ker saktay hen un me yoga, jogging, running, skating aur even walking han.ye aap ke energy level ko raise kerain gi aur aap zayada eat kerna chahain gay.es se aap ko thora fatigue bhi ho ga jis se aap ko raat ko achi neend aye gi.ye sub aap ka stress level bhi reduce kerain gay.families se bhi person stress ho sakta hai.aap outing ke liay jayain spouse ke saath aur children ke saath ya phir khud hi.ye aap ko feel keraye ga that aap alone nahi hen. Ager kisi time ye remedies work na ker rahi hoon tu aap apnay doctor ko dekhayain.koi serious problem bhi ho sakti hai jis ko treat kernay ki zuroorat ho.ager aap 2 weeks ke bahd weight gain nahi kertay. Ya phir aur weight loose kertay hen, tu aap ko kisi professional practitioner ko dekhana chahiay.es se aap ko normal diet hasil kernay me help milay gi aur ye bhi ke aap much needed weight gain kerain gay jis ki aap ko need ho gi.
|